Sharminda Hony ki zarorat nhe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sharminda Hony ki zarorat nhe
    Dosto forex AK buht waseeh feild Hy , koi bhi trader rato rat perfect professional trader nhe ban jata , kamyabi Tak puhnchty puhnchty buht mehnat krni parti Hy , seekhna parta Hy SMJHNA parhta Hy ,kbhe bhi nakami ki sorat me sharminda hint ki ZARORT nhe , hamesha mehnat krein or seniors SE experience hasil krein all din kamyabi zaror mikygi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

    Aur ek Sikke bhej Desh Mein Ham Jitna Marji arsa Gujar Le kabhi bhi Ham Apne aapko perfect trader Nahin kah Sakte Kyunki market kabhi bhi aapka Sath hi Nahin Deti Kisi bhi waqt Hua aapka Sath Chhod sakti hai aur aapko loss ho sakta hai isiliye Agar aapko loss Ho Jaaye to use main Sharminda hone ki bilkul Bhi Koi jarurat Nahin Apne dost ko recover karne ki koshish karen apni investment ko Dobara Se Achcha karne ki koshish karen aur agar aap koshish Karenge mehnat Karenge to uska Sila aapko Inshallah bahut Achcha Milega aur aap Dobara se Kamyab Honge
    Last edited by ; 16-05-2020, 07:59 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

      Yes loss to sb ko hota hai, ab hamy loss ma sharmenda ni hona chahe, balky es k hony ka sabab talash karna chahe, forex ma loss hony ki waja talash kar le to samjyn ap ko loss howa he ni, learning forex ki loss sy zayada matter karti hai, agr loss na ho to hamary sekhny ma kio na kio kami reh jae,
      • #4 Collapse

        Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

        ji bilkul mere Bhai aapki baat bharosa hai agar aap logon ko forex mat reading karte waqt ho jata hai to ismein sharminda hone ki koi jarurat nahin hai agar aap log forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to aap loss ko accept Karen pareshan Na Ho jaaye jab aap forex mein loss ko accept karenge to aap kamyab hi kamyab ho sakte hain kyunki yah ek simple si baat hai hamen loss ke bad profit bhi hoti hai aur uske bad jawab bhi aata hai sawal ke baad aruj bhi aata hai ek system chala raha hai aisa hi hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

          agar hamy bonus kam mela hain to hamy is main or be zeyada mehnat sy kam karna chahey ta ky hum is main ache earning hasil kar saky yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta han or yai hamy kam karny par ache earning be dyta hai hum is mai live trading karty hain hum is mai gar bath kar sada urdu main posting karty hain hamy kam ko daily base par pora karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

            Bhai aap Sahi baat kar rahe ho ki Pakistan form Mein Hamen kam Karke Sharminda Nahin Hona chahie balke mahsus karna chahie Pakistan forum Ek Achcha forum hai aur usmein ham Ek Achcha kam Karke Ek Achcha bonus kar sakte hain Jisko Forex trading kar sakte hain Pakistan form Mein kam karne se main Sharminda Nahin Hona chahie Urdu Hamari National language hai usko Hamen popular banaen aur aur Jyada Se Jyada Pakistan form Mein kam Karen aur Logon Ko Pakistan form join karne per Gai mahimn den Pakistan form ko Kafi log Jama kar sakte ho sake aur iski member ki quantity bhi Mar Jaaye aur Agar Apne itne Jyada banaenge Hamen utna hi jyada bonus milega To Hamen Pakistan mein kam karne se Sharminda Nahin Hona chahie is form Mein Kam Karne Ko Kitna Sona chahie
            • #7 Collapse

              Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

              Forex trading business aisa business hai hai Jisme loss or profit market ka Sthan hai isliye Agar aapko market Mein last hota hai to uske liye aapko Sharminda hone ki koi jarurat Nahin Kyunki Agar aapko Ek Dafa loss hoga to Uske bad aap Jyada Se Jyada mehnat Karenge aur Jyada knowledge Hasil Karenge Taki aap apne losses ko kam kar Saken aur market se profit Hasil kar sake.
              • #8 Collapse

                Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

                g han hamain shirminda nai hona chahye is forum main hamain learning karni ho gi tab hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain market main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho g aatb hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay uar hamain market main trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain trend ko use karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fxguru91 پيغام ديکھيے
                  Dosto forex AK buht waseeh feild Hy , koi bhi trader rato rat perfect professional trader nhe ban jata , kamyabi Tak puhnchty puhnchty buht mehnat krni parti Hy , seekhna parta Hy SMJHNA parhta Hy ,kbhe bhi nakami ki sorat me sharminda hint ki ZARORT nhe , hamesha mehnat krein or seniors SE experience hasil krein all din kamyabi zaror mikygi
                  Yes dear aapane bilkul sahi kaha hai agar koi banda yah sochkar kam start Karta Hai Ki Main do teen din Mein ismein expert Ban Jaunga aur jab usko nuksan hota hai to vah usse Sharminda ho jata hai aur Apna Kam Chhod Jata Hai To yah uski galat Soch Hai Kyunki yah Ek bahut e-waste field Hai ismein itni jaldi expert Banna Vasantha Nahin Hai Kyunki aapko Sare kam ko samajhne ke liye bahut time lag sakta hai Kyunki ismein aapko Sare indications Uske alava analysis aur Market ki Tamam information jab tak samajh nahin aati use Waqt Tak aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye is per mehnat Karen aur aaram se kam Karte Rahen Thode Se profit per agri hokar apni mehnat Jari rakhen Ek Waqt aaega ki aapko Jyada profit bhi mil Jaya Karega
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Sharminda Hony ki zarorat nhe

                    g haaan ap ki bat shi hy agar humain es main loss ho gya hy to humain es main sharminda bilkul bhi nhi hona chahiyay humain es main sharminda honay ki bjay es main loss ko ecover kurna chhaiyay or loss es waqt recover kuray gay jub hum es main achay say kam kuray gay es main cool mond ay kam kuray gay tub hum es main achay say kamyab ho jay gay or es main hum apna loss recover kurnay kay sath sath apni trading main kamyab ho jay gay or humain es main sharminda nhi hona chahiyaay q keh agar hum shrminda hon gay to hum es main loss ko recover nhi kur sakay gay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X