Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai
    Ine dinon mein sabse khatarnak trading gold ki hai kyunki agar aap dekhen to gold ka spread bahut jyada badha Diya gaya hai hi aur iske alava gold mein bilkul bhi aisi movement Ho jaati hai jiska hamen andaza bhi nahin hota hai iske bade separate aur iski movement ki vajah se mujhe bahut khatarnak ho gaya hai hamen koshish karni chahie ki Ham gold per trading nahin karen to hamare liye behtar hai kyunki ismein hamen munafa kam aur nuksan jyada hone ke chances hain
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

    Good you are right gold ka spread bahut jyada increase kar diya gaya hai aur gold key munh mein bhi very very dangerous ho chuki hai so hamen gold ki trading co avoid karna chahie aur hamen currency is trading karni chahie currency trading hamare liye best hoti hai aur ham easily hi apni trading mein successful ho sakte hain but gold ki trading hamare liye beneficial nahin hoti hai aur ham gold ki trading mein loose Ho jaate Hain so hamen gold ki trading nahin karni chahie balke hamen always currency trading karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

      Gold pe waqaye koi bharosa nahi hai. Bohut hi ziada tabdeeli is me ati rehti hai. gold bahat hi ziyadah taghair pazeer kamodities hay . ya baqi dosare kamodities ki nasbat bahat hi ziyadah market se asar andaz hota hay . is ki qeemt min bahat ziyadah tabadili waqa hoti hay . is ke zariye treading ke duran bahat hi ziyadah ahtyat karna hoti hay cunkah is ki qeemtin yakdam bahat hi ziyadah oper niche hoti hay . am tur par jab duniya ke haalat naarmal hote hen or duniya min kahin bhi koi maslah darpesh nihen hota kah jab amriki daler dosare mamalk ki karnsiyon ki nasbat oper jata hay to gold ki qeemt niche aati hay , cunkah daler mazboot ho raha hota hay . lican agar is ka alt ho raha hota hay , yauni daler dosare karnsiyon ki nasbat kamazor ho raha hota hay to gold ki qeemt oper ko jati hay .
      • #4 Collapse

        Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Player پيغام ديکھيے
        Ine dinon mein sabse khatarnak trading gold ki hai kyunki agar aap dekhen to gold ka spread bahut jyada badha Diya gaya hai hi aur iske alava gold mein bilkul bhi aisi movement Ho jaati hai jiska hamen andaza bhi nahin hota hai iske bade separate aur iski movement ki vajah se mujhe bahut khatarnak ho gaya hai hamen koshish karni chahie ki Ham gold per trading nahin karen to hamare liye behtar hai kyunki ismein hamen munafa kam aur nuksan jyada hone ke chances hain
        Gold main market ki movement ka koi pata nahin chalta Kisi bhi direction mein bahut badi move kar Jati Hai To Hamen koi bhi trade open karne se pahle Gold ke achi Tarah analysis kar leni chahie ki agar Kisi Ek traction main market maximum move kar sakti hai to vah kitna Majboor kar sakti hai Ham FIR Apne balance ke hisab se itna hi risk Leke Agar market Itni Jyada movement Karti Bhi Hai To Hamara account safe Rahe Agar accounts Kyon Rahega to market FIR reverse direction mein bhi Badi move karti hai use per Hamen profit bhi Hasil ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

          g bilkul tk baat ki h last days my gold ki movement bht up set rai h fast rai ha jis ki samj ni ai hmy gold ki tread zada ni lani chahiy hmy pairs py achy sy treading karnu chahiy
          • #6 Collapse

            Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

            Forex trading main ham ko trading ache treeky say soch samaj kar karne chaye.es main hamen samajdare k sath trading karne chaye.aj kal Forex trading main sab say khatrnak tradibg gold ke hae es ke ache samaj bee nhi aa rahe hae.es per ager ham trading karen to ham ko stop loss lagana chaye and ham ko kum lot size lagana chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

              Gold pay trading karna kafi jyada risk hai aur isi vajah se hi members ko kafi jyada loss isliye ho jata hai ki unke pass gold per trading karne ka itna jyada experience nahin hota hai isliye har ek member ke liye yah jaruri hai ki pahle vah jyada experience hasil kar le aur uske bad hi vah aise pair pay trading karenge jisse trading karna isi nahin hai aur kafi mushkil hai members ko risky trading nahin karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

                Han g ap sahi kah rahy hain k in dinon forex trading main sub sy ziada khatarnak trading gold ki trading it hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota hy hamain forex trading main sabr sy kam krna chahay q k sabr ka phal metha go hy hamain achi trading krny chahaya aur acha profit kamana chahay
                • #9 Collapse

                  Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

                  ji han dost apne sahi kaha sab se khatranak trading gold par hai is lye hamain soch samajh kar trading karna hogi yljab ham soch samajh kar trading karen ge to hamain is ka bhot zyada faida hasil ho sake ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

                    yes dear es men koi shk nhe en dinon men gold ki trade sb sy khtrnak he trade hy q.k gold apni price men akhri had ko pohncha howa hy aur ab gold ko nechy ata dekh rhy hen es liye mumkin koshish tk es men hum ko soach smjh kr he trade.lgani chahye aur achy sy acha work krky hum ko es men loss sy bchna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Player پيغام ديکھيے
                      Ine dinon mein sabse khatarnak trading gold ki hai kyunki agar aap dekhen to gold ka spread bahut jyada badha Diya gaya hai hi aur iske alava gold mein bilkul bhi aisi movement Ho jaati hai jiska hamen andaza bhi nahin hota hai iske bade separate aur iski movement ki vajah se mujhe bahut khatarnak ho gaya hai hamen koshish karni chahie ki Ham gold per trading nahin karen to hamare liye behtar hai kyunki ismein hamen munafa kam aur nuksan jyada hone ke chances hain
                      Ji bilkul aap ki baat theek hai Gold ke pair ki movement ki koi samajh Nahin a rahi hai gold ka ped to pahle hi risky hai lekin ab aur ismein trading karna Khatarnak ho chuka hai agar Kisi Ko Gold ke pair par trading karni hai to usko bahut Soch Samajh Kar acchi Tarah market ko analyse kar ke aur Market ke Trend ko follow karke Gold ke pair par trade Karni chahie Mere Khyal se to forex market Mein trading karne ke liye currency per is Waqt sabse best hains
                      • #12 Collapse

                        Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

                        Assalam o Alikum,

                        Gold prr trading krna easy normal days ma b bht risky h r aj kl to market ma crashes cl rhy hein to es wqt to jis ny gold prr trade lagany ka socha to wo agr profit kama ye ga to bht zyada but agr loss hoya to wo b bht zayda ho ga r account wash hony ka change b bht increase ho ga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ine dinon sabse khatarnak trading gold ki hai

                          Gold pair bahut he complicated pair hay, is main trade kay liye na sirf acha account balance required hota hay balkeh acha knolwedge and high experience bhi hona zaroori hay, Gold jab aik side pe movement karta hay to phir acha khasi movement ki waja say kafi traders kay account wash ho jaty hain, is liye Gold main trade kay liye minimum lot use karain ta keh loss sat bachay rahain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X