Early days in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Early days in forex trading
    Dosto forex trading k liye her koi interested rehta Hy , lekin jitni ye easy NAZER ati Hy haqeqat me itni asaan buht mushkilat k bad hee banti Hy , new traders hamesha shru me buht galtiyan krty hn , Sab SE behtreen treeqa new traders k liye ye Hy KY Sab SE pehly knowledge hasil KREIN , khas Tor py JITNY tools use hoty hn unky bary me pora pora Ilam hona lazmi Hy , usky bad currency pairs KY BARY me pori knowledge Hona zarori Hy , real trading see pehly Kam az Kam kuch hafty demo account ki practice hona buht zarori hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Early days in forex trading

    New member ke liye yah post bahut hi lajmi hai aur unko is post per Amal bhi karna chahie kyunki jab aap forex trading mein shuru karte hain to aapko loss bahut jyada hota hai aur maximum yahi hota hai ki aap trading mein bahut jyada disappointed hote hain aur shuru ke dinon mein agar aapane forex trading mein survive kar liya aur chhoti chhoti earning se aapane apne aap ko kamyab kar liya to inshallah aapke liye koi masla nahin hoga ki aap acche aur successful trader Ban jaaye yah important message new member Jo Pakistan forex forum aur Pakistan trading mein bahut jyada kam karte hain lekin unke result bahut hi kam hai unko chahie ki early days mein forex trading se sikhen aur apne aapko trading mein ek lagane ke sath kam Karen aur result ke liye ye din night kam karenge tab jakar aap kamyab honge.
    • #3 Collapse

      Re: Early days in forex trading

      g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading main jitny bhi new mambers forex main mahnat se he kamyab ho skty hain es liye agh ap forex main learning karengy tab he ap forex main kamyab ho sky hain new mambers demo account se bi trading ko sikh skty hain demo account se bhi hum forex ka experience enhance kar skty hain es liye aghr ap forex main acha experience lena chahty hain tu apko demo account par practice karni hogi jis se apko acha experience mil skta hai or ap os se apni perfect trading kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Early days in forex trading

        jo lof forex main bus porifit ko dekh ker aty hain to unny ye samjh lena chhaye k forex business itn aeasy nahi hai k is se apo just her trade main prifit ghain ker saky gy and raton rat maerr ho ajen ghy to ye possible nahi hai k apki her trade prifit main hi close hoi tyahan her trader ko loss bhi zaroro hotya hai and ye bhsiness boht senstive hai k yahan oer aoki choti si gakati bhi simetime ap k loiye biug loss ka bais ban jati hai is loiye is business ki itn light na len is main loss ko bhi accepot kern aseekgen and stary main mushkil zaror peshn ati hai per m,ehnat karen to is business main kamybai hasil ker sakty hain
        Last edited by ; 16-05-2020, 05:12 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Early days in forex trading

          Hamen ismein ek time table Banakar trading Karni chahie Ham ismein full time bhi treading kar sakte hain aur ham is mai part time be trading kar sakte hain Hamen market ki movem ko samaj kar is Mein Paisa be invest karna chahie Fir he Ham is main Achcha profit Kama sakte hain Ham is mai Ghar baithkar international level per kam karte hain yah Ek Aur Kabhi be band na hony wala karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: Early days in forex trading

            forex main hnumain es main kam karny kay ley humain es main time table bna kar humian es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hian hum es main bgir elarning kay hum es main kam karain gain to huamin es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main den main be kam kar skty hian hum es main rat main be kam kar skty hian
            • #7 Collapse

              Re: Early days in forex trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fxguru91 پيغام ديکھيے
              Dosto forex trading k liye her koi interested rehta Hy , lekin jitni ye easy NAZER ati Hy haqeqat me itni asaan buht mushkilat k bad hee banti Hy , new traders hamesha shru me buht galtiyan krty hn , Sab SE behtreen treeqa new traders k liye ye Hy KY Sab SE pehly knowledge hasil KREIN , khas Tor py JITNY tools use hoty hn unky bary me pora pora Ilam hona lazmi Hy , usky bad currency pairs KY BARY me pori knowledge Hona zarori Hy , real trading see pehly Kam az Kam kuch hafty demo account ki practice hona buht zarori hy
              Yes dear aapane bilkul theek baat ki hai aur aapki information sari theek hai aapki advice bhi bahut acchi hai Jab Ham trading short Karte Hain To usmein bahut jyada galtiyan karte hain Kyunki use Waqt Humko trading ka itna Jyada knowledge Nahin Hota aur use vajah se aap mistake ke upar mistake Karte Rahte Hain Humko chahie ki Jab Ham Se Is Tarah mistake Ho Jaati Hai To Ham Unse apni learning Karen aur UN mistake ko Dobara repeat na Karen isase Humko Ek versus aaega Jab Ham Janti Nahin Karenge aur ham munafa Hasil karne ki position Mein a jaenge isliye Agar Ham galtiyan Nahin Karenge to iska matlab yah hai ki Ham learn bhi nahin Karenge isliye galtiyan karna learning ka hissa hai
              • #8 Collapse

                Re: Early days in forex trading

                New traders ko learning k bad forex trading join krni chahiye ya phr learning bhi trading k sath krty rehen kionkeh aisy bhi knowledge aur experience increase hota hai learning aur earning sath sath ho sakti hai lekin is k liye apko learning seriously krni pregi phr aap is level tk aa sakty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Early days in forex trading

                  Dosto post achhi or usefull hony KY bawajood bhi likes it thank buht hee Kam milty hn , humari efforts ko sarahny k liye likes or thanks buht zarori hoty hn mehrbani farma kar likes thank ka khayal rakhein
                  • #10 Collapse

                    Re: Early days in forex trading

                    Koi bhi member yahan join hokar jab start leta hai to uske liye mahaul ko samajhna kafi mushkil hota hai aur yahi vajah hai ki members ko start mein kafi jyada confusion hoti hai lekin aise members ke jo jyada hardworking hote hain unke liye koi bhi problem nahin hoti vah kisi bhi mahaul mein khud ko acche se adjust kar lete hain aur isi tarah se hi vah yahan ke mahaul se bhi acchi learning hasil karke aur yahan per achcha kam karte hain aur achcha kam karne wale members ko hi form achcha fayda bhi deta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Early days in forex trading

                      Je bilkul forex jitni easy lagti ha utni hi complicated ha, log forex market ko easy letay hain aur sochtay hain k forex se paisa earn karna boaht hi easy ha lakin jab trading ki jati ha to os waqt pata chalta ha forex trading kitni mushkil ha khas kar new traders k lye jab wohi is market ko join kartay hain, to meri un se request ha k agar wohi is business se kuch earn karna chahtay hain to 2 kam lazmi karain
                      a) forex k knowledge ho hasil karain, knowledge k baghair ap ashi trading ni kar saktay hain
                      c) trading ki ashi tarash se practice karain, os k lye demo account behtreen source ha
                      forex trading ma wohi kamyab hota ha jo is ma mehnat karta ha, apnay time ko waste ni karta ha, aur hamesh learn karta rehta ha, shuru ma trading mushkil lagti ha lakin trading experience se yeh asan ho jati ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X