Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

    Je Han during trading trader ka active rehna boht he zaroori hai kyn ke market ka koie bharosa nahe hota kab trend change ho jaye pata bhe nahe chalta active rehne se ap alert ho jate ho ager trend kuch movement bhe dekhata hai tu is bat ki samjh lag jati hai ke ab trend kis taraf move hoga trader ko chahie ke wo hamesha active mind rahe aur choti se choti cheez per apna focus banaie rakhen aur mehnat kre ta ke acha profit earn kr sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

      Yes you are right hmain pak forex forum main trading fresh aur active mind k sath krni chahiye takh hmain loss na ho aur ham success ho sakain.
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
        Forex mein achi trading ke liye hamare liye zaruri hai ki Forex mein hum trading fresh aur active mind ke sath Karen aur is tarah se Forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye loss se bachna bhi bahut zaruri hai isliye Forex trading main loss se bachne ke liye trading ke dauran hamara active rehna bahut hi zaruri hai kyunki Forex trading mein hamari ek mistake ki wajah se hamari Puri mehnat waste ho jaati hai aur Forex trading mein kisi bhi waqt hamari trade profit ki taraf bhi ja sakti hai aur loss ki bhi taraf ja sakti hai isliye Forex mein trading ke dauran hamen active rahana chahie aur forex main achi trading ke liye sabar bhi bahut zaruri hai isliye Forex mein sabar ke sath work karna chahie jisse Forex mein ham aik kamyab trader bhi ban sakte hain.
        Yah Baat bilkul theek hai Agar Hamen Forex trading market mein acchi trading karni hai aur ek expert trader banna hai To Hamen Hamesha Forex mein fresh mind ke sath aur active hokar trading Karni chahie Ham Jitna Jyada active hokar aur fresh mind ke sath forex market Mein trading Karenge ham utani hi acchi trading Karke forex market se acchi earning Hasil kar sakte hain aur Forex Mein Ek expert trader Ban sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

          G han forex may hamen trading fresh aur active mind se karni chahiye kyu agar hum active aur fresh mind se trading karen gay tou acha kam kar saken gay aur achi trading kar ke hi hum forex se acha profit bhi hasil kar sakty han is liye hamesha forex per fresh mind se trading kiya karen
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

            forex ak world wide business hai is ma hamy kamyab hony k lia is ma apny mind ko fresh rakhnaho ga tab ham is ma trade kr skaty hn ye ak bohat acha business hai jis sy ham acha earn kr sakty han lakin is ko samjny sy pahly hamy is ki learni haseel krna ho gi tab hm is ma kamyab ho sakty han
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

              gee han dear agar hum forex main agar hum acha kam karna chahty hain to hamain forex main mahanat karni ho ge pher he hum is main kamyab hongy forex main wohe log kamyab hoty hain jo sabar say to knowledge ky sath kam karty hain forex aik best online business hai
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                Trading hamesha active mind aur fresh ho kr he humay karni chaye forex trading mein experience ka hona bohat zruri hai because agar experience hoga to trader easily survive bhi ho sakta hai is liye experience ki bohat importance hai forex trading mein trader kay liye.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                  Forex Treading mn hum ko fresh aur active mind ky sath hi Treading krni chaiye kiun ky forex trading mn bahut ziyada risk lena hota hy aur agr hum negative mind ky sath Treading Karen gy tu Zahir si bat hy hum ko loss hi hoga hum ko forex trading mn haar Kam souch samjh kr krana hota hy koi bhi mistake nh krni hoti hy jab hum mehnat sy apan Kam karty hain demo account py practice krty hain tu hum acha porfit pick kr lety hain hum ko treading krty howy jaild bazi nh krni cahiy by ka muzahira nh krna cahiy sabar sy Kam lena cahiye
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                    Ji han bilkul hamen Forex trading mein active aur freshmind hokar kam karna chahie tab Ham achcha kam kar sakte hain agar Ham sust hokar aur lalach se kam karenge to kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte agar Ham market ko jyada time denge aur acchi quality ka kam karenge To Ham achcha prapt Hasan kar sakte hain aur Forex trading mein expert bhi ban sakte hain hamen senior se guideline leni chahie tabhi Ham acchi tarah kamyabi Hasil kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                      G han bhai Jan apny thik kha hy k jab bhi ham trading start Karin to fresh mind ho Kar karin trading karty waqt hamain double mind hi Kar Kam Nahin karna chiay trading aik Aisa Kam hy jis main hamari chori si mistake bhi hamain sab sy Barra loss dy sakti hy is Kam main mistake ki koi gunjaish Nahin honi chaiy
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                        Forex trading mein Hamen freshman se trading karne chahie Fark itna main active hoga Forex trading mein kam Karenge to bhi Ham Forex trading se fayda asar Kar sakenge Forex trading ek accha business fafak setting mein Hamen dilchaspi se kam karna hoga tabhi Ham Forex trading se fayda asel kar sakenge Forex trading mein vah log kamyab hai jo hard worker Hain Forex trading co apna personal business samajh Kar kam karte Hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                          g dear bilkul thik kha jb tk hmara mind fresh nhi ho ga hm trading nhi kr sky ge forex k leye mind fresh or befikr ho k trading krni chahye aghr hm double minded ho ge to trading nhi ho paye gi es leye mind ka fresh hona zrori he forex buhat bara bussniss he es ma hm buhat acha profit kr skty he pr esy sekhny k leye janon ka hona zrori he forex buhat achi earning eta he pr jha profit wha loss b he es leye hmy apny mind ko active rakh k kam krna chahye aghr hmara dehan forex yani taring pe nhi ho ga hm loss kry ge es leye jb b trading pe bethi mind fresh or active rakh k betho aghr hmy trading ka shok ho ga to hi trade krny ma mza aye ga aghr hm kesi prshani ma mublta ho k trade kry ge to loss kry ge
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                            Active aur fresh mind se he proper trading hogi acha result ay ga apko sb se pehlay demo per experienced hasil karna ho ga ziada se ziada practice karna ho ge tu he ap es business main kamyab ho saktay han aur apni life change kar saktay han daily basis pe practice karne chayhe ta k ap ko forex achi tarah samj ajae aur ap achi trading kar sako practice boht important ha.
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                              Assalamau ALiakaum my dear bhai jan g han bilkul ache bat ke hae ap ne hamen cahiye ke hum is main ache tarah se trading kiya karen q ke yeh aik sensitive business hae is main agar ap small mistake bhe karte hain to apko is main big loss ho sakta hae to isi liye tamam members ko cahiye ke wo is main ache tarah se kam karen jitna acha wo si main kam karen ge wo si amin utna he kamayab ho saken ge to isi liye hamen is main acha kam karna cahiye tab he hum is main kamayab bhe ho sakte hain or aik ache trader bhe ban sakte ahin to hamen is main ache tarah se kam karte rehna cahiye agar hamen is main kamayab hona hae to hum is main ache tarah se kam karte hain to hum is main kamayab ho sakte hain to hamen acha kam karna cahiye agar hamen is main success gain karne hae to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie.

                                Bilkul aapane theek Kaha Forex Mein Hamen fresh mind aur active ho kar trading Karni chahie Kyunki Agar Ham Apne mind ko fresh Rakhenge aur Jyada Se Jyada active hokar apni working Karenge tabhi Forex Mein Kamyab ho sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Jyada se Jyada mehnat Karen Full focus and concentration ke kam Karen aur fresh or active mind ke sath apni working Karen tar ke Forex Mein acchi earning karne Ke Kabil ho sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X