Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye
    Aslam O Alakum
    Desr forex members loss our profit dono hi forex ke ihm hise hain our loss hone par hamain kabhi bhi tension nhi leni chahye jab ham loss hone par tension nhi lian ge to ham easily loss recover kar lian ge our is ke sath sath ham ko dekhna chabye ke forex ke expert traders ko bhi loss ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

    hamen jab loss hota hai to hamen tension to hoti hai lekin hamen chahie ki Ham apne aap par control Karen aur agar hamen loss Ho jata Hai to hamen emotionally nahin hona chahie agar Ham emotionally hokar work karte Hain to hamen success nahin milati hai isliye hamen always panic nahin hona chahie aur hamen apni trading ko behtar karna chahie den Ham successful ho sakte hain otherwise hamen aur bhi big loss ho jaega
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

      yes dear, hmain agr kisi ghalat decision ki waja sa forex trading ma loss ho jay to tension lainay ki bjay usay recover karnay ki planing bnani chaiay, agr hm preshan hon gay to hm apnay kam par behtar tarikay sa focus nhi kar sakain gay aur trading k sath sath hmaray kam ki quality b down ho gi jis sa hm mazeed loss kara lain gay, lihaza fresh aur present minded ho kar kam karain ta k kamyabi hasil ho sakay
      Last edited by ; 16-05-2020, 10:11 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

        Assalamualaikum ji haan mere Bhai aapane bilkul theek baat kahi hai ki Ham ko kabhi bhi loesche kabhi bhi Los ki vajah se tension nahin leni chahie Jo log tension lete hain vah kamyab nahin hote humko aisi chhoti moti loss ko ignore kar dena chahie aur aage apne varg ko sar anjam Dena chahie Jo log aisi tension ko dhyan mein rakhkar kam karte Hain vah kabhi kamyab nahin hote agar hum ko aage badhana hai to humko aisi chhoti moti lo usko bhul Jana chahie aur apne kam per focus karna chahie Taki Ham apne kam ko aage se pata karke ek achcha and historical saken
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

          Dear brother hamain loss ka bhi khial rakhna chahiye or apni trade main loss say bachny kay liye achi planning karni chahiye ta ke ham loss say bach sakain w keh ager successful planning ki jaye to loss ho bhi jaye to hamain tension nai hoti laikin ager hum laparwahi say without following and usage of analysis trade karain gay to is say hamain bahut pachtawa hoga.
          Last edited by ; 16-05-2020, 10:11 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

            g han dear ap ki baat thek hy forex online business min treading karty hiy hamin loos to hota hy isi lia hamin loos ki soort min preshann nahin hona chaye balke hamin forex min treading mskrret ko asani ka.samjhty hoy hamin acha experience hasil karna chaye jis sy hum treading makreet ko achy sy os ki movement ko samjhty hoy hum treading kaisn to acha profit haial.kar skaty hain.aur achi earing kar sakin gy
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

              Loss ki vajah se pareshan hokar members ko kam karne mein bhi kafi jyada problem hoti hai isliye members ko loss ki vajah se kabhi bhi pareshan nahin hona chahie aur unko apna kam acche se continue karne ke liye isko bhi manage karna chahie aur isko sabhi manage kar sakte hain ki jab members apne kaam mein acchi se mehnat karke aur usko acche se karenge
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                Wa alaikum assalam dear member Ap Ki Baat bilkul theek hai loss se Hamen Pareshan bilkul Nahin Hona chahie lekin Asal Baat ye hai agar Hamara account Kafi strong Hai To Hamen Loss ki koi fikir Nahin Hoti lekin Agar Hamara account bahut short matlab hand to mouth Hai To phr loss Hamare account ke liye bahut nuksan De sabit Ho Sakta Hai To Hamen Itihaat Karni chahie aur apne account ke mutabik trade Karni chahie aur lot size ko bhi account ke mutabik select karna chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                  g han hmain loss ki tension nahi leni chahiye kyon ke ham is mein mehnat karte hain to ham kameyab hote hain agar ham mehnat se kaam kaain ge to hmain achi earring ho gi lekin hmain loss bhi ho ga is mein agar ham loss nahi karna chahte hain to hamin mushkil ho gi kyon ke loss ke bina koi trading nahi hai ham ne mehnat se kaam karna hai to ham ne kameyab hona hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                    han ji bilkul aapki par theek hai ki hamen last date tension nahin leni chahie Agar Ham loss per tension lenge To Ham Khud ko de great karenge aur ek Din aaega ki Ham bhi value lies Ho jaenge To hamen chahie ki ham log progress Karen aur apne kam se kam rakhen jab tak Ham trading mein kamyab nahin hote aur hamen tension bilkul nahin leni chahie Agar main loss hota hai tuhi business ka hissa hote hain gain aur last ya Na samjhe kya Mila swar hai gay nahin hua Ham kahan jaenge kahan tak karenge kahan tak Ham progress kar sakte hain yah sari chijen part of business hoti hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                      yes dear agr hum ko forex men loss hota hy to hum ko es men kbhe bhe tension nhe leni chahye q.k loss trade ka aik hisa hy iska hum ko muqabla krna chahye aur es men jo hmari mistake hen unko cover krna chahye aur pehly sy ziyadh mehnat krky es men kamyabi hasil krna chahye tb he hum es ke muqabla kr sken gy aur achi earn bhe kr len gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                        G bhai aap NY bilkul thek kaha forex trad pur loss to her member ko ho jata he iss liye humai tenshion nh laini chahye haar jeet to insan ka mukuder he forex trad pur to auchy sy auchy member ko b loss ho jata he loss hony pur humai tenshion nh laini chahye bulky humai himmat sy kam kurna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                          Aslam O Alakum
                          Desr forex members loss our profit dono hi forex ke ihm hise hain our loss hone par hamain kabhi bhi tension nhi leni chahye jab ham loss hone par tension nhi lian ge to ham easily loss recover kar lian ge our is ke sath sath ham ko dekhna chabye ke forex ke expert traders ko bhi loss ho jata hai.
                          Walakum Slam ji han dost apne bikul sahi kaha hamain kabhi bhi loss ki tension nhi leni chahye jab ham loss ki tension ko dil our demagh se nikal deti hain to hamain ache result hasil hon lagte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                            Ji han aapane bilkul theek kaha hai Allah uski kabhi bhi tension Nahin leni chahie loss ko Sar par Sawar nahin karna chahie Agar Hamen loss Ho Jaaye to usko Ham Dil per Lene Ki Vijaya profit Hasil karne ki koshish karen aur apne dost ko recover karne ki koshish karen bahut Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki Kabhi Bhi Tension Nhi Leni Chahye

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                              Aslam O Alakum
                              Desr forex members loss our profit dono hi forex ke ihm hise hain our loss hone par hamain kabhi bhi tension nhi leni chahye jab ham loss hone par tension nhi lian ge to ham easily loss recover kar lian ge our is ke sath sath ham ko dekhna chabye ke forex ke expert traders ko bhi loss ho jata hai.
                              Ji Janab forex Mein profit aur loss ji donon Forex trading ka hissa hai isliye Hamen kabhi bhi loss hone per tension Nahin leni chahie aur na hi Hamen loss hone per emotional Hona chahie Agar Hamen Forex trading se loss Ho Jata Hai To Hamen is per Sabar karna chahie aur Hamen Apne loss ko acchi planning ke sath recover karne ki koshish Karni chahie aur Hamen kabhi bhi loss hone per emotional hokar loss ko recover karne ki koshish Nahin Karni chahie isase Hamen aur Jyada loss ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X