Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?
    Pehli baat tu ye hai k aksar newbies without learning forex ko join krty hein lekin main ye povhna chahta hon k newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya phr demo pr kionkeh kuch newbies confused ho jaty hein unko samjh nhi ati k pehly forum pr knowledge hasil krein ya demo ki practice krein ya phr dono aik sath platform use krein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

    hamain is main learning kar k kam karna ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain is forum main planing karni ho gi aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur expeirence ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main planing kar k hi hum real main kam kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
      Pehli baat tu ye hai k aksar newbies without learning forex ko join krty hein lekin main ye povhna chahta hon k newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya phr demo pr kionkeh kuch newbies confused ho jaty hein unko samjh nhi ati k pehly forum pr knowledge hasil krein ya demo ki practice krein ya phr dono aik sath platform use krein?
      G haanjitne bhi new members is business mein kam kar rahe hain sab kuchh aaya ki vah sabse jyada tavajjo apne knowledge and experience per de Jani jitna jyada aapke pass is business mein knowledge or experience aaega aapko ismein jyada fayda Hasil hoga isliye hamen jyada koshish ine donon chijon ko Hasil karne ke liye karni chahie Taki is business mein jyada fayda hassil kar sake.
      • #4 Collapse

        Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

        Dear forum per posting work is liye important hay keh hamain trustful information and news kay through bahut achi learning and knowledge get karna easy hota hay, or posting work bonus lainy kay liye bhi bahut zaroori hay, achi learning and knolwedge ki base per hum demo main achi trading practice kar kay khud ko successful trader bana sakty hain.
        Last edited by ; 17-05-2020, 10:11 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
          Pehli baat tu ye hai k aksar newbies without learning forex ko join krty hein lekin main ye povhna chahta hon k newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya phr demo pr kionkeh kuch newbies confused ho jaty hein unko samjh nhi ati k pehly forum pr knowledge hasil krein ya demo ki practice krein ya phr dono aik sath platform use krein?
          Uske liye bahut jaruri hai ki vah pahle form se learning Karen aur jab learning complete ho jaaye to Fir demo account mein practis Kar Ke accha experience install Karen Uske bad real accounts A trade Karni chahie Agar direct real account Se Hi investment per trade start Kar Lijiye to bahut bada loss ho sakta hai aur bahut jald Hamara account bhi was ho sakta hai isliye form se learning aur demo se experience install karna bahut jaruri hai trade start karne se pahle
          • #6 Collapse

            Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

            Hamen apni learning ko best Banakar market Mein entar Hona chahie Agar Hamara experience Kam Hai To Hamen practice karne chahie aur Hamen practice ke liye demo account ko chose karna chahie Ham demo Mein kam Karke bonus per trading karte hain aur real account mein kam Karke earning Hasil karte hain aur apni need ko pura Karte Hain yai online ke duna mai king business hain
            • #7 Collapse

              Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

              Sab se phly tu new members ko hum sab welcome krty hain or us k bad ye hmari responsibility hai k hum unko guide krein k wo forex trading business main kaam Ksy start kar skty hain. Forex trading ek aisa business hai jis main learning k bghair koi bhi kamyabi mumkin ni hai is liye zarori hai k tmam new members apna main focus forex ki basic learning py krein. Apna zyda time wo forum py guzarein or us k bad approximately one month tak demo trading py practice krein.
              • #8 Collapse

                Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex min aisy member jo ik ya 2 week sy pakistan forex online business ko join kar ka kaam kar rahin aisy member ko chaye who fiex min apny real account par treading na kairn balke achi treading karna ka acha knowledge aur experience ko haisl.karin jo who demo account par prictice karny sy haisl kar sakty hain aur who aony real account par achi treading kar saty hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                  g han jo new users hoty hn or forex trading krna chahty hn unko pehly forex k bary mn learn krna chahye or bht kuch seekhna chahye .Jb wo forex k expert ban jaen or bht ziada knowledge aa jaye to phr unko forex trading shuru krni chahye q k agr wo bagher seekhy kam shuru kr den gy to wo kamyah nhi ho sken gy or loss aata rahy ga .Lihaza pehly apko seekhha chahye us k bad kam shuru kren is trah ap a6a profit hasil kr skty hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                    Forex mein new member ko chahie ki woh Forex mein work our trading se pahle demo account ko use Karen aur zyada se zyada apna time demo account per invest Karen jab inke pass acha experience aur knowledge ho jaaye uske bad hi Forex main inko trading karni chahie jisse forex main woh achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin Forex trading mein agar ap begair experience aur knowledge ke trading karenge to Forex mein ham nakam ho sakte hain aur Forex mein hamara bonus account wash ho sakta hai isliye Forex trading mein apni learning ko increase karne ke liye hamen demo account aur Forex mein apna zyada se zyada time invest karna chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                      Je han, new members ko learning hasil karny k lae ye 2no method use karna chahe, ik to wo forum ma senior ki posting parh kar learning hasil kar sakty hain or dosra wo demo ma practice kar k practical knowledge b hasil kar sakty hain, at a time wo 2no ma work b kar sakty hain, demo ma working sy
                      • #12 Collapse

                        Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                        hamesha knowledge ap ko kameaybii deta hai jab tak knowledge nahi hao ga ap kabhi bhi kameayb nahi ho sakte hain hmai mehnat se kaam karna hai agar ham mehant se kaam karna hai to ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham pehel practice karain agar ham practice akrain ge to ham kameyab hon ge aur acha earn karain ge aur ache se earn karin ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                          Forex main new members ko Phly learning krni chya jitni achi learning ho gi utna acha sa kam kr saky or achi qulit ki post kr ky acha bouns hsil kr saky ga or phr jb trede kr to demo account use kra jitna ziyada demo sa konwldg hsil kra ga utna kamyb Ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                            Je han bro newbie ko pehly learning forum per ya demo account per krne chahie kyn ke bagair learning ke koie bhe trader acha profit earn nahe kr sakta forex se aur forex ek essa business hai jis mein learning ki importance sub se ziaydeh hai bagair learning ke koie bhe trader kamiaybi hasil nahe kr paye ga aur jo trader direct live per aa jata hai wo hamesha loss mein he rehta hai sub se pehly learning krne chahie aur acha experience hasil krna chahie demo per practice krne se ap ke trading skills aur improve hoten hain jis ka benefit ap ki future trading mein hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Newbies ko pehly forum pr learning krni chahiye ya demo pe?

                              Forex trading Mein new members ko demo per practice karni chahie papaak form ko join Karke acchi knowledge wali post Karni chahie aur senior member ki post Karke acchi knowledge increase Karni chahie tabhi aap acchi profitable red lagakar Forex trading Mein acchi earning kar Sakenge aur all world mein best business hai Forex Mein Ham Ghar baithkar isiliye Apna work complete kar sakte hain aur acchi learning ke sath achi knowledge ke sath red lagakar acchi earning bhi kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X