Dear candlestick pattern aik bahut important aur high reward strategy hai forex mein ap ko es ke bare mein jab tak full knowledge nahi ho ga ap chart ko nahi samjh pao ge. Aye kuch candle ko discuss kerte haen.
1.Full bullish/bearish candle. Jab aik proper full bearish or bullish candle benti hai tu wo bull/bears ki strong power ko show kerti hai.
2.body size. Candle ki body ka size jitna strong ho ga utna wo bullish ya bearish Jane mein strong ho ge. Small body kem pressure ko show kerti hai.
3. Range. Range candle ki high price aur low price ke darmiyan fasle ko show kerti ha. Yeh fasla jitna ziada ho ga market ki volatility ziyada show ho ge aur market mein fast movement ke chances berh jaen ge.
4. Shadow. Candle ka shadow price ki rejection ko show kerta ha. Ager shadow body ke oper ho ga aur jitna lamba ho ga higher price ki rejection ko show kare ga. Aur market ke sell mein ane ke chances ziyada hoon ge. Ja ke showdown body ke neechy hoga tu lower prices ki rejection ko show kare ga aur market ke buy hone ke chances ziyada hoon ge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим