in forex, no gain without proper plan,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    in forex, no gain without proper plan,,,
    dear friends, hmain forex ma kamyabi k liay market ki momet ko observe kar k apnay anaylisis karnay chaian aur un k mutabik achi planing kar k trading karain ta k mistake k chances km hon aur hm profitable trade kar k apnay liay achi earning gain kar sakian, jis sa hmain financial support mil sakay aur hmari problems solve hon,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: in forex, no gain without proper plan,,,

    hmy kmyab hony kyliye learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy lss hojy ga hum is mai mahnet kary gy to hamy kamybe mil jy ge hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar am kar saty hain is mai dunay ky bayr bary mumalik inlve hain
    • #3 Collapse

      Re: in forex, no gain without proper plan,,,

      Forex Trading me planing bhi bohut kamyab hai is se hum apne kaam me bohut jeddat la sakte hen. Forex me kamyabi k leye planing lazmi karni chaheye. Forex Trading me planning bohut acha idea hai. Planning hi k zarye se hum apne leye aik gaol banate hen aur pher ko complete karne ki koshash karten hen. Planning agar hamari achi hogi to hamen kamyabi bhi achi aur behtareen mele gi. Is waja se jab bhi planning karen to cool mind k sath karen kabhi bhi jaldi na karen. Aur planning k bagher hamen nahi chalna chaheye. Agar hamari planning kesi khas point pe nakam hoti hai to hamen apni planning par aik dafa pher se nazar sani karni chaheye. Aur ghaltion ko darust karna chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: in forex, no gain without proper plan,,,

        hamy is main planing kar ky kam karna chahey kue ky planing sy keya howa kam hamy fida he dyta hain hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is main successful ho sakty hain hamy is mai aik time main aik he trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is main stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hain
        • #5 Collapse

          Re: in forex, no gain without proper plan,,,

          Forex per gain krne k lie mehnt bhut zaroori hy forex per mehnt krne Wala hamesha kamyab hota hy forex bhut acha online business hy
          • #6 Collapse

            Re: in forex, no gain without proper plan,,,

            ji han jab tak ap trading ke lye acha plan nhi kar lete ap ko kamyab hasil nhi ho sakti is lye jab bhi kaam karen our ya trading karen to us ke lye ap ko acha plan our strategy bana leni chahye jab ap esa kren ge to ap ko zror profit hasil hogi.
            • #7 Collapse

              Re: in forex, no gain without proper plan,,,

              Plan banakar kam karna isliye jaruri hai ki isi tarah se hi kam ko acchi quality ke sath kiya ja sakta hai aur isi tarah se hi member apne kaam ko ek time per kar lete hain aur isi tarah se hi members ko kam jyada kiya ja sakta hai har ek number ke liye yah jaruri hai ki vah koi bhi kam kar rahe hain to uske liye ek acchi si planning banaa le aur uske bad hi usko acche se focus karen
              • #8 Collapse

                Re: in forex, no gain without proper plan,,,

                geee han dear agar hum forex main kamyab hona chahty hain to hamin forex main planing kay sath kam karna hoga pher he hum is main kmayab hon gay forex main hamain mahnt karn gay to he hum is main kamyab hongay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: in forex, no gain without proper plan,,,

                  forex ma plan k begair hm yaha sy earn ni kr skty balky yaha loss he krty han is ma kamyab hony k lia hamy pahly is ko achi tara learn krna ho ga tb ham is ma kamyab ho sakty han ye ak bohat acha business hai jis sy ham achi earning haseel kr sakty han ye ak online business hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X