Knowledge Se zyada experience important hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge Se zyada experience important hai..
    Ji han main doston main is Baat Ko Khud observe kar chuka hun ki knowledge Se Jyada experience Se Jyada important hai ek Aisa shakhs se Jisne trading mein bahut jyada kiya ho lekin uska experience na ho to uski trading ka koi fayda nahin hai lekin ek Aisa shakhs se Jisne knowledge hai Tu Itna Na kiya ho lekin experience uska Achcha ho to vah trading mein bahut Achcha profit earn Karta Hai To Mere Khyal se knowledge is more important than experience is correct or not but I want your opinion thank you very much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

    knowledge and experience donon hi hamare liye bahut important hote hain aur agar trading mein hamara knowledge and experience nahin hota Hai to Ham trading mein kabhi bhi successful working nahin kar sakte hain isliye hamen knowledge or experience ko important Lena hoga then he Ham successful ho sakte hain kyunki knowledge nahin hoga yah experience nahin hoga to working kabhi bhi good nahin ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

      tajurba ka hona hamare liye bahut hi jaruri hai jab tak hamen tajurba Na hoga to kamyabi nahin hogi isliye hamen bar bar practice karni chahie jab hamari practice acchi hogi to tab hamare pass ek achcha tajurba Ban jaega aur ham market mein achcha kam kar sakenge Varna market mein achcha kam karna bahut mushkil hai aur ham isase fayda nahin utha sakenge
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

        hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi aur har jeet tou sath sah hoti hai so hamain market main information achi ho gi tab hi hum loss say bach saty hain aur expeirence k begair hum is forum main kam nai kar skaty hain aur hamain is forum main part time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is foruum main bi trade kar ksaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbabsaood پيغام ديکھيے
          Ji han main doston main is Baat Ko Khud observe kar chuka hun ki knowledge Se Jyada experience Se Jyada important hai ek Aisa shakhs se Jisne trading mein bahut jyada kiya ho lekin uska experience na ho to uski trading ka koi fayda nahin hai lekin ek Aisa shakhs se Jisne knowledge hai Tu Itna Na kiya ho lekin experience uska Achcha ho to vah trading mein bahut Achcha profit earn Karta Hai To Mere Khyal se knowledge is more important than experience is correct or not but I want your opinion thank you very much
          G nahee mere khyal mein yah donon chijen jaruri hai Agar aapke pass knowledge hai aur experience nahin hai to bhi aap se fayda nahin utha sakte aur Agar aapke pass experience hai aur jyada knowledge nahin hai to bhi aapko aise fayda Hans nahin hoga aapko knowledge and experience donon apne increase karne honge to bhi aapko isase achcha fayda Hasil hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

            Samaj bhuj jyada MK Dada karti hai knowledge to ek maloomat hai is maloom in maloomat ko practically apply karna na aur bar bar UN maloomat ko demo ya real per darate rahana yah practis karte rahana to yah hamari samajh ke mujhko chij badhati hai aur practis ko increase karti hai aur knowledge convert ho jata hai practice aur samajh bhuj mein aur jab samajh bhoot ki feelings paida hoti hain to Ham evolve hone lagte Hain tarakki karne lagte Hain aur sar maayakari Jo humne kar rakhi hoti hai usmein saaf hone lagta hai aur hamari munafa ki shravan lag jaati hai aur nuksan ki sharah kami ki taraf jaati hai
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

              Assalam walekum ji Mera dost aapane theek kaha ke knowledge Dada experience ki jarurat hai lekin main yah bhi lekin main yah bhi kahunga ke humko experience bhi hasil karna chahie aur lambi hasil karna chahie Jo log jyada experience karte Hain vah log Dada kamyab hote hain aur Dada experience hasil karne se hi jyada expert hote hain aur hamen ilm hasil karke kam karna chahie Jo log experience and knowledge hasil karke experience dete Hain vah kamyab hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                Dear forex friends aap ny bilkul sahi kaha hy kh knowledge sy ziyada experience ka hona lazmi hy aur tzbhi ham kamyab ho sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                  g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex min hamin knowledge sy ziyada experience ki zaroorat is lia ziyada hy ka hum forex min treading markeet ki achy sy samjhny ka lia knowledge ki nahin balke achy experience ki zarooeat hoty hy jis sy hum markeet ki movement ko samjhty hiy hum treading kain t acha profit haial kar sakty hain acha experience hum forex min demo account par prictice karny sy hasil.hoty hy tab hum achi earining kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                    Bro knowledge aur experience 2no he important hai without knowledge ke ap ko experience nahe hoga kyn ke acha knowledge hone se ap trading ke bare ziyadeh jan pao gye ke fundamental analysis kya hai technical analysis kya hai indicators kya hain aur market ke trend ko kesy define krna chahie ye sub ap ki samjh main tbhi ata hai jb ap ke pass acha knowledge ho aur experience ap ko tbhi acha milta hai jb ap achi tarah demo per practice krte ho jitna ziyadeh deeply ap jaye gye ap ko experience bhe utna he ziyadeh hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                      Asslam o alakum friends
                      Forex trading mai knowledge aur experience dono la choly daman la sath ha in dono k bahgir guzara nhi knowledge k sath experience ho ga tu sap kamyab ho gy شکریہ
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                        Forex trading mein experience our knowledge donon ki zaroorat hoti hai isliye Forex mein jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increased karna chahie jisse Forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein achi trading ke liye achi learning hamare liye bahut hi zaruri hai aur Forex mein acchi quality wali posts share karne ke liye bhi achi learning bahut hi zaruri hai jisse Forex mein ham acchi quality wali posts ko share kar sakte hain aur acha bonus hasil kar sakte hain jisse Forex main hum achi trading kar sakte hain isliye Forex mein jitna ho sake hamen work our trading se pahle apne experience our knowledge ko increase karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbabsaood پيغام ديکھيے
                          Ji han main doston main is Baat Ko Khud observe kar chuka hun ki knowledge Se Jyada experience Se Jyada important hai ek Aisa shakhs se Jisne trading mein bahut jyada kiya ho lekin uska experience na ho to uski trading ka koi fayda nahin hai lekin ek Aisa shakhs se Jisne knowledge hai Tu Itna Na kiya ho lekin experience uska Achcha ho to vah trading mein bahut Achcha profit earn Karta Hai To Mere Khyal se knowledge is more important than experience is correct or not but I want your opinion thank you very much
                          Dear firex member ager knowledge ho ha to experience be hasil kar sake he ager kisi kam ka humare pass knkwledge aur exlerience nahi hota he to is se kich fayada hasil nahi kar sakte k kwledge air experience ko zYada karni chaya
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                            Experience aur knowledge ek dosary ky liye Bahut matter karty hain experience aur knowledge dono ka hona bahut zaruri hy Kiun ky jab tak hamry pas acha knowledge nh hoga tab tak hum ko kisi bhi Kam krny ka experience nh hoga hum knowledge ky bgher Kabhi bhi acha experience aur knowledge gain nh kr sakty hain hum agr apny Kam mein interest lain gy apan Kam mehnat sy aur pori Iman dari ky sath Karen gy tu hum of course successful hon gy hum ko acha experience aur knowledge just Demo account py practice krny sy hi mil sakta hy Demo account asa account hy jis mn hamri investment tu real nh hoti but hamri practice real hoti hy jab hum practice karty hain tu bahut kuch sekh jaty hain demo account py practice krny sy, hum ko apan Kam dil sy krana hoga tb hi kamiyabi possible hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge Se zyada experience important hai..

                              Han g ap sahinkah rahy hain k knowledge sy ziada imprtant hy experience hamain forex main ash aur high quality Walla kam krna chahay q k forex aik acha business hy hamain forex forum main mahnat sy kam krna chahay hamain forex forum main acha aur high quality Walla kam krna chahay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X