Lack of knowledge ke nuqsanat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lack of knowledge ke nuqsanat.
    Dear traders, kuch trader trading ko start kerne mein bahut jaldi kerte haen. Jab ke un ke pass itna acha knowledge nahi hota. Mein aik bat yahan mention karna chahoon ga ke jitna nuqsan lack of knowledge se hota hai. Utna nuqsan knowledge ke na hone se nahi hota. Kyon ke ap ne forex ko adha seekha hota hai. Ap ko nahi pta ke market kon kon se fake signals de ke ap ko loss daiti hai. Jab ap market ke jhanse mein aa jate ho tu ap apna nuqsan kara bethty ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
    Dear traders, kuch trader trading ko start kerne mein bahut jaldi kerte haen. Jab ke un ke pass itna acha knowledge nahi hota. Mein aik bat yahan mention karna chahoon ga ke jitna nuqsan lack of knowledge se hota hai. Utna nuqsan knowledge ke na hone se nahi hota. Kyon ke ap ne forex ko adha seekha hota hai. Ap ko nahi pta ke market kon kon se fake signals de ke ap ko loss daiti hai. Jab ap market ke jhanse mein aa jate ho tu ap apna nuqsan kara bethty ho.
    Lock down ki waja say bhut say nuqsanat samnay ai hai or bhut c countries jo under development stage pay hai unki economy pehlay say week hu gai hai, ager as a economist bat kari jai to corona virus nay lock down ki waja say bhut c countries ki economy ko barbad kar dia hai liken is ka positive impact ager apko deikhna hai to wo bhi ap k samnay hai k apki air pollution pehlay 20% decrease howa hai, noise pollution k ilawa jo main chez hai apki Ozone layer wo bhi khud apnay apko heal kar rahai hai, jiski waja say hamara environment kafi clean hu raha hai, negative k sath sath lock down k kafi positive impact bhi deikhnay mai ai hai.
    Last edited by ; 16-05-2020, 10:41 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

      Aapane bahut Achcha thread create Kiya Hai hamen bhi chahie ki Ham knowledge ko apne liye increase Karen Kyunki knowledge ki bahut jyada important hai aur lack of knowledge ke bahut jyada nuksan Hote Hai forex market Mein jyadatar traders fail isiliye hote hain unke pass Achcha knowledge Nahin Hota aur Jin traders ke pass Achcha Na Lage hota hai aur vah Forex ko acchi Tarah Se likhkar trading Karte Hain To vah Hamesha hi profit Hasil karte hain aur lack of knowledge ke bagair Forex trading karne ka koi fayda nahin hai mere Khyal mein
      • #4 Collapse

        Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

        Firex main loack of knowlwdge se alaays loss hi hota hai aget ap is business main kamyabi chahty hain to yahannowr kabbi bhi little knowledge k sath entry na li jay werna apko loss ho sakta hai kiun k is business main broad knowlwdge requirednhai jab ao achy knowledge k sath is markete main entry lety hain to ohir ao k liye yahan oer success gain kenrna possible hai is business main ap kisi bhi time kam mer samth hain tonis khoobi se pira faida uthaya jay phir ao yahan se achi earning bhinker skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

          hamy is main mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hai hamy is main aik time main aik he pair yai currency main trading karne chahey agar hum new trader hai to hamy euro usd currency main kam karna chahey agar hum expert trader hai to hamy gold pair main kam karna chahey
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

            Kuchh members ke pass knowledge itna jyada nahin hai aur iski yah vajah hai ki vah jyada online rahakar aur kam nahin karte hain isliye har ek member ko chahie ki jyada knowledge hasil karne ke liye vah jyada online rahakar aur kam karen aur uske sath vah apne senior member ke sath bhi rabta mein rahe isi tarah se hi members kam karke aur fayda lete hain Jyada kaam karne se hi members ko jyada knowledge milta hai
            • #7 Collapse

              Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

              hamain acha knwoldge ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain markt main planign karni ho g tab hi hum achi earning ho saky gi aur boht say lg is fourm main kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum marke tmain perform karny main bi asani ho saky gi aur hamain i forum main mhnt kar k hi hum kamyb trader ban sakty hain aur achi earning ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                lack of knowledge ka nuksan of good building map pata chal jayega Kyunki Jab aap trading karte hain to usmein aapko bahut jyada hoshiyari dikhana per Diya Agar aapke pass Achcha knowledge hoga to our Prophet Le Sakenge Agar aapke pass Achcha knowledge Nahin hoga to aap profit Nahin Le Sakenge agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie kya Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                  Ilm ki kami sirf forex main he nai her field of life main nuksaan pohanchati hy. Aap bahot khuch kar sakty hain jab aap us k bary main janty hain laiken jab aap ko kisi cheaz k bary main pata he nai hota to aap karo gy kaya
                  • #10 Collapse

                    Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                    Assalam walekum lake of knowledge ko bahut jyada nuksan ho sakta hai for example agar aap kam knowledge ki Bina per posting start kar dete Hain To first of all to aapko Achcha bonus Nahin Milega dusra agar aap trading Mein pahunch Jaate Hain to market analysis kiye bagair aap trade Lagate Hain To aapko Aisa loss aaega ki aap trading karna Bhul Jaenge Forex ka naam bhi nahin Lenge aapke liye Behtar advice yahi hai ki aap knowledge ko pahle increase Karen tab aap acche trader Bans Jaenge
                    Do it before other will do!
                    • #11 Collapse

                      Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Dear traders, kuch trader trading ko start kerne mein bahut jaldi kerte haen. Jab ke un ke pass itna acha knowledge nahi hota. Mein aik bat yahan mention karna chahoon ga ke jitna nuqsan lack of knowledge se hota hai. Utna nuqsan knowledge ke na hone se nahi hota. Kyon ke ap ne forex ko adha seekha hota hai. Ap ko nahi pta ke market kon kon se fake signals de ke ap ko loss daiti hai. Jab ap market ke jhanse mein aa jate ho tu ap apna nuqsan kara bethty ho.
                      forex market Mein successful hone ke liye knowledge ki zarurat hoti hai agar Ham knowledge Hasil Karte Hain To is se Hamen bahut fayda hota hai Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahie aur Forex ke knowledge ki wajah Se Hi Ham bahut zyada kamyabi Hasil Karte Hain Jo abhi trader per Ek forex kam knowledge ki wajah se nakam hota hai vah trader kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakta aur yah Ek acha platform Hai Jahan per knowledge Hasil karna Ham Sabke Liye zaruri hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                        trading karny k liye hamen knowldge ko gain karna hota hai hamary pas acha knowledge hota hai tabhi hum acha earn bhe kar paty hain ..or jis member k pas knowledge nahi hota hai usko bhot nuksan uthana parta hai or wo kabhi bhe trading main kamiyab nahi hota hai ..
                        • #13 Collapse

                          Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                          Ji han bilkul aapane theek kaha hai ki agar Hamare Paas knowledge Nahin Hota per Express Tamil karne ke liye to iska matlab hai ki Ham sahi tarah se pass Nahin ho sakte aur acche tarike se profit Nahin Karva Sakte aur trading Vichitra kis nahin kar sakte isiliye Hamen chahie Hamen sabse pahle knowledge experience aur Shakil Hussain honi chahie Jab hamare pass yah teen chij Hasil Ho jaayengi FIR Ham Iske Upar Sahi kam kar ke chhappar faad Le sakte hain aur mujhe apne business ko bhi Jari Rakh sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                            Jo traders nuksan sy do char hoty asliyat mein lack of knowledge he asl wajah hy. Knowledge ke kami ke wajah sy trader ky ander daar rehta loss ka or ye daar confidence kam karta jissy koi bhi trader sahi faisla nai karskta. Is forum ke misaal ly lain agar trader mein knowledge hy tou sab sy pehly wo rules ko follow kryga or apni pori mehnat karega posting karne mein jisy wo faida laysky or ici ko jaree rakhy ga live trade mein kyo ky knowledge Forex ke zaroorat hy or har din zyada hoti jati jitni mehnat ke jaay.
                            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lack of knowledge ke nuqsanat.

                              Assalam o Alikum,

                              Without knowledge agr tradibg ma haat dala jay to loss e loss hota h, trading koi buchyon ka Kal nai h k jasy b chaya jis trh sa b kr li es k liye proper practice r mehnet ki zarort prti h tin ja kr ak asa monafa kamaya ja sqta h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X