Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.
    Forex trading me humari knowledge or experience barhney ki 2 waja hoti hain ke aik tou hum learn kerte rahien or dusra apni knowledge and experience ko share karte jaein. learning karte rehne se or sharing karte rehne me dono me humari success hay humari or dusroon ko knowledge or experience barhta jata hay.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

    hamy learning ko stop nah karna chahey hamy achi learnign hasil kr ky is main mehat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi s yfull time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
    • #3 Collapse

      Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

      hamain learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har jee ttou sath sath hoti hai so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum suces hon gay aur hamain market main bi trade karni ho gi tab h ihum achi trade karni ho gi aur hamain rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucess hon gay
      • #4 Collapse

        Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
        Forex trading me humari knowledge or experience barhney ki 2 waja hoti hain ke aik tou hum learn kerte rahien or dusra apni knowledge and experience ko share karte jaein. learning karte rehne se or sharing karte rehne me dono me humari success hay humari or dusroon ko knowledge or experience barhta jata hay.
        Ji han Ham Jitna Jyada Apna knowledge or experience forum Mein share Karte Hain To Hamari learning Itni hi Behtar hoti hai ki Hamen Apne experience mein agar koi problem ho to vah Ham acche aur senior traders ke comment se Bita kar sakte hain Agar Hamen apni trading co improve Karna Hai To Hamen learning ko bhi continue Rakhna Hoga aur Hamen Apne experience ko aur skills ko bhi improve karna hoga jo Ham demo account mein continue practice Karke Hasil kar sakte hain
        Last edited by ; 17-05-2020, 10:48 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

          Hamen apni learning ko chorna nahin karna chahie Hamen apni learning ko best Banakar market Mein enter Hona chahie Hamen Demo account mein practice ko bhi chorana nahin chahie Ham is mai jitni practice Karte Jaenge Hamen usne utna hi experience Hasil Hota Jaega forest Ek Achcha business hai Ham is Mein Jitna Bhi kam karte hain yah Hamen Usi ke hesab sy dollars main bonus Deta Hai Ham dollar ko Apne Mulla ki currency Mein change Karvate Hain
          • #6 Collapse

            Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

            G han hmain na learning ko stop krna chahiye aur na hi sharing ko stop karna chahaiy hmain chahaiy k ham achi learning hasil karty rahain.
            • #7 Collapse

              Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

              g han dear forex member apki bat bilkul theak ha pak forex aik asa business ha jis main humaen kabhi bhi learning or sharing stop nahi karni chaiya ..humare waaqt kay sath sath humara knowledge or experience or zada hona chaiya .. is lia humaen kabhi bhi in dono chezo ko avoid nahi karna chaiya ...
              • #8 Collapse

                Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                Weekly charts are much more difficult to trade because it takes more discipline.
                To trade weekly charts, you must make your decisions on the weekends and not
                make any changes until the next weekend. For most traders, this is very difficult to
                do. It is very easy to yield to temptation and move a stop loss or a money
                management stop, or want to keep your profits and exit the market early.
                To discipline yourself not to look at the market during the week is a tough thing
                to do. Most people don’t think of trading weekly charts. My experience is that
                there is a lot of money to be made trading weekly charts, simply because so few
                traders are able to do so. To make money in the markets, you have to tread where
                the average traders do not tread. Weekly charts are one of those places.
                Chart 10 shows the weekly S&P futures in the upper box and the daily
                S&P in the lower.
                • #9 Collapse

                  Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                  yes friend, hmain apnay learning process ko continue rakhna chaiay ta k hmain forex ki latest aur updated knowledge hasil ho jis sa hmain faida hasil ho sakay, apni posts aur threads k zariay hmain is knowpedge ko share karna chaiay ta k dusray members b achi information hasil karain aur in ko use kar k kamyab hon
                  • #10 Collapse

                    Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                    Ji aapane bilkul theek kaha hai na hi learning ko stop stop Karen na hi Apne trading cost of Karen donon chijon ko ek Sath Lekar Chalna chahie Apne trading ko Hamesha counter nahin karna chahie Kyunki agar aap apni trading Chod Denge to aapki learning bhi Hogi aur aapki learning bhi kam ho jayegi isliye Sath Sath trading ke bare mein knowledge bhi game Karte Rahen aur trading bhi custard Kat Rahe iska aapko 2 Guna Jyada fayda Hoga isase aapka main aapka trader Ban Jaenge bahut Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
                      Forex trading me humari knowledge or experience barhney ki 2 waja hoti hain ke aik tou hum learn kerte rahien or dusra apni knowledge and experience ko share karte jaein. learning karte rehne se or sharing karte rehne me dono me humari success hay humari or dusroon ko knowledge or experience barhta jata hay.
                      Yes dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ko ais market mai learning karty rehna chaye aus k sath ap agar ais maret mai mehnat karty hai to apko ais market mai aik dosron k sath trading plan aor trading strategies ko discuss karna chaye aus se ap koi ghalti kar rahy ho to wo ap ais market mai nai kary gay aor ap ko ais market mai loss nai ho ga aisy hi ap ki strategy bhi achi ho jaye gi ais market mai bahot sary traders hai jo acha kaam kar rahy hai sirf achy plan ki waja se.
                      • #12 Collapse

                        Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                        g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k forex forum mein hm learn krny k leye seniorsk journels ya un k treads se knowledge get karty hein ,knowledge zayada sharing r questioning se bhi improve hota hai ,agr hm chahty hein k hmara knowledge r experience improve ho sharp ho to us k leye hmein information share krni ho gi r learning karni ho gi kbhi bhi ye na samghein k ab ap forex mein expert bn gae hein ap ko learning stop kr deni chaheye q k forex mein hr minute mein new information update ho rai hoti hai jb tak hm vo learn nai karty hmari kamyaabi bhi vahi stop ho jati hai isi leye to continue ur success ,continue ur struggle for knowledge,..
                        • #13 Collapse

                          Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                          Forex trading mein hamen apni learning ko stop nahin karna chahie bulke work our trading ke sath apni learning ko increase karna chahie kyunki Forex trading mein kam experience our knowledge ki wajah se ham Forex mein achi trading nahin kar sakte our forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamari Puri mehnat waste ho jaati hai kyunki forex main achi trading ke liye ache experience aur knowledge ka hona bahut hi zaruri hai aur Forex main jitna acha hamara experience aur knowledge hoga Forex main hum utni achi trading kar sakte hain aur utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye Forex trading mein apne knowledge ko share karne ke liye Forex mein hamen achi quality wali posts share karni chahie jismein acha knowledge aur information ho aur is tarah se Forex mein ham acha bonus bhi hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                            ji han dost apne sahi kaha hamain forex business main kaam karte howe lazmi apni learning jari rakhni chahye our is ke sath sath hamain apne knowledge our forum par zyada se zyada share karte rehna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Na Learning Stop Karein Na Sharing Stop Kareni.

                              Member job apne kam ko stop nahin karte hain aur usko continue karte hain to is tarah se unko learning hasil hoti jaati hai aur yah khud se hi members ko hasil ho jati hai iske liye sirf members ko apne mind se aur apne kaam par sahi se focus karna hota hai aur uske bad hi members acchi learning karte rahte hain aur members ko chahie ki jab unko achcha experience hasil ho jaaye to vah bhi form per lajmi share karte raha karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X