Reason behind the deleting of post

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reason behind the deleting of post
    Assalam o alaikum bhai jan dear forex forum members me ap sb se ye pochna chahta hun k hamari jo posts delete ho jati Han us k pichymain reason Kia hy kun k hum dekhty Han k daily basis pe hum bhe sari posts krty lakin thori dair k bad check kro to un me se maximum delete ho jati Han agr kisi k pass is bare me knowledge hy to wo apne views share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reason behind the deleting of post

    dear mamber apki jo posts delet ho jati hain un ka main reason yah hota hai k wo os main rules ko follow nahi kiya jata hai jis ki wjah se un ko loss hota hai es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain or apni posts delet nahi krwana chahty hain tu rules ko follow karen jis se apko acha bonus milny k chances hoty hain forex trading ka business aik best online business hai jis main hum mahnat kar k kamyab ho skty hain aghr hum forex ki learning or knowledge ko incraese kar k apni trading karen tu hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain forex jesa or koi bhi business nahi hai
    • #3 Collapse

      Re: Reason behind the deleting of post

      Dear members reason behind deleting of your post and threads neutered ke man mein aata hai ki hamari post kyon delete kar di jaati Hai kyunki yah kam aata hun kisi ke liye nahin hai ki vah single post share kar sake Pakistan forex for mein lekin main jab moderator se contact kiya ke what is solid reason behind deleting of our post from the Pakistan form to usne mujhe bataya ki iski simple reason yahi hai ki aap is post baar baar reply kar rahe hain jo aapane pahle reply kiya ho ya repeated Ho jab repeated post ko aap reply karte hain to vah friend delete kar diya jata Hai jiski vajah se aapki post ki sari delete ho jaati hai to aap unki super reply nahin karna jo bar bar repeated Ho FIR inshallah aap ki post delete nahin hogi.
      • #4 Collapse

        Re: Reason behind the deleting of post

        dear g han ap nay acha swal kia hay meri opinion k mutabiq agar ham ki posting delete hoti hein to is main ham k achay say acha kam ko nah karna he hota hay so is main ham ko chye ho g k agar chay ham say kam say kam kam ho raha hay ham is ko ityat k sat karty rahnay ki try kai karein is main ham ko kabhibbhi apnay kam ko karnay main hurry up nahi karna ho g is main jitna he acha ham k kam ho g ham ko is main itna he achay say kamybi mil saky g .
        • #5 Collapse

          Re: Reason behind the deleting of post

          Dear forex main wo post dlate Hoti h jin main hm koi infomtion nhi shre krty to wo dlte hojti hain
          • #6 Collapse

            Re: Reason behind the deleting of post

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamirkazmi پيغام ديکھيے
            Assalam o alaikum bhai jan dear forex forum members me ap sb se ye pochna chahta hun k hamari jo posts delete ho jati Han us k pichymain reason Kia hy kun k hum dekhty Han k daily basis pe hum bhe sari posts krty lakin thori dair k bad check kro to un me se maximum delete ho jati Han agr kisi k pass is bare me knowledge hy to wo apne views share kren
            G haan aapane bilkul sahi kaha jab bhi hamare post delete hote hain to uske piche low quality ke threads ka hath hota hai ya nahi Jo members low quality ke threads create karte Hain uske hi threads delete hote hain aur use per hone Wali sari reply bhi delete ho jaati hai isliye hamen chahie ki Ham aise topic select Karen jiske delete hone ke chances kam ho aur usi per hi reply Kiya Karen.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Reason behind the deleting of post

              Post delete hony ki main waja yehi hain k jab ham br br same threads create kerty hain and us main eik hi bat ki jati hai ya common si baten bar bar repeat ku jati hain to phir posts delete hoti hain and posts delete nahi hoti hain but threads delte hoti hain ohir hamari same post delete ker di jati hain werna forum hamari oost delete nhai kerata threads delete hint ki waja se hamari threads dekete hoti hain ti ohir post delete hiti hain ti is lite informative and u ique post share karen

              اب آن لائن

              Working...
              X