Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.
    Dear traders, akser aisa bhi ho jata hai ke markethumaen aik perfect trade daiti hai. Lekin us trade ko open kerne ke liye hamare pass enough balance nahi hota. Kyon ke hum pehly hi over risk jaa rahe Hote haen. Aisi surat mein humaen wo trade chorni perhti hai. Aur jab wo trade ap chor daite haen aur market move ker jaye tu ap ko bahut takleef hoti hai. Jaisy ke mery sath kel silver pe howa tha. Mujhy pata tha ke trade bahut strong hai. Market bullish mein jaye ge. Lekin mery pass risk bahut kem reh gaya tha jiss pe mein mazeed trade kerne ko risky samjhta tha tu mein ne trade chor di. Phir market ne bahut big candle bana di day one time frame pe. Jiss se mujhy bahut feel howa ke aik acha profit mein ne zaya ker diya. Kem az kem 30 to 40 dollers miss ho gye mujh se.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.

    g bhai ap nay bilkul sahe kaha hy hamen chahywe k hum apny risky ko kam sy kam rakhen aur ye bhee aik haqeqat hy k market apko achy maoy deti hy jiska apko, intizar karn parta hy kafi daffa aisa hota hy k market koi pakki entry dy rahe hoti hy apko laiken agar ap pehly say hi loss kar k bethy hon gy ya apki tyrdes srtruck hon ge tou pakki bat hy k ap us maoqy ko ai kar den gy hamesha aisy oppurtunties ko cash karna chahye
    Last edited by ; 16-05-2020, 01:27 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.

      hamy stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hamara account safe rah sakta hai hum is main din main be kam kar sakty hain or hum is mai rat mai be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahtehain hum is mai gar bath kar kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.

        yes dear apki bat sy agree karta hon jab tak ham risk management karen gay to kamyab hen, foex ek aik aisa business hay jis ko ham lalach say bach kar mehant kar kay behtreen aamdani ka zarea bana saktay den, profit kelye best tarekay say analysis karna market ko har lehaz say dekhna like fundamental analysis, technical analysis aor bhi jitnay best tarekay sy market ko jancha ja sakay janch kar market say acha profit earn kea ja sakta hay hamen time table sy kam karna ho ga tah he kamyab hon gya.
        • #5 Collapse

          Re: Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.

          dear g han ap nay waqay main achi bat ko share kia hay agar ham nay kamyb hona hay to ham ko trading ko karnay k lye risk ko mind main say delete kr k he apnay kam ko karty rahna ho g is main ham ko chye ho g k ham is main achay sayacha kam ko kr k he khud ko is kam main improve karty rahnay ki try kia karein agar ham is main aisa kai karein gye to he ham kamyb hon gye is main so ham ko is main ityat k sat kam ko karty rahna ho g .
          • #6 Collapse

            Re: Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.

            G bilkul ap thk keh rhy h hmy margin rkhan chahay tak k hm dusra risk ly sky jub market hmri proft main ja rhi o .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading risk ko hamaisha save ker ke rakhaen achi opportunities ke liye.

              Forex trading mein achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah the forex mein hum loss se bhi bach sakte hain lekin Forex trading mein hamen big lot size use nahin karna chahie jiski wajah se Forex mein hamen bahut bada loss hota hai aur hamara bonus account wash hota hai kyunki forex trading mein big lot size mein risk bhi bahut zyada hota hai isliye Forex trading mein hamen zyada risk lene se bachana chahie.

              اب آن لائن

              Working...
              X