never ever giveup ap ka jawab kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    never ever giveup ap ka jawab kia hai
    80% logon ki nakami ki sab sye badi waja quite ker dena hai q k zandagi men koi bhi 100% kamyaab nai hota zindagi men ups and down hoty hen or or koi bhai in saye bach nai sakta is lye gaabrananai chahye balky ik mazboot insan ki tarha khud ko sambhalna hai or kabhi bhi los ya kam bonous ki waja saye mayoos nai hona chahye or kabhi bhi quite ni kerna chahye ap bhi apna khayal reply ken.



    stay at home and Allah bless you all
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: never ever giveup ap ka jawab kia hai

    Forex Ek International aur Kabhi Khatam na hone wala business hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham is Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hamen analysis ka istemal karna hoga Hamen Soch samajhkar market Mein Paisa invest karna chahie Agar Ham kam karte hue Koi mistake Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega hai
    • #3 Collapse

      Re: never ever giveup ap ka jawab kia hai

      iska matlab yah hai ki aapko Jitna Bhi Los ho aapko chahie kya aap ko kabhi na chhode Chahe aap Mai ko is se bahut hi Mushkil aaj ka Samna Kyon Na Karna Pade Forex Ek Aisa business hai jis mein aapko bahut hi Mushkil 8 ka Samna karna padta hai aur aap Koi salons bhi a sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: never ever giveup ap ka jawab kia hai

        hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ab hi hum sucess hon gy aur hamain hard work kar k hi hum real main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi kam kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhan ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi a k loss km ho
        • #5 Collapse

          Re: never ever giveup ap ka jawab kia hai

          Ji Han 100 percent log kamyab nahin hote Hain isme se sirf 10% log hi Forex mein kamyab hote hain aur yah vahi log hote Hain Jo Forex trading mehnat karte hain Forex trading ka knowledge hasil karte hain demo account Ke upar se ziada se ziada practis karte hain aur apne mind ka use karte hue money management istemal karte hue koi bhi trade open karte hain aur jaldbazi bilkul bhi nahin karte pr emotions ko control karte Hain bus aise log hi Forex trading mein kamyab ho sakte hain aur hamen Forex mein agar loss Ho jaaye to hamen use recover karne ke liye bharpur koshish karni chahie aur hamy harr nahin manani chahie.
          • #6 Collapse

            Re: never ever giveup ap ka jawab kia hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadtariqkhan5 پيغام ديکھيے
            80% logon ki nakami ki sab sye badi waja quite ker dena hai q k zandagi men koi bhi 100% kamyaab nai hota zindagi men ups and down hoty hen or or koi bhai in saye bach nai sakta is lye gaabrananai chahye balky ik mazboot insan ki tarha khud ko sambhalna hai or kabhi bhi los ya kam bonous ki waja saye mayoos nai hona chahye or kabhi bhi quite ni kerna chahye ap bhi apna khayal reply ken.



            stay at home and Allah bless you all
            dear brother aapne is market Mein Dekha Hai Kafi Jyada log is market Mein nakam is vajah se Hote Hain Jab vah is market Mein loss Karte Hain To Kam Hi Chhod Kar Chale Jaate Hain aapane Agar is market Mein Kamyab hona hai to aapko is market Mein planning Karni Hogi aur uske hisab se kam karna hoga aap Jab is market Mein planning ke hisab se kam kar rahe hote hain to aapko is market mein nuksan bhi ho raha ho to aap usko Wapas kar lete hain aur uske bad Apne recovery plan ke hisab Se Usko se cover kar Jaate Hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: never ever giveup ap ka jawab kia hai

              g han dear forex apki bat bilkul theak ha zindagi main kabhi bhi koi bhi 100% perfect nahi hota ha ...or agrkoi asa insan mil bhi jay to wo bhi 100 nakamio kay bad hi aik kamiayb ansan banta ha ..is lia humaen bhi kabhi bhi apni nakami say darna nahi chaiya biklay is ka samna karna chaiya ...

              اب آن لائن

              Working...
              X