1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

    Yah to har ek member ke apne account balance per depend karta hai ki usko kisi bhi ek trade mein loss ki limit kya rakhni hai ya fir usko apne account se kisi bhi ek ped mein kitna jyada profit lena hai aur isi tarah se hi har ek member apne trading ko manage karta hai ki uske pass balance kitna jyada hai aur usko use balance mein kitni trade open karni hai aur unko kis tarah se manage karna hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

      Hamesha limit small rakhain loss ki aik proper way se chalo baki zyada sy zyada experience hasil karna chahiy,bilkul koi b trader is m acha trade nahi ban sakta ha ager us k pas forex ka experince nahi ha ager us k pas forex ka experince ha tu wo acha trader ha lekin ager experince nahi ha tu wo acha trader nahi hai
      • #18 Collapse

        Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

        nafa aur nuksan ki kabi koi limit nahi hoti hay situation k mutabik sab hota hay exprience ki bht importance hai isky lia ap demo acount py practice krain or learning krain isi sy apka expirience zeda ho ga, or apka exprience jitna zeda ho ga utna hi apko faida ho ga app forex mai success hona chatay hain to is k leyah app k pass experience hona chahye.
        • #19 Collapse

          Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

          Forex market Mein profit or loss ki koi limit nahi hai is Mein Jis hisab Se aap apni alert size Lagate Hain aur Market ko chalne Dete Hain Use hisab Se Hi profit ya FIR loss nikalta Hai plan Banakar market Mein trade open Karni chahie kabhi bhi market Kisi bhi Tarah movement kar sakti hai agar market loss ki taraf Chale Jaati Hai To fir Apne Lash ko recover karna Mushkil ho jata hai isliye plane se trading ki Jaaye profit thoda nikal liya Jaaye lekin market Mein loss na hone Diya Jaaye loss for recover karna Mushkil ho jata hai koi
          • #20 Collapse

            Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

            Forex trading Ek Aisa business hai Jisme profit or loss donon apni ratios Mein Jarur hote hain Agar Ham Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur acchi learning karte hain iske sath sath Achcha knowledge or experience Hasil Karke market ki movement Ko Dekhkar apni trader Karte Hain To Hamen Achcha profit Milta hai aur profit ki ratio Hamare lot size se relate karti hai aur ISI Tarah Agar Hamen loss ho jata hai to uski ratio bhi lot size per depend karti hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne profit ratio ko munasib rakhkar hi trade Karen tar ke risk bhi kam ho aur kamyabi ho sake
            • #21 Collapse

              Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

              Forex trading mein Ham jo bhi trade Karen Apne balance ke mutabik trade Karen aur apne balance ke Matabik lot choose Karen jyada risky na trade len aur apne balance ke Matabik profit hustle Karen trading mein agar Ham apna account ko saaf rakhna chahte Hain to Hamen money management se kam karna hoga thoda thoda karke on karna hoga tabhi Forex trading mein bolo Jo emotional nahin hote hain aur apne kam per focus rakhte Hain.
              • #22 Collapse

                Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

                G bilkul thek kha hai dost ney hmen is k nuksan ya gain ka pta lot k hisab sy chlta hai Q k agrvhum is pr kam size sy trade krty hain to hmen isi k hisab sy faida ya nuqsan ho ga or agr hum ziada size sy trade krty hn to isi lihaz sy loss ya gain ho ga
                • #23 Collapse

                  Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

                  Bilkul aapane sahi Kaha Forex trading mein Agar profit hai to loss bhi uske sath hi hai Kyunki market ki movement change hoti rahti hai aur Usi ke mutabik profit aur loss ki ratio limit bhi Bharti hai agar Ham Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur Market ki movement ko Jyada Se Jyada learn Karte Hain To Hamen munafa hota hai aur ham Forex Mein acchi earning kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

                    hamesha small limit he rakhni chahiye trades mei forex mei boht quick success earn kr sky y koun k experience sucess ke best key hai every person k lye aor forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye..
                    • #25 Collapse

                      Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

                      aik trade main munafa aur nuskan ki limit ap ko khud deside karni hoti hai jab bhi ap order lagaty hain tu ap ki investment ky hisab say he yeh plan hota hai ager ap ky pas 100 doler ka account hai tu ap ko daily 10 doller munafa aur 10 doller tak nuksan rakh sakty hain aur yeh ap ky account ka 10 percent draw down hai jiss say ziada nahi karna chahey aur ap ko aik plan ky sath he apne account ko runn karna chahye.
                      • #26 Collapse

                        Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

                        Forex trading mein Hamen small large use karni chahie aur jo bhi trade Karen take profit of last ke sath current rate karne mein jaldbazi Na Karen acchi trade entry ka vate Karenge to achcha fayda cancel kar sakenge.
                        • #27 Collapse

                          Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

                          Yah sab aap per depend karta hai agar aap lambi trade karte hain to ismein aapko lost bhi avashyakta hai aur munafa bhi a sakta hai agar aap Jod trading Karte Hain To yah bhi aap per depend karta hai to aapko chahie ki pahle aap Iske bare mein just Kale aapko stop loss aur take profit key terms ko use karna chahie Taki aapka account satepal Rahe
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: 1 trade mein munafa aur nuksan ki limit kya hai???

                            I don’t think anyone has ever traded without first looking at historical statistics.
                            Even some traders who deny they are strategy traders have used historical data.
                            And before EasyLanguage and TradeStation were available, most good traders
                            developed a strategy’s history by hand. I can remember countless hours pouring
                            over charts spread out on the kitchen table, writing down trades by hand. Before I
                            would trade it, I absolutely insisted on knowing what the strategy’s personality was
                            and how much money it would have made.
                            Using historical statistics gives you great peace mind, particularly in learning to
                            love losing trades. Knowing the history of a trading strategy can give you
                            tremendous psychological comfort during those tough periods of losing trades
                            and drawdown.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X