Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading se pehle Mind ko Fresh karo.
    Forex Trading take howe mind k sath karna nuqsan deh hai. Hamen apne mind ko zarori fresh rakhna chaheye. Is me mukhtalif tareeqay kaar use hote hen. Forex Trading tired mind k sath karna acha nahi hai is se hamare capital ko nuqsan ho sakta hai. Fresh mind k sath trading ka apna maza bhi ata hai aur hamari strategies aksar awqat theek bhi hoti hai. Zaroori nahi k hum har medan me sirf kamyab rahe. Kuch jaghon pe hamen nuqsan bhi ho sakta hai. Lekin fresh minds k sath jab trade karengay to hum apne nuqsan pe jald hi qaboo pa sakte hen. Lekin agar hamara mind hi fresh naho to hamen ghusa bhi a sakta hai aur pher hum sirf apne apko hi nusan de sakte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے

    Trade setup analyse karnay mai apka 100% work apka mind hi karta hai, trading setup ap apni eyes ki jaga apnay brain say watch karty hu k kaha esi kon c ghalti hai jin basis pay mjhy trade leni chaheye ya nahi leni chaheye, ager analyse k time apka midnthaka howa hu ya uljaha howa kisi bat py panic hu to is bat k 100% chances hai k apki analyse k accuracy us hisab say gir jaigi jitna ap k mind py pressure huga is lie kbhi bhi thakay howay mind k sath trade setup na deikha jai, losses ki probability k berhnay k chances bhut ziada increase kar jatey hai.
    Last edited by ; 16-05-2020, 01:08 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

      g bhai ap nay bilkul sahe kaha hy koi bhee kam ho us k liye mind ka fresh hona bohat zaruri hy agar apko koi tension hy ya koi aur masla hy ya phir koi jaldbaz mein trade mat open mat karen ye sab es liye zaruri h k order sy pehly market ko watch karna hota hy phir koi order open karna hota hy zahir hy jab apka mind fresh nahi ho ga ap market ko sahe analysis nahi kar saken gy jis sy hamari trade loss mein chali jae ge
      Last edited by ; 16-05-2020, 01:14 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

        hamy is main fresh mind sy kam karna chahey agar hum kese be waja sy paryshan hain to hamy is main trading nahe karne chahey hamy is main active ho kar confidence sy kam karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hai or apne zarorto ko pora kar sakty hai yai aik international karobar hai hum is mai jitna kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

          Forex trading business main kaam krny se phly zarori hai k apka mind fresh ho or ap easily forex main or cook mind k sath kaam kar skein. Forex trading ek aisa business hai jis main agr ap gussay main kaam krein gy tu ye apki decision power ko kill kar dy ga lekin agr ap log patience or eahtiat k sath kaam krein gy tu apko faida bhi mily ga or ap forex trading business main kamyab bhi ho jye gy.
          • #6 Collapse

            Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

            Assalamu alaikum dear mujhe ummid hai aap aap log theek honge bhai ne yah theek kaha hai k trading se pahle mind fresh hona chahie agar hamara mind fresh hoga to Ham acchi trade kar sakenge iske bavjud Ham train nahin kar sakte hamare yahan mein kuchh Na kuchh khyal hote Hain hamen nikala to ko khyalaur apne karm ki taraf hokar karna chahie aur aisa karne se Ham acchi trade kar sakte hain naat Sharif achi trade kar sakte hain Bal ke humko ek acchi income aur saath ho sakta hai aur hamara lagao bhi kam ki taraf rahata hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

              Fresh and active mind k sath ki gai trading main ap k liye profit k chances kafi had tak berh jaty hain kiun k eik active mind k sath oam.kerty huy gam is bat ko sure banaty gain k ham best analyse k bad hi trade main koo step.lety hain and is k loye hamy pejly proper mehnat k sath markete ko warch kerna hota hai markete ko jab ham watch kerry rehry hain to beat entry point bhi fund ker lety gain and isi base per markete main ham eight time oer sahi wntry le path hain jb k active mind k sath kam nahi kerty to phir success gain kerna bhi mushkil hi jata hai
              Last edited by ; 16-05-2020, 01:12 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                Ji han bilkul aapane theek kaha hamen trading se pahle mind ko fresh rakhna chahie forum py kam karke bhi Ham apne zaroriyat Ko pura kar sakte hain hamare market mein trend ko use karke acchi earning Hasil kar sakte hain hamen kuchh jagahon per nuksan bhi hota hai aur kamyabi bhi hoti hai hamen soch samajhkar trading karni chahie jaldbaji nahin karni chahie jaldbaji karne se hamesha nuksan hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                  Forex trading is a well buisness.trading kerne say pehle ham ko mind fresh rakhna chate ham ko positive sochna chaye.ache say matket ko samaj ker trade open kerni chaye tab he ham es mein kamyab ho sajty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                    G bilkul jub tak hmra mind fresh nhi Hoga hm glt descion KY gy is liay trding itny sy phly hmy mind ki freshrkhna cahahy or ksi b Kisi Ka stress nhi Lena chahay k hmy loss hojyga .
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                      Forex Trading take howe mind k sath karna nuqsan deh hai. Hamen apne mind ko zarori fresh rakhna chaheye. Is me mukhtalif tareeqay kaar use hote hen. Forex Trading tired mind k sath karna acha nahi hai is se hamare capital ko nuqsan ho sakta hai. Fresh mind k sath trading ka apna maza bhi ata hai aur hamari strategies aksar awqat theek bhi hoti hai. Zaroori nahi k hum har medan me sirf kamyab rahe. Kuch jaghon pe hamen nuqsan bhi ho sakta hai. Lekin fresh minds k sath jab trade karengay to hum apne nuqsan pe jald hi qaboo pa sakte hen. Lekin agar hamara mind hi fresh naho to hamen ghusa bhi a sakta hai aur pher hum sirf apne apko hi nusan de sakte hen.
                      Ji han Janab Jaaye aapki baat bilkul theek hai main aapki is Baat se bilkul agri hun Hamen forex market Mein trading karne se pahle Apne mind ko acchi Tarah Se fresh kar lena chahie aur Hamen Hamesha Fresh Market Mein fresh mind Aur hajar dimagi Ke Sath acchi trading Karni chahie Agar Ham forex market Mein fresh mind ke sath trading Karenge To Ham forex market Mein Ek expert trader Ban sakte hain aur Forex trading se acchi profit bhi Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                        treading my hmy fresh mind ka rakna bht zarore ha hmy bht hi ahtiat k st tread karni chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                          Ji haan hamain phly khud ko kaam karny k liye tayar karna hoga tabhi haam acha kaam kar sakty hain, start of kaam sy phly yeah daikhain k aap kesa kaam akr rahy hain r kis kaaam karny ja rahy hain. Phly mind fresh rakahain usk k baad , he koi trade ko open karain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                            dear brother aap ki baat sahi hay kay jab bhi forex business main trading kay liay aay to sab say pehly hamain apna mind fresh rakhna hay oar tazaa dam ho kay trading main jana hay kun kay trading ik bahot complicated field hay ess main kaam karna bahot mushkil hay zara see ghalti bahot bara loss kar sakti hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading se pehle Mind ko Fresh karo.

                              G han bhai Jan apny thik kha hy k trading karny sy pahly apny mind ko fresh Karo agar apko koi bhi tension hy to trading main risk na lain ap k liay yeh best hy q k kisi kosam ki tension apko loss main dal sakti hy is liay bhai is kam ko jab bhi Karin to profitable mind ho Karin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X