Target hit karne se pahle trade close na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Target hit karne se pahle trade close na Karen
    Forex trading mein aap jitni Jyada galtiyan Karte Hain aap ka experience utna Jyada increase Hota jata hai To agar aap ki trade profit ke Bajaye loss Mein ja rahi hai to aap loss ke dr ki vajah se a apni trade ko close na Karen balki use stoploss ko touch karne De Taki aapko yah andaza Ho Jaaye ki market kis had Tak aapki Soch ke opposite Ja sakti hai Taki aapko next time andaza ho jaaye aur aap Aisi Galti Dobara na Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

    hamy soch samaj kar market ky up or down ko dekh kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or cha bonus hasil kr sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain agr ham is main tyukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakta hain is main makret ka koi be qasoor nahi hota
    Last edited by ; 16-05-2020, 08:55 PM.
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

      ji bilkul mere Bhai aapki baat hai dost hai business mein jab Ham trading karte hain tab tak hamen apni trade close nahin karni chahie jab Tak ke hamara target hit nahin hota apna target hothon se pahle apni friend ko koshish Na Karen otherwise agar aapko koi pareshani hai kya ki de Los mein Na jaaye to aap apne friend ko close karne ki Vidya agar Pocket mein hai to use break even kar le
      • #4 Collapse

        Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

        hamain targt ko km rakh k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main pahly learning kanri ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain target ko complte kar k h hum achy sy trade karni ho gi aur boht say lgo is forum main kam kar k hi hum achi earning ho saky gi tba hi hum achy say trad ekarien gay
        • #5 Collapse

          Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

          Jb Ham market ka analysis karte Hain to hamare samne a do hi chij hoti hai ki market kis side per kis jagah Tak move kar sakti hai aur market ke kahan tak jaane ke chances hain aur kahan tak jaane ke chances nahin hai Jahan Tak market ke jane ke chances nahin hote wahan Ham apna strapless laga dete Hain aur jahan tak market ke jaane ke chances hote hain vahan Ham apna take profit laga dete Hain FIR bad mein hamen koshish karni chahie ke Jahan humne apna stopless vote profit set kar diya hai market ko mahatva jaane Diya jaaye market Hamesha fluctuate karte hue UN points Tak pahunchi hai jahan tak humne ummid lagaye huey hoti hai agar Ham market ko vahan Tak jaane Ki ijaajat nahin denge aur usko move karne ki ijaajat nahin denge to market hamare target ko hit nahin kar payegi aur ham apna order pahle hi close kar denge aur jaise hi Ham apna order close karenge market use point Tak easily pahunch jayegi
          • #6 Collapse

            Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

            Dear brother forex trading men jo mojooda haalat hen iss men daily profit ka target kam se kam rakhen jo aasani se hit ho jay kiun k agar ziyada profit ka target set karen gey tu aj kal market ki situation bahut ziyada risky aur dangerous hey foran trend change ho jata hey aur bara loss bhi ho sakta hey
            • #7 Collapse

              Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

              bat ap ki sahi hai es men hamara bhut nuqsaan ho sakta hai is lye tarde mn target hit ker sye pahly usy achi tarha dekhna samjhna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AshiqNadeem پيغام ديکھيے
                Forex trading mein aap jitni Jyada galtiyan Karte Hain aap ka experience utna Jyada increase Hota jata hai To agar aap ki trade profit ke Bajaye loss Mein ja rahi hai to aap loss ke dr ki vajah se a apni trade ko close na Karen balki use stoploss ko touch karne De Taki aapko yah andaza Ho Jaaye ki market kis had Tak aapki Soch ke opposite Ja sakti hai Taki aapko next time andaza ho jaaye aur aap Aisi Galti Dobara na Karen
                Agar aap Logon Ne market ki support and resistance level ko acchi tarike se analysis kiya hai aur apni trading entry Lagani hai aur jo aap Logon ki trading entry chal rahi hai vah aapki market ke support and resistance level ko dekhne ke bad aap Logon Ne use per Apna target profit set Kiya Hua Hai To Kabhi Bhi Apne trading entry ko close na Karen jab tak aapka profit target pura Na Ho Jaaye aur koshish Kiya Karenge market analysis acche tarike se Karen aur Hamesha market ki judgement karne ke bad aur Apna profit target complete hone ke bad apni trading entry close Kiya Karen jaldbaji aap logon ko bahut jyada nuksan deti hai isliye kabhi bhi market Mein trading ke dauran panic create na Karen aur emotions ko control mein rakhen.
                • #9 Collapse

                  Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                  Assalamu alaikum bhai sahab main aapki baat se bilkul bhi agri nahin karta ki target it karne se pahle teeth ko close na Karen Kyunki sometime aisa hota hai ki market ka trend opposite Aane lagta hai aur new trader market ki opposite Main Apne Dost Ko bardasht Nahin kar sakte Bal ke knitted ko acche profit per stop kar dete Hain last Mein Nahin Ke Mara target Chopra ft set hua Ho usko add kar Jaaye isliye expert PTP ka wait karte hain new user market ke tenth ko Wapas Aata Dekhkar close karte hain aur yah unke liye sahi hai Kyunki Agar market bilkul Appu Karegi to bolo usko bardasht nahin kar Sakenge
                  Do it before other will do!
                  • #10 Collapse

                    Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                    Yes target hit hone ka wait kren phly trade ko close na kren blkh apna profit gain kren acha earn kren mehnt kren kamyabi mile g insha Allah
                    • #11 Collapse

                      Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                      G han bhai Jan apny thik kha hy k target ko hit karny sy pahly hamain apni trade ko close Nahin karna chaiy agar ham is main soch samjh Kar Kam Karin to ham acha profit hasil Kar sakty hain Lakin hamain is Kam main aik to jaldbazi Nahin karni chaiy or Sabbar or himmat k sath Kam karna chiay phir is Kam main acha profit earn ho sakty hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                        Je bilkul insan apni mistakes se hi learn karta ha, aur kamyab trader wohi ha jo apni ghaltyon se learn karay aur apni mistakes ko correct karaay aur un ko revise na karay, q k forex trading ma mistakes ho jait hain, is lye ap ne bilkul thek baat ki ha hamain trade ko close ni karna chaye is k ye behtar ha k ap stop loss aur take profit ko use karain, ta k ap ki trades auto profit ko hit kar jayain aur ap panic feel na karain, q k jab market ki price uper nechay hoti hain to ziadah tar traders trades ko close kar detay hain k loss na ho, ya profit zaya na ho jaye lakin wohi market baad ma bohat ziadah profit da jati ha, is lye kabhi bhi order ko darmayan ma close na karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                          han g ap ny tk kaha h my apki baat sy agre karta ho hmy apna target complet karny k liy tread close ni karni chahiy blky hmy apni tread ko hold rakna chahiy r apni tread ko target tk any ka wt karna chahiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: AshiqNadeem پيغام ديکھيے
                            Forex trading mein aap jitni Jyada galtiyan Karte Hain aap ka experience utna Jyada increase Hota jata hai To agar aap ki trade profit ke Bajaye loss Mein ja rahi hai to aap loss ke dr ki vajah se a apni trade ko close na Karen balki use stoploss ko touch karne De Taki aapko yah andaza Ho Jaaye ki market kis had Tak aapki Soch ke opposite Ja sakti hai Taki aapko next time andaza ho jaaye aur aap Aisi Galti Dobara na Karen
                            Hamen Apna target hit karne ke liye Intezar Karna Hoga Agar Ham Apna target hit karne se pahle trade ko close kar denge To Hamara target pura Nahin Hoga Hamen chahie ke ham har Surat Mein Apna rojana ka target pura Karen Agar Hamen Achcha prapt ho raha ho To Hamen apni trade close Nahin Karni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Target hit karne se pahle trade close na Karen

                              Dear friend main ny forex trading ko join krny se phly bht se business main kaam kia hai or apni investment ki hai. Har business ki kuch requirements thi k hum itna deposit krein us k bad itny logo ko invite krein or wo bhi us main investment krein us k bad hmein itna time wait krna pry ga jis k bad hmein profit mily ga or hum usko withdraw krein gy. Is soart main hum ny deposit kia lekin kuch hi time k bad wo business band ho gia lekin forex trading ek aisa business hai jis main koi basic requirements ni hain or is main apko investment krny ki bhi koi zarorat ni hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X