Demo is only for practice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Demo is only for practice

    Dear friend main apki baat se bilkul agree krta hon k forex trading business main bghair kisi bhi practice k apko kaam ni krna chhaye Q k ye ap k liye bht zyda nuqsaan deh ho skta hai. Forex demo account main phly practice krein takeh apko pt who k forex trading main kaam kesy krty hain. Is k bad apko apni trading skills ko increase krna chhaye or jab tak mumkin ho sky apka zyada focus market ki news or anlaysis py hona chhaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Demo is only for practice

      Yes you are right demo is only for practice kunkh pak forex forum main kam karny k ley hmain demo account pa practice karna ki zarorat hoti hy jiss sy ham forex main kamyabi hasil kar sakty hain.
      • #18 Collapse

        Re: Demo is only for practice

        Trading start karnay se pehlay hamain demo account per practice karni chahiye kiyon k hamara experience increase hota aur jis k paas experience ziada hota hay woh kabhi bhi loss nahi uthata. To real account jab hum shuro karain gay to hamain profit k chances hongay aur loss nahi hoga.
        • #19 Collapse

          Re: Demo is only for practice

          ji han friends demo account sirf practice account hay .is main ap free demo trading kr skty hain lakin withdraw nhi lay skty .demo account new begnieers kay liay buhat hi zarori hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Demo is only for practice

            Forex mein demo account ki bahut zyada ahmiyat hai isliye Forex mein hamen chahie ki ham work our trading ke sath demo account ko bhi use Karen forex mein ek acha trader hamesha apne work our trading ke sath demo account ko bhi use karta hai jiski wajah se Forex mein Inka experience aur knowledge increase hota hai aur woh hamesha kamyab rahata hai isliye Forex trading mein hamen apne work our trading ke sath apne experience our knowledge ko increase karte rahana chahie kyunki Forex mein earning our learning ki Koi limit nahin hai aur forex main jitna acha hamara experience aur knowledge hoga Forex main hum utni achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X