Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??
    Assalam O Alaikum dear members.
    Sometimes hamary tamam tar analysis kay bawajood bhi market opposite direction main jany ki waja say hamain trade main loss ho raha hota hay, to hamain aisi situations main trend ko again hamari trade ki taraf any ka wait karna chahiye or jaldbazi ya confusion main trade ko kabhi bhi loss main close nai karna chahiye, q keh ager loss main trade close kar di jaye to tab bhi hamain ye loss recover karna hota hay, so better ye he hay keh isi trade kay again recover hony ka wait karain.
    Ap kia suggestion daity hain is bary main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

    hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey p[her hi ham kamyab ho sakty hain or loss y bach sakty hain or acha pasia kama sakty hain ham is main part time be kam k rsakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam ka rskaty hain yai online ki dunya main aik king business hain is main hamara koi boss nahi hota hain
    Last edited by ; 16-05-2020, 03:35 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
      Assalam O Alaikum dear members.
      Sometimes hamary tamam tar analysis kay bawajood bhi market opposite direction main jany ki waja say hamain trade main loss ho raha hota hay, to hamain aisi situations main trend ko again hamari trade ki taraf any ka wait karna chahiye or jaldbazi ya confusion main trade ko kabhi bhi loss main close nai karna chahiye, q keh ager loss main trade close kar di jaye to tab bhi hamain ye loss recover karna hota hay, so better ye he hay keh isi trade kay again recover hony ka wait karain.
      Ap kia suggestion daity hain is bary main.
      Aap Logon ki koshish Karni chahie Ke Jab Bhi aapki koi trade loss Mein Chali jaati hai to aap usko close na Karen Agar aapko next market ki support resistance per market reversal ko yakin hai to aap bilkul bhi apni trading entries hai Mola Nik Lage Na Karen Kyunki aapki best analysis karne ke bad Lagi Hui trade automatically profit Jarur Dekhi aap sirf wait kiya Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

        Yes bro aisa ho jata hai jb market technical movement chor k fundamental movement krti hai tu hamari trade mein loss increase hony lgta hai iska ye mtlb nhi k hamara technical analysis fail tha hamein trade ko loss mein close krny k bajaye usko run krny dena chahiye kionkeh trade entry point ki taraf reverse hoti hai wait kr lena acha hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

          gee han dear app nain theek kaha hamain kabi b trad ko running loss main close nain karna chahya hamain forex main dil laga kar kam karna ho g a pehr he hum is min kamyab hon gay forex aik best online business hai is main wohe log kamyab hoty hain jo is main mahna kay sath kam karty hian
          • #6 Collapse

            Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
            Assalam O Alaikum dear members.
            Sometimes hamary tamam tar analysis kay bawajood bhi market opposite direction main jany ki waja say hamain trade main loss ho raha hota hay, to hamain aisi situations main trend ko again hamari trade ki taraf any ka wait karna chahiye or jaldbazi ya confusion main trade ko kabhi bhi loss main close nai karna chahiye, q keh ager loss main trade close kar di jaye to tab bhi hamain ye loss recover karna hota hay, so better ye he hay keh isi trade kay again recover hony ka wait karain.
            Ap kia suggestion daity hain is bary main.
            bilkul sahi kaha aapane Ham aksar yah mistake karte Hain ki hamari trade jab loss mein chali jaaye to Ham usko block kar dete hain aur jaldbaji se kam lete hain lekin hamen aisa nahin karna chahie hamen sabar ke sath intezar karna chahie ho sakta hai ki vahi trade hamen profit de de kyunki maarpeet ke wapas laane mein Koi time nahin lagta lekin agar aap jaldbaazi se kese Le karenge to aapko loss hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

              dear meray khyal main is main ham ko chye k ham tohra sa wait kaein agar ham yeah see karein k aj market kafi limit tak dangerous see ho rahee hay aor ham ki trade ham ko loss bhi dey sakt hay tobad main ja kr k he ham ko chy ho g k ham is ko loss m close kr dein to he better rahay g q k is say ham k kuch nah kuch account bhi safe rahay g aor ham ko agay ki janib janay main bi asani say kamyb mil sakti hay so is main ham ko best say best kam ko karty rahna ho g .
              • #8 Collapse

                Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

                ji han dost apne sahi kaha trade ko kabhi bhi loss ke doran close nhi karna chahye warna loss ko recover karna bhot zyada mushkil ho jata hai to is ke lye ap ko sabar se kaam lene ki zrorat hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

                  Dear member's apki baat se main agree krta hon k forex trading business main hum logo ko small lot size k sath trades ko open krna chhaye Q k agr hmari trades hmry analysis k against agr move krti hain tu hmein chahye k wo trades hum loss main close ni krein balkeh UB trades ko running position main rehy dein jab tak k market waps move ni krti hai. Forex trading main hmein apni trades ko hmsha apny control main rkhna chhaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

                    G han kabhe kabhar trader ke sare analysis opposite chalten hain aur market ke movement bhe samjh se bahir hoti hai aur os time trader ko wait krna chahie jb tk market ki situation dobara sahe ho jaye aur market ka trend samjhne ke qabil ban jaye kabhe kabhar wait kr lena chahie aur market ki movement ko analyse krna chahie akhir trend kis taraf next move hoga achi planning ke sath kam karain gye tbhi hamari trading mein behtrie aye gye
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

                      Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye sabar hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen trading Sabar ke sath karni chahie kyunki Forex trading mein Sabar ki wajah se ham loss se bach sakte hain aur acchi earning hasil kar sakte hain aur Forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham trading se pahle market ko achi tarah analyse Karen aur Forex main market ka fundamental aur technical analysis Karen aur Forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie kyunki Forex trading mein money management ki wajah se ham jald hi kamyab sakte hain aur Forex trading mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
                        Assalam O Alaikum dear members.
                        Sometimes hamary tamam tar analysis kay bawajood bhi market opposite direction main jany ki waja say hamain trade main loss ho raha hota hay, to hamain aisi situations main trend ko again hamari trade ki taraf any ka wait karna chahiye or jaldbazi ya confusion main trade ko kabhi bhi loss main close nai karna chahiye, q keh ager loss main trade close kar di jaye to tab bhi hamain ye loss recover karna hota hay, so better ye he hay keh isi trade kay again recover hony ka wait karain.
                        Ap kia suggestion daity hain is bary main.
                        Dear jab hum ais market mai stop loss k sath trade lagaty hai to aus mai hum ko masla nai hota magar jab hum apni trade loss mai dekhty hai agar hum ko aus time ye pata chal gia hai k humri trades abi loss mai hi mazeed jaye gi aor hum ko aus par profit nai ho sakta hai jasy hum agar trend k opposite trade laga dety hai to aus time hum ko apni trades loss mai close kar deni chaye tab humra account safe ho jata hai ye zarori nai hai k hum trades ko hold rakh k ais market mai kaam kary.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

                          G han bhai Jan apny thik kha hy k kisi bhi trade ko kabhi bhi loss main close na Karin q k agar ham NY sell oar trade opan ki hy to us trade ko kabhi to sell par Ana ho GA wo jitna bhi loss dy Lakin apko close Nahin karni chaiy q k wo nichy to ATI hy phir apko profit bhi dy gi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade ko kabhi bhi running loss main close na karain. What you say??

                            Dear two types ki satuations hoti haen market mein aik tu yeh ke ap market ko analyse ker ke trade laga te ho aur wo ap ki trade loss mein aa jati hai. Ab ager tu ap ka analysis theek tha aur market ne aisa koi reversal signal nahi diya tu phir tu ap trade ko chalne do. Lekin ager market ne reversal de diya hai aur umeed hai ke kuch time aur trade open rahi tu trade close ho jaye ge matlab stoploss hit ho jaye ga tu phir ap ko chahyea ke ap trade close ker daen. Ta ke kuch loss ap ka save ho jaye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X