Trading ki learning stop nahi hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki learning stop nahi hoti hai
    Trading 1 worldwide business hai aur agar ham 2 se 3 month iski learning kar lete hain to Ham samajhte Hain Ki Ham trading mein expert Ban chuke hain lekin aisa bilkul bhi possible nahin hota hai kyunki trading ki learning kabhi bhi stop nahin hoti Hai Jo trader trading ki learning ko stop kar dete Hain vah kabhi successful nahin hote hain isliye hamen trading ki learning ko kabhi bhi stop nahin karna padta hai aur ham jitni trading ki learning karte hain hamen itni hi benefits milte Hain aur hamara knowledge strong hota jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

    Forex Trading me learning musalsal jari rakhni chaheye aur kesi bhi stage pe is ko stop nahi karna chaheye. Chaheye hum expert ho ya naho. Q k market daily k hisab se change hota rehta hai. Aur forex pe beroni anasir bohut zyada asar andaz hota hai. Learning kesi bhi stage pe ho band nahi hona chaheye. Forex trading market k hisab se apni hodohal badalta rehta hai jis ki waja se humen us me har time involve hona zarori hota hai ta keh jo bhi naye techniques markrt me aye hum poran us se ba khabar ho jayen. Is k leye learning bohut zyada zarori hai. Aur jitni hamari learning achi hogi hum aik behtareen trader ban sakte hen. Market analysis ki forex trading me khas ahmeyat hasil hai is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

      Ji bilkul aapane theek kaha hai trading ki learning kabhi bhi khatm nahin hoti hai aur agar ham learning karna khatm kar dete Hain to fir kamyabi bhi hamare liye khatm ho jaati hai isliye hamen hamesha learning karni chahie kyunki learning se hi kamyabi milati hai aur agar learning nahin karenge to kamyabi kabhi nahin milegi Jo log learning karna chhod dete Hain to fir vah bad mein Na kam ho jaate Hain
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

        hamain is k bary main learn kar k kam karna ho ga tab hi hum achy say trade karien gay aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakna ho ga tab hi hum suce shon gay aur hamain is forum main part time main bi job kar k hi hum cahi earning ho saky gi aur market main part time main bi job kar k hi hum achy say trade karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

          Yes dearn member ager hum trading ko thora sa learn karlein 2 3 months or kuch success milne lagjye humey forex trading me tu uska matlab ye nai ke ab hum expert hain ya hum perfect hain. Forex trading me logon expert baney ke liye senior baney ke liye saloom lag jate hain tab jaker wo trading ko samjhte hain or kheskte hain ke wo kxh expert hain. Tu hum 2 3 months me kahan se or kese expert ban jaingy?
          Hum sab ko sab se phela kam ya kerna hay ke learning ko stop nai kerna knowledge lein. Dusra ye ke experience leete jain practical karein demo per practice or experiment karein teesri baat ke kabhi bhi kver confident na hoon or na hee ye samjhein ke hum expert or perfect hain.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
          • #6 Collapse

            Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

            Ji bilkul trading ke learning es tarha stop nahi ho sakti ke trading ka knowledge kafi waseeh hai. Ap jitni trading kerte jao ge ap ko utna hi knowledge milta jaye ga. Her trade ap ko aik naya tajurba de ge. Ap seekh ge her qadam per her trade per. Aur seekhna bhi chahyea ke esi mein hamari behteri hai. Aur es ke elawa humaen khud se bhi koshish kerni chahyea ke hum ko seekhaen. Aur apni trading ko improve karaen.
            • #7 Collapse

              Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

              Han g ap sahi kah rahy hain k forex trading main learning ki limit jari rakhni chahay hamain forex forum main achi learning krny chahay achi learning krain gu to hum forex trading main achi earning kr sakty hain hamain forex main acha aur high quality jam krna chahay hamain dil is k kam krna chyayb
              • #8 Collapse

                Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                Trading 1 worldwide business hai aur agar ham 2 se 3 month iski learning kar lete hain to Ham samajhte Hain Ki Ham trading mein expert Ban chuke hain lekin aisa bilkul bhi possible nahin hota hai kyunki trading ki learning kabhi bhi stop nahin hoti Hai Jo trader trading ki learning ko stop kar dete Hain vah kabhi successful nahin hote hain isliye hamen trading ki learning ko kabhi bhi stop nahin karna padta hai aur ham jitni trading ki learning karte hain hamen itni hi benefits milte Hain aur hamara knowledge strong hota jata hai
                Ji han Janab forex trading ka business Ek Aisa online business Hai Jiski learning Kabhi Bhi khatm Nahin Hoti isliye Hamen kabhi bhi Forex trading ki learning ko stop of nahin karna chahie aur Hamen forex market Mein trading karne ke sath sath forex market ki learning ko bhi Jari Rakhna chahie isase Hamare Forex experience mein aur ijafa Hota rahata Hai jisse Ham forex market Mein acchi trading Karke acchi profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                  G han bhai trading ki learning kabhi stop nahi ho sakti learning karna to ham kabhi bhi nahi chor sakty ham har roz kuch kuch na naya seekhty rehty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                    Ji han bilkul aapane theek kaha trading se learning kabhi bhi stop nahin hotiagar Ham trading mein learning Karen To hamen main bahut acchi profit Hasil ho sakta hai Ham sab Ko learning stop nahin karni chahie balke knowledge or experience increase karna chahie agar Ham yah samajhte Hain ki Ham trading mein expert Ban chuke hain to learning ko stop kar diya jaaye lekin aisa bilkul nahin ho sakta hamen learning stop kabhi bhi nahin hoti hum sekhen gy her qadm per her treder per huma hamesha learning karni chahie tabhi Ham kamyabi hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                      Forex trading main apne experience our knowledge ko stop nahin karna chahie bulke work ke sath daily base per hamen apni learning ko bhi increase karna chahie kyunki Forex trading mein hamen loss tab hota hai jab Forex mein ham achi trading nahin karte kyunki Forex trading mein jab ham kam experience our knowledge ki wajah se trading karte hain to isse Forex mein hamen bahut bada loss hota hai jisse hamara bonus account bhi wash ho jata hai aur forex mein jitna acha hamara experience aur knowledge hoga Forex main hum utni achi trading kar sakte hain aur itni achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye Forex mein hamen koshish karni chahie ki ham daily base per apni learning ko bhi increase Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                        G bilkul trading main lerang is liay stop Nahi Hoti q k ynha par market kab bdl jyu never known .hum jitna b trding krly hmra knowledge increase hi Hoga or hmra learng proscce chlta rhy GA .
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                          kabhi bhi hmain learning ko khatam nahi karni hai hmain is mei mehnat se kaam karte rehna hai aur acha kaam karna hai agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho skate hain hmain mehnat se kaam karna hai aur learning karni hai agar ham mehnat se kaam karte hain to ham kameyab ho sakte hain aur acha kaam kar sakte hain lekin mehnat se knowledge hasil karain aur mehnat se kaam karian
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                            G trading ke learning stop nhi joti hai ham ko esay learn kerte rahna chaye es mein ham ko chaye k ham learning kerte rahen and demo say ache say acha experience bhee gain karna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ki learning stop nahi hoti hai

                              100 % agree trading esa plat farm he yha learning htm nhi ho skti insan apnni hr glti se sekhta he trading buhatt best bussniss he but hm es ma enter hoty sirf lalach rakhty he jo log yhi sochty k unhy sirf pesy kmany wo trad ma loss kr k jaty hmy sirf ye sochnachahye k abi hm bussniss pemote kry ge jb permote ho gia hm es qabil ho k hm apny leye kuch kma skty to real account bnaye or learning to 15 sal k experience walo ki b htm nhi hoti trading chez hi esi but hm 4 din a k khty trade sekh li but jb loss krty to pta lgta he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X