Hard-working k sth sth smart hna b zruri....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hard-working k sth sth smart hna b zruri....
    Slam to everyone umeed hn sb kheriyat sy hngy dear all members mry khyal m bs kam ko ee sr p swar krny sy b faida nh hota h hmein smartly sb cheezon ko ly k chlna hoga sb kuch manage krna hoga agr sirf hard work ee krein gy mgr dimgh nh chlaen gy smartly chlny k liye to b loss hskta h lehaza hard work zrur zrur krein mgr sth smartly sb baton ka b dhyan rkhein management seekhein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

    Forex aik aesa business ha jo k hamen bohot zayada profit day sakta hai. Hume forex market ma hamesha trading karty hovy is cheaz ka khayal rakhna ho ga k hum discipline k sath trading karein. Forex market ma galti ki koi gunjaish ni ha q k choti c galti sy b bara loss ho sakta hai. Hume forex market ma hamesha mehnat karni chahye aur apna bonus zaya ni karna chahiye q k ye hamara capital hota ha. Hamesha knowledge and experience k sth trading karein ta k hum market sy profit hasil kr saken. Forex business Mein hardworking ke sath sath Hamen smartwork Abi Banna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

      ji bilkul hardworking ke sath sath aapka smart Hona bhi bahut imported hai forest mein kamyabi ke liye aap smart work hard work do Nahin karte hain Apne mind ko fresh rakhen Apne kam ko behtar Karen Forex mein kamyabi ke liye hamen jyada se jyada mehnat Karni chahie dedication ke sath Lagan ke sath Apne kam ko karte rahana chahie To kya main yahan per jyada se jyada jyada kamyabi ke liye jyada mehnat Karni chahie
      Last edited by ; 16-05-2020, 10:44 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AnamRiaz پيغام ديکھيے
        Slam to everyone umeed hn sb kheriyat sy hngy dear all members mry khyal m bs kam ko ee sr p swar krny sy b faida nh hota h hmein smartly sb cheezon ko ly k chlna hoga sb kuch manage krna hoga agr sirf hard work ee krein gy mgr dimgh nh chlaen gy smartly chlny k liye to b loss hskta h lehaza hard work zrur zrur krein mgr sth smartly sb baton ka b dhyan rkhein management seekhein
        G bilkul jaha ap hard working say koi kam 2 months mai karty ho ager apni hard working k sath ap apni smart working ko combine kar k apna wohi kam kare to wo 1 month say bhi km time m complete hu jaiga, hardworking apki mehnat ko show karti hai k ap kitnay passionate hu liken samrt working ap k ander ka hunar ya apki skills ko show karti hai k ap kitnay effecient hu or ap kitna kam kitni jaldi or kitna effeciency say mukammal karty hu, or apna kitna time safe karty hu ese smart working kehtay hai liken ager ap time km le rahay hu or apni quality maintain nahi kar pa rahay its mean ap smart working nahi kar rahay q k samrt working mai quality maintain rehti hai hamesha.
        Last edited by ; 16-05-2020, 10:45 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

          hamain mhnt arni ho g tab hi hum sucess hon gay aur hard wrk kar k hi hum is main sucesful trader ban sakty hain so hamain is forum main enter hony ysay pahly si k rules ko mind main rakhan ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga tab h hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main trade kar skaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

            hamy is main positive soch ky sat kam karna chahey pher he hum is main acha result hasil kar sakty hai agar hum is main negative soch ky sat kam kary gy to hamy is ka result be negative he hasil ho ga hamy kamyeb ky tools ko use kar ky kam karna chahye hum is main jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hain yai aik international karobar hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

              Ji bhai ap ne theek kaha hai. Hard worker hone ke sath sath hamaen smart worker bhi hona chahyea. Kyon ke sirf hard work kerne se kuch na hoga jab tak ap ko yeh samjh nahi aye ge ke ap ne kaam start kaisy kerna hai. Market mein enter kaisy hona hai. Jab tak ap ko yeh nahi pata ho ga ke ap ne forex ko kaisy deal kerna hai kon sa way right hai aur kon sa ghalt tu ap trading sahi terha nahi seekh sako ge es liye ap ko hard work kerne ke sath sath apne work ko smart banana hai. Ta ke ap short time mein forex market ko seekh jaen.
              • #8 Collapse

                Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                Dear member aapane sahi kaha hai aisa hi hai kyunki kuchh members aise hain ki jo bahut hi jyada hard working hai aur unki hardworking se unko koi bhi fayda nahin mil raha hota kyunki vah jyada lazy work kar rahe hote hain aur members ka active hokar aur ek smart working karna bhi bahut jyada importance wala kam hai isliye members ko apne kam per chahie active hokar isko karna hota hai aur isko jyada importance dena hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                  Hardworking aik bohut zaruri amal ha is ka sath sath insan ko khali bs hardworker he na ho balaky smart bne ho si liye hardworking or smartness dono he bohut zaruri amal ha si liye dopsto jab be aplog is duniya ka koi bve kaam karay toh sab se pehlay apnay andar ki kamiyo ko dur karlein
                  • #10 Collapse

                    Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AnamRiaz پيغام ديکھيے
                    Slam to everyone umeed hn sb kheriyat sy hngy dear all members mry khyal m bs kam ko ee sr p swar krny sy b faida nh hota h hmein smartly sb cheezon ko ly k chlna hoga sb kuch manage krna hoga agr sirf hard work ee krein gy mgr dimgh nh chlaen gy smartly chlny k liye to b loss hskta h lehaza hard work zrur zrur krein mgr sth smartly sb baton ka b dhyan rkhein management seekhein
                    Hot working ke sath sath Hamen apne aap abhi confidence Hona chahie ke Agar Ham Koi trade open Karenge to vah Hamari trade Hamen Achcha Prakhar Degi Hamen chahie ki Ham Apne aapko pahle training ke bare mein aagrah Karen aur uske bad Forex form per entry Hasil Karen To Hamen yakin Hona chahie ke Hamari entry Kamyab hai ya nahin.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                      bilkul thek kaha hae ap ne hamen cahiye ke hum is main hardwork bhe karte rahen sath ke sath hamen is main smart work bhe karna cahiye q ke hum is main jitna acha kam karte hain hum us main utna he kamayab ho jate hain to hamen acha kam kana cahiye or trading main hamen smart work bhe karna cahiye take hum is main ache tarah se is main kamayab ho saken hum is main jitne ache tarah se mehnat karte hain hum is main utna he kamyab ho sakte hain to tamam logon ko cahiuye ke wo is amin haesha mehat krte rahen jo bhe is main jitne zayada mehnat karte hin wo he is main kamayba hote hain to hamen bhe mehnat karne ho ge agar hamen is main kamyab hona hae to is liye mehnat karte rahen
                      • #12 Collapse

                        Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                        slam ji hann app ki bat belkul drust hy ,forex aik aisa business hy jis main humain hard work ki bhout zaroorat hoti hy,lekin us k sath sath humain apny mind ko trading k her pehlu per dehan rakhna hota hy, aggar app sharp mind nahin hain to trading main hum nuqsan utha sakty hain. forex main lalach nahin kerni chaheye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                          Ya bat bhi thk hy agr hum us business ma hardwork kerty hy to hum ko smart ho na bhi zari hy us ka matlb hy k her halt ma hum face ker sakty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                            Ji apna ya baat bilkul sahi kahi ha ka forex ma aghr apko successful hona ha to apko hard work krna parta ha mughr humma is ka sat sath smart bhi bhana parta ha q ka forex trading ma knowledge ki bohat zyada zarorat hoti ha is liye zyada se zyada mehnat krka knowledge hasil krna chahiye aur market ko study krna chahiye air different trends aur indicators ko bhi smajna chahiya aphr he hum kamyaab hon ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hard-working k sth sth smart hna b zruri....

                              ji han bilkul theek kaha hai hardworking ke sath smartphone abhi bahut jaruri hai agar mein smart working Karte Hain To fir Hamari hardworking Kabhi fayda hota hai lekin Agar Ham Teri Se Kam Nahin karte ho Apne aapko Convent Kyon Nahin Karte to Fir Hamen kamyabi Ki Awaz kam hote hain Ek Banda jo mahakata hai lekin vah Teri Nahin Dikhta Hai To usko bhi fayda nahin hota agar aap hard work kar rahe hain to aapko Thoda Thoda confidence bhi Hona chahie aur aap Main Teri bhi Hona chahie Duniya ke sath Nahin chal Sakte to Fir aapki mehnat ka koi fayda nahin hai apne aap ko develop Karen aur self improvement vilen Taki aap ki hardworking ka aapko fayda Ho bahut Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X