Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

    Beginners k paas hamesha kam experience hota hay jab app learn ker chukay ho kih kaisay kaam kia jaata hy to yi dono cheezay meri nazar may kuch is tarah sy hay app kaay pass experincee nahi ho ga app forex kya kisi bhi kaam mein kamyab nahi ho saktay app ko laluch se dur rehna ho ga aur saber se kaam laayan ho ga appko is mein mehnaat karna ho gey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

      Bilkul Forex trading Mein beginners aur experts Ke Darmiyan trading ka bahut Fark hota hai experts ko pata hota hai ki Kaise Forex trading Mein kamyabi Hasil ki Ja sakti hai aur acchi earning ki Ja sakti hai unke pass Achcha knowledge or experience hota hai aur Usi ke mutabik trade Lagate Hain Jab Ke beginners ke pass Achcha knowledge bhi nahin Hota aur na hi Achcha experience hota hai isliye donon ki trading mein bahut difference hota hai aur ISI vajah se Unki earning main bhi Fark Hota Hai
      • #33 Collapse

        Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

        new trader aur expert ky beach trading ka fark hota hai ju ky experience ka fark hota hai aik new trader jab bhi trade karta hai wo sirf guess ki base pay kam karta hai aur expert trader jab bhi kam karta hai wo hamesha kisi logic say aur market main achi tarah say analysis kar ky kam karta hai kyon ky is market main achy analysis karny wala he successfull trader hota hai.
        • #34 Collapse

          Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

          Assalam o alaikum my dears umeed ha kay ap sub thek ho gay forex ak lajwab business ha is ma zyida tar tradersjo new hoty ha wo starts ma slowly hoty ha lakin in kay analysis or erpertation bilkul thk ni hoti wo or wo markit kay rules ko sahi tor par ni janty or trading ko shjuru kar daty ha or loss hoty ha kyu kay in ka analysis perfect ni hoty or who traders jo is ma perfect hoty ha suber say kam laty ha or apny expertataion thk hoty ha or markit kay rules or ragulation ko dhayin ma rakh kar trading karty ha or wo markit say advantage hasil karty ha or apny dreams ko real ma dakh rahy hoty ha or wo traders jo new hoty ha wo bhygar ksi technical analysis or experts na hony ki waja say apni trade shuru kar laty ha lakin end ma nakami ka samna karna parta ha or bad ma wo log bath kar sochty ha kay kash hum is ko achi tara say panchan laty lakin zrori ha kay ap is ko sikh kar is ma master ho kr phr trading lgay or possitive results hasil kary
          • #35 Collapse

            Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

            Forex trading Mein beginner aur senior mein kya Fark Hai Ke senior expert Hain market ke bare mein analysis karte hain market ke bare mein Achcha Na Lage experience Forex trading ke bare mein unhen time spend Kiya Hota Hai ladna Ko chahie ki vah senior ki respect Karen senior se Forex trading ke bare mein knowledge Aasan Karenge to Forex trading se Chhapra for banaa Sakenge.
            • #36 Collapse

              Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

              Combination Orders
              Many orders are not mutually exclusive and can, if the broker permits it, be
              combined. A common one is a one cancels the other (OCO) order. The execution
              of one order automatically cancels the other. You might enter both a buy and
              sell order in a market awaiting a breakout from a narrow trading range. If either
              is executed, it cancels the other.
              • #37 Collapse

                Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

                Beginners aur expert Ke Darmiyan bahut Fark Hai Jo beginners hote hain vah trading Mein Kamyab Nahin ho sakte vah Ek expert ke mashhur per hi Chalte Hain beginners ko post Mushkil Ka Samna karna padta hai uske expert Koi Itni Jyada Mushkil 8 ka Samna nahin karna padta bigness mein dekhne Ko Aaya Hai Ki vah chhodane per bhi a Jaate Hain
                • #38 Collapse

                  Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

                  Forex trading mein expect trader vahi hai jo ismein maine ki hai aur working ki hyperextending ke bare mein achcha Na Lage experience shasan karne ke liye time spend Kiya Hai Forex trading mein Apne loss ko bardasht kar ke apne kam per focus kiya hai apni galtiyon ko sudharne ki koshish ki Hai tabhi vah Forex waiting mein expert raider banaa hai setting mein new member ko chahie ki vah Apne seniour ki respect Karen main Tere chahne Lage asar karne ki koshish karen acche experience ke liye demo practice Karen.
                  • #39 Collapse

                    Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

                    is baat mein ziada farq ni par bnda experience k sath sath seekha h is liye expert bnde ziada acha kam krte hn beggginers lalach mein apna bonud zaya kr dete hn par bnda ghaltiyun se seekhta h is liye forex par hamein sabr krna chahye or sath sath kam seekhna chahye.
                    • #40 Collapse

                      Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

                      Forex trading ma wohi kamyab hota ha jis k pass forex ka knowledge aur trading experience ho q k expert trader k pass behtreen trading strategy hoti ha, aik trading plan hota ha jis k tehat woh market ko analyse kartay hain, is lye beginners aur experts ma yahi main difference trading experience ka hota ha, expert apni trading mistakes se seekh chukay hotay hain lakin beginners abh forex trading ki practice kar rahay hotay hain, is lye agar ham hard work karain gay to ham behtreen profit earn kar saktay hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: Beginners aur experts k darmiyan trading ka farq.

                        Assalam o Alikum,

                        Jub ak jounior member trade krta h to us ki trading r senior members ki trding ma bht farq hota h new members ko cheaye k wo senior k kaam ko follow krien na k seniors ny jin pair prr zayda bonus invest kr k trade ki b hum b asa e krein jouniors k pas bht kam knowledge hota h r agr wo zayda bonus invest kr ktrading krein gy to unein loss e ho ga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X