Planning ky bad achi trading mumkin hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning ky bad achi trading mumkin hai
    assalam walekum pyare doston jaisa ki aap jante ho jab se Ham acchi planning karenge to Ham behtarin trading kar sakenge aur hamen confidence hoga hamen pata hoga ki market mein kahan per stop loss lagana hai aur kaise market ko handle karna hai risk management kaise karni hai aur lot size kitna rakhna hai ine sari baton ke liye acchi planning ka hona zaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

    Forex Mein kam karne ke liye Hamen Ek planning ke sath Hi Chalna chahie aur jab tak Hamare Pati planning acchi Nahin Hogi hamari ek strategy Nahin Hogi hamare pass to sab Tak Ham long-term is business Ko fayda Man Nahin banaa sakte ho isliye Hamen chahie ki Ham planning padhna jode aur jab tak Ham apni acchi planning nahin kar Payenge use Waqt Hamara Kamyab Hona Mushkil Hai Tu Jab Bhi Koi train Karen usse pahle Ek plan banaa 1 strategy banaen Jis per Amal karte hue FIR use trade ko Ham fayda mat banaa sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

      g ha ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main aghr app kamyab hona chahty hain tu apko forex ki palnning karna hogi q k planning se he ap achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain achy profit k liye market ko anlaysis kar k he ap forex main kamyab ho skty hain aghr ap kamyab hona chahty hain tu market ko achi trha se find out karen q k jub ap market ko achi trha se smjh kar trading karty hain tab he apko forex main kamybhi milti hai or ap acha profit haisl karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

        Hardware planning ke bad hi acchi trading mumkin hai To hamen chahie ki Ham pahle plan Karen daily ka daily basis per Karen Agar Ham daily planning kar ke kam karenge To Ham jyada acche tarike se profitable bana sakenge tujhko aur yah baat hamare liye jaruri hai is baat ko hamen apne mind Mera ke kaam karna chahie Koi chij hoti hai jinko hamen necessary samajhna chahie Forex mein agar Ham Taki karna chahte hain to
        • #5 Collapse

          Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

          agar hum es main planing kar kay hum es mian kam karai gain to hum es main ache learning be hasl kar skty hain hum es main ache earning be hasl kar skty hian hum es main kam akr kay hum es main boht sa pisa kma skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain ghain to huamin es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga forex 1 on line business hain
          • #6 Collapse

            Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            assalam walekum pyare doston jaisa ki aap jante ho jab se Ham acchi planning karenge to Ham behtarin trading kar sakenge aur hamen confidence hoga hamen pata hoga ki market mein kahan per stop loss lagana hai aur kaise market ko handle karna hai risk management kaise karni hai aur lot size kitna rakhna hai ine sari baton ke liye acchi planning ka hona zaruri hai
            Walaikum assalam yes dear aapane bilkul theek baat ki Hai Jab Ham trading khate Hain To usmein Ham Kuchh chahie Yahan pahle uski proper planning kar len Kyunki Jab Ham planning Karke trade Karenge to sabse pahle Baat to hamare liye bahut easy Hogi aur dusri Baat yah hai ki vah Hamare liye bahut faydemand sabit Hogi Agar Ham planning ko follow Nahin Karenge aur uska focus Nahin Karenge To Ham Ko kamyabi Hasil Nahin ho sakti aur ham ko jyada nuksan ho jata Hai Jiski vajah se Hamara account bhi band ho sakta hai isliye agar aap Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Jarur learning Karen aur uska complete education ke bad apni trading Karenge isase aapko Jarur bahut fayda milega
            • #7 Collapse

              Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

              no doubt k proper planing k bad ap successful trading ker sakty hain is k loiye apko alwayas megnat k sath ka kerty huy pakn banany hoty hain markete ko her way se watch kerna hota hai jab ap markete ko her way se priper analuyse ker lety hain to phir forex main successfuol trade opeb kerna easy hai and ap best entry point bhi isi b ase per find ker sakty hain to always planing k tehat kam karen planing aesi cheaz hai jo apko next target achiev kerny ,main help kerty hain
              • #8 Collapse

                Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                assalam walekum pyare doston jaisa ki aap jante ho jab se Ham acchi planning karenge to Ham behtarin trading kar sakenge aur hamen confidence hoga hamen pata hoga ki market mein kahan per stop loss lagana hai aur kaise market ko handle karna hai risk management kaise karni hai aur lot size kitna rakhna hai ine sari baton ke liye acchi planning ka hona zaruri hai
                yes brother is market Mein Hum Ne Agar Kamyab hona hai to kaam is market Mein acchi planning Karni Hogi Agar Ham is market Mein acchi planning nahin karti Humko is market mein nuksan ho sakta hai isliye Humko chahie ki Ham is market Mein Apna Ek trading plan banaa Le aur uske hisab se is market Mein kaam karte Rahen agar aap Kisi market Mein acche plan ke sath kam karte hain vah Christmas with me kamyabi mil jaati hai aap Agar is market Mein plan se Hatkar kam karte hain aap is market Mein Insan ho sakta hai ki aap ko chahie ki aap is market Mein plan ke hisab Se Hi Kam Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                  hamy week ky start Mein kam aur time ki planning kar leni chahiye Kyon Ke planning Se Kiya Hua kaam Hamen acha result Deta Hai Hamen ismein positive Soch ke sath kam karna chahie Agar Ham ismein negative Soch ke sath kam Karenge To Hamen loss Ky sawa kush be Nahin hasil Hoga Hamen loss ko khatm karna hoga Fir he Ham market Mein Aage bar sakty hai yai aik acha karobar hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                    G haan.dosto aap sahi keh rehy hain ke hame achi aning se work krna hoga jise ham apne mission me kamiyab hoske jab hamari planing achi hogi tu ham apbe mission me yaqeenan kamiyab hote hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                      Plaanig hamain karni cahiye bhaly haam kuch bhi kar rahy hoon hamain yahan par ek achi planning ki zarorat hai jab haam achi planning ni karain gy tu kabhi kuch hasil ni kar sakain gy is liye achi learni ng k liye hamain yahan par planning akrni hogi tak aam up to date rahein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                        Je bilkul forex trading ma wohi kamyab ho sakta ha jis ka pass behtreen trading ki planning ho, planning k baghair ham market se ashi earning ni kar saktay hain,
                        Behtreen planning"
                        a) market ko analyse karain
                        b) trend ko identifying karain, trend k according trading karain, q k trend is friend in forex
                        c) money management k mutabiq trades open karain
                        d) stop loss ko hamesha use karain
                        e) strong signals pe entry lain
                        f) greed se avoid karain
                        g) multiple trades se avoid karain
                        h) over trading se guraiz karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                          Trading karna ek aisa kam hai ki jo ek planning ke bagair koi bhi member nahin kar sakta hai aur isliye har ek member ko chahie ki pahle koi bhi trade open kar lene se pahle vo ek acchi plan kar le aur uske bad hi usko open karen is tarah se open ki jaane wali train se hi mein parso fayda hota hai nahin to fir members ko kafi jyada loss ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                            g han dear bilkul pak forex business mein trading hamsha planning se kerne cheye or zeyda se zeyda mehnat se time table bana ker work kerne ke speed ko gain kerna cheye money management kerna cheye then acha profits zror kama sakty han ye business hamain learning bhe deta hy or achi earning bhe zror deta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Planning ky bad achi trading mumkin hai

                              han g tk kaha h ap ny my ap ki baat sy agre karta ho planing k bad hi achi treadibg momkin ha hm sb ko phyly market ko smajna chahiy planing karni chahiy us k bad hm ko tread lani chahiy asy tukky k st hm tread ly gy to loss ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X