Dear traders, forex market mein moqe ki talash mein rehna perhta hai. Ap blindly market mein trade nahi laga sakte. Kyon ke aisa kerne se ap ko nuqsan hota hai aur koi bhi apna nuqsan nahi kerna chahta.
Ap ko chahyea ke ap ki strategy ke mutabiq jab market ki condition aye tu tab ap acha moqa daikh ker trade open karaen. Nahi tu wait karaen. Es tarha kerne se ao market ko kem se kem moqa do ge ke wo ap ka loss kare.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим