Two kinds of wait in Forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Two kinds of wait in Forex trading
    Forex trading me hamain do tarah k wait ka samna karna parrta ha. es me ek kamyabi ka ha aur doosra loss ka. ye depend ham per karta ha k ham kaunsa choose kartay hain. Jo faida mand ha wo ye k ham market ki profitable level ka wait karain. es k leye hamain kafi wait karna parr sakta ha. 2nd jis se loss ho sakta ha wo ye k kisi bhi position per trade laga dain. ab qismat ki baat ha k profit me chali jai ya pher loss me chali jai. agar loss me chali jati ha to pher uski recovery ka wait karna hota ha. ye loss bahut khatarnaak ha aur hamain bahut ziada loss de sakta ha. hamain chaheye k market ki munasib level ka wait karain aur us se faida uthain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Two kinds of wait in Forex trading

    hamy forex ko achy sy samaj kar is main achi or alla qualites ki trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kr sakty hain ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty han ya aik asa business hauin jis main kam karny ky liye hamy kis be office jany ki zaort nahi hoti ham any agr beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Two kinds of wait in Forex trading

      Aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Mein Do Ki jiju ka vate karna padta hai ek profit Gaye close ka ghar pagal loss Mein ja rahi Hoti Hai To usko pura karne ki tension hoti hai aur uska Hamen rahata aur kamyabi Hasil karne ka hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Two kinds of wait in Forex trading

        forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai 24 ganty maai sy kese b wkt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain yai aik legal or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baend ho j y ga yai aik internatunal business hain is mai dunay ky bary bary muamlik inlve ehain
        • #5 Collapse

          Re: Two kinds of wait in Forex trading

          hamy is mai kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey hum is main jitna be kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is main aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par kam ko pora karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hain orapne needs ko pora kar sakty hai yai online karobar hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Two kinds of wait in Forex trading

            forex main hum es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar ksty hain hum es main ache earning be hasl kar skty hian hum es manin analysis ko estymal kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es mian 24 ghnton main hum es main kese be time main hum es main kam kar skty hian our hum es main boht sa pisa kma kar hum apne zruton ko pora kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Two kinds of wait in Forex trading

              Salam humy es tread Mai sabar sy Kam lena ho ga r apny experience ko improve krna ho ga aj kal insaan loss prdasht Nhi kr skhta 2 3 din Ka demo zror Dena Chahy tk experience ho skhy
              • #8 Collapse

                Re: Two kinds of wait in Forex trading

                Forex main hamy wait boht kerna parta hai hamy is markete main aoni trade k profit ya loss dono sooraton main boht wait kerna perta hai and ye wait ki jo 2 kinds hain ye hamamry analuye per depend kerta hai ager hamara analyse best hai to ham trade k mazeed profit mai jany ka wait kwrty gain and ager hamari trade trend k against chali jay ya ham without analyse trade main entry len ti is se hamy trade k loss mainnwait kerna perta hai jo k boht berh jay to wait kerna boht mushkil ho jatabhai and aesy main ham boht emotionla honkaty hain to achy analuse l sath trade karen k apki trade achy profit main ajay
                Last edited by ; 16-05-2020, 11:13 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Two kinds of wait in Forex trading

                  Dear member aapane ek acchi information form per sab ke sath share ki hai aur isi tarah se hi har ek member ko apna experience form per share karna chahie ki jisse har ek ko hi fayda ho jaaye har ek member ko sirf apne bare mein hi nahin bol ke har ek ke bare mein sochana chahie is tarah ke hi soch rahe members ko fayda bhi hoga aur baki member ko bhi fayda hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Two kinds of wait in Forex trading

                    He dear is network main ham soach samaj Kar Kam karna partha hia kion ka ye ak asa network hai hain is main profit be hota hai or loss be is lay is main achi planning sc Kam karna chay ta ka hamy acha result mily.
                    • #11 Collapse

                      Re: Two kinds of wait in Forex trading

                      forex forum main kaam ho wait karna hay chahy loss main wait ho ya profit main agar wait ham main main sahi entry ka kar lain to wo sab say behter hay hamain ager forex business main kamyaab hona hay to socj samajh kay oar wait kar.kay sahi wakt oe trading karni ho ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Two kinds of wait in Forex trading

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                        Forex trading me hamain do tarah k wait ka samna karna parrta ha. es me ek kamyabi ka ha aur doosra loss ka. ye depend ham per karta ha k ham kaunsa choose kartay hain. Jo faida mand ha wo ye k ham market ki profitable level ka wait karain. es k leye hamain kafi wait karna parr sakta ha. 2nd jis se loss ho sakta ha wo ye k kisi bhi position per trade laga dain. ab qismat ki baat ha k profit me chali jai ya pher loss me chali jai. agar loss me chali jati ha to pher uski recovery ka wait karna hota ha. ye loss bahut khatarnaak ha aur hamain bahut ziada loss de sakta ha. hamain chaheye k market ki munasib level ka wait karain aur us se faida uthain.
                        Mai apki bat manta hu k wait karny k lie apko bhut sabar ki zarorat hai yaha mai apko esi misal deta hu k gambler trader kabhi bhi apna profit book karnay mai dair nahi karega, wo hamesah apna profit jo hai wo mannual book karlega kabhi apna TP hit hunay ka wait nai karega, wo samjhta hai k jitna profit araha hai utna book karlo, jb k ek acha or sincere trader hamesah sabar say km leta hai or profit wali trade pay TP ka wait karta hai or gambler loss wali trade py SL hit karwadeta hai but TP hit karany mai us k emotions fail hu jate hai esi lie uski trade profit mai ziada close hunay k bawajood wo loss mai rahay ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Two kinds of wait in Forex trading

                          Forex Ek Aisa business hai jis mein aapko bahut jyada vate karna padta hai to pahle pahal aapko yah vate karna padta hai ki aap trading kis time Karenge to aapko threading karne ke liye pahle wait karna padta hai Apna account se banana padta hai tab jakar aapko trading Karni chahie to dusri Baat chahie Aake job market Saturday aur Sunday ko of Rahe Tu is 2 din mein aapko vate karna padta hai aur trading Karne Walon Ko Bhi
                          • #14 Collapse

                            Re: Two kinds of wait in Forex trading

                            G dear ye tu hota hai kyun k koi bhi buisness hai jahan profit hota hai tu loss bhi hota hai aur same forex market aik aisa buisness hai jis mein agar mehnat karyn gy aur dil laga k intrest k sath kam karyn gy tu profit hoga aur agar trading ko luck par chor dyn gy aur analysis kiye bina trade open karyn gy aur practice ni karyn gy tu loss ka samna karna pary ga is liye 2no option ap k pass hai k mehnat kar k kamyab hona hai aur profit lena hai ya mehant na kar k loss hasil karna aur forex mein flop hona hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Two kinds of wait in Forex trading

                              Ji bilkul aapane theek kaha hai ki agar humne Forex ke upar Sahi kam karna hai to Iske Upar Hamen Achcha vate karna padega Jab Ham Achcha vate kar lenge uske upar to hamesha hi Tarah Se Iske Upar profit Hoga aur Hamen Pata chalega ki Ham Ne Kis Tarah Se Iske Upar trading karni hai agar Ham Iske Upar Masjid sahi tarah Se Sab Kuchh Jaan Lenge ki training Kis Tarah Hoti Hai Kis Tarah Karni chahie To Hamen bahut Kuchh Pata chalega Uske bad Ham trading Karenge aur profit uthaenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X