Trading main lot size ko smjna .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main lot size ko smjna .

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoukat123 پيغام ديکھيے
    Asslam.o.alikum main ap sab ko ak information dina chata hn keh trading kay waqt hamin lot size ko achay say smjna chaey jab hamry pas balnce kam hota ha na tu hamin lot size bhi smal rkhna chaey takeh account safe rahy or jab blance zeyada ho ham big lot kaga saktay hain
    Walakum slam ji han forex trading main lot size ko samajhna bhot hi zori hota hai kyun ke hamara loss our profit isi ki bina par hota hai our hamain hamesha acha kaam karne ka moqa milta hai jab ham acha kaam karte hain to hamain bhot kuch hasil hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main lot size ko smjna .

      Trading main lot size km rkhen is se risk km hota Hy forex trading bhut acha online business hy forex per acha work krne wale hamesha kamyab hota hy
      • #18 Collapse

        Re: Trading main lot size ko smjna .

        Trading mein kamyab vahi log hote hain ki jinke pass trading se related knowledge achcha hota hai isliye har ek member ko chahie ki vah jyada knowledge hasil karke aur apne trading mein kamyab ho jaaye jaisa ke members ko pata hona chahie ki unko apni trade mein lot size kis tarah se fix karna hai Aise members ke jinke pass bonus jyada nahin hota hai unko kabhi bhi big lot size use nahin karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: Trading main lot size ko smjna .

          Assalam o Alikum,

          Tradi g k liye jahan bonus ka hona lazmi hota h wahan prr lot size ka apny bond k motabiq rkna b aci trading k loue bht important h es liye lot size ko smjna bht zarori h lot size hmari trading ko profit ki trf move krny kliye lagay jaty hein.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Trading main lot size ko smjna .

            G bil kul apki bat sahi ha forex mn lot size ko samjhna bahut zaruri ha kyun k aksar aisa hota ha jis ko lot size ki sahe tarha clearty nai hoti wo apay balance k hisab say lot size ziyada open kr detay hain aur account bahut ziyada loss mn chala jata ha. Dosra me yahan aik bat aur add krna chau ga k lot size bay shak small ho lekin har aik pair ya metal ka mukhtalif hota ha. Agr hmaray pas 50$ ka balance ha to Gold ay agr 0.01 ki lot open krain gay to ho skta ha aik he movement mn account saaf ho jaye lekin yahe lot 0.01 currency pair mn kafi had tak safe ha aur usko account saaf krnay m time lgay ga. Lot size ki calculation keep achi tarha say samjhna har aik trader k leay important ha ta k wo apni lots ko balance k hisab say asani say manage kr skay.

            اب آن لائن

            Working...
            X