stop loss kay liye balance margin kiya ha??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss kay liye balance margin kiya ha??
    Dear senior members Forex trading business Mein stop loss ke margin ko set karne ke liye Apne balance margin ko Kis Tarah Se calculate kiya jaaye ki Hamen Jyada loss Shesh Na Karna Pade aur ham easily Forex trading business Mein Achcha profit Hasil kar le Apne balance ke mutabik please guide Karen Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

    hamy stop loss ko use kar ky is main mehnat sy kam karna chahey hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chaey pher hi ham los sy bach sakty hain or acha bonus hasil kr sakty hain ham is main day main kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kr sakty hain yai aik asa busienss hai jis main ham apny gar beth kar be kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

      Yes dear apki bat sahe hay agar ham stop loss ko use kar kay kam karen gay to ham kamyab ho sakty hen other wise ni hosaky foex ek aik aisa business hay jis ko ham lalach say bach kar mehant kar kay behtreen aamdani ka zarea bana saktay den, profit kelye best tarekay say analysis karna market ko har lehaz say dekhna like fundamental analysis, technical analysis aor bhi jitnay best tarekay sy market ko jancha ja sakay janch kar market say acha profit earn kea ja sakta hay aor margen ka hona bhi bahot lazmi hay agar free margen na hot trading ni ho sakty.
      • #4 Collapse

        Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

        Dear friend SL ki calculation yehinhay keh, support and resistance kay mutabiq trade karain, kisi bhi trade main starting main stop loss use na karain, jab hamary analysis kay mutabiq trade profit main jana shuru ho jaye to tab hamain chahiye SL use karain or continue SL ko profit area main shift karty jayan, ager SL hit bhi ho jaye to tab bhi hamari trade profit main he close hogi.
        Last edited by ; 16-05-2020, 03:38 PM.
        • #5 Collapse

          Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

          deqar g han ap nay acha swal kia hay meray khyal main ham ko chye k ham is main apnay account balance ko see kr k he sl ko set kraty rahnay ki try karty raha karein is main ham ko kabi bhi apnay kam ko karnay main hurry up nahi karna ho g is main ham ko sl ko set kar k he apnay account ko safe rahkh saktay hein is main ham ko apnay kam ko ityat k sat daily base pr karty rahna chye .
          • #6 Collapse

            Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

            Stop loss key ley account balance par focus nahi karna chaye ye define karna chaye key daily ketna risk lena munasib hay agar account balance par focus kia jaye to bahot zeyada account balance key hoty howy kabi be ham zeyada pips key loss par stop loss ka order nahi laga sakty hey hamy market ki condition ko be dekna pardta hay aur sath me apny daily risk rule par be depend karna pardta hay esi limit se hi ham stop loss lagany ka advantage le sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

              Dear aapane bahut hi Achcha question poochha hai main Iske Jawab Mein aap Sahi Kahana Chahunga Ki stop loss caption Hamesha ISI Waqt istemal ho sakta hai Jab aapka account bada hai aur aap thoda sa Las bardasht karne ke bad apni trade ko automatically close karne Ke Chakkar Mein Hai To for example Agar account Aap Ka Sauda ladka hai aur aap apna stop loss 10 daala ya 15 Dollar per close karna chahte hain Kyunki Agar aapka account hi Chhota Hai Misal ke Taur per Agar aapka account Hi Bana Dala ka hai to aapko FIR 15 Dollar ki limit apply karne ka kya fayda Kyunki use stage per jakar to Aapka account vaise Hi khatm Ho Jaega isliye ismein varjan depend karta hai aapke account per aapka account Jitna bada hoga aap Sidhe Hath se Apna stop-loss nurse ki nemat fix kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

                Hm treading main kamyb hona hy loss sa bechn hy to hm chya ky hmsha stop loss ky sath hi achi qulit ka kam kra soch semjh kr trede open kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

                  Bro balance margin ko calculate krne se behtr hai ke ap according to margin trading karain aur lot size ka bhe use apne balance ko dekh kr karain aur stop loss ap tbhi achy tareky se set kr payen gye jb ap ke pass acha experience hoga forex ek world wide business hai jis mein learning ki important boht ziyada hai achi learning ap ko kamiyab trader bana sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

                    dear haain forex main money management kay sath kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay hamain forex main trading karty time sl ko use krna ho ga pher he hum is main kmayab hongay forex aik best online business hai forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main lagan say or mahnat sy kam karty hain forex aik best online business hai
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

                      dear members hamain stop loss ke point ko samajhne ki bhot zyada zrorat hoti hai jab ham stop loss ko samjhne main our lagane main kamyab ho jain to hamare lye badi kamyabi hoti hai our ham kamyab ho bhi jate hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss kay liye balance margin kiya ha??

                        hanng sahi kaha h ap ny hmy itni mhynat karni chahiy k zada sy zada hamara bonus ay r hamara marjin barhy hm jtni strugel kary gy hamara otna acha result hasal ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X