Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna chah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

    Jiya Hamen fresh Mein intry entry ke liye pahle Achcha Kaun capital Hona chahie Taki FIR Kisi bhi Kisan ki problem ka Samna Na Karna Pade per example Agar bhai 10 dollar se trade Shuru kar deta hai to vah successful Nahin ho sakta Jab Ke dusra bhai 50 dollar se shuru karta hai to successful ho sakta hai isliye Ye 10 dollar wala bhai bhai ko chahie ki vah pahle account capital Achcha kar le FIR trading mein hai
    Do it before other will do!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

      Forex trading is a business in which we Don't be hasty and wait for the right time according to your experience And trade Some people come in a hurry and try many ways But people often fail in these We need to be patient and keep our business well .
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

        G han jaldbazi mein koie bhe entry na karain market mein aur khas tur per os time jb market ka trend out of understanding ho apne order tbhi place karain jaha per ap ko strong entry point mile aur market har roz signal create krti rehti hai bs os signal ko follow kr ke trading krni chahie achy planing aur achi strategy ke sath kam kr ke acha profit earn kiya ja sakta hai forex se
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

          Ji han aapane bilkul theek kaha hai Forex trading main use Waqt hi entry len Jab Ek proper time ho jaldi Mein Kabhi Bhi entry na len Kyunki iski vajah se aapka counter large Nivas ho sakta hai isliye training ke dauran kabhi bhi jaldi mat Karen Varna aap uska Bura na Bhookh Denge isliye training ke dauran kabhi bhi jaldbaji se Kamna navel ke aaram se train dikhayen aur Soch samajhkar trade dikhayen bahut Shukriya
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

            Forex Treading mein agr hum achi treading krana cahaty hain tu hum ko treading sy pahly market ko achi tarha hy analysis kr lena cahiye aur hum ko forex mein treading us waqt karni cahiye jab hum ko market ki tarf sy koi acha single mil raha ho ab agr hum bgher analysis ky treading kr lety hain tu Zahir si bat hy hum ko loss hi hoga aur hamra account bhi Wash ho sakta hy forex market mn entry leny sy pahly hum ko fundamental analysis aur technical analysis zarur kr leny chaiye kiun ky fundamental analysis aur technical analysis bahut zarori hoty hain jis sy hum market mn run kr sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
              Friends, forex trading ma jaldi enter hony ki khosis ni karni chahe, hamesa ye khosis karni chahe k achy point par enter howa jae, forex ma jo profit ki jaldi ma enter ho jaty hain wo loss ma pansy rehty hain, hamara maqsad ye hona chahe k beshak trade ma late enter hon but trade ma stuck na hon, ap es bary ma kiya kayn gy plz comment???@@#
              Hamen kabhi bhi forex market Mein trade entry karte hue jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Hamesha acche entry-point Ka Intezar Karna chahie aur jab Hamen Koi accha trading entry point Mile To Hamen forex market mein enter Hona chahie Agar Hamen koi acchi trading entry point Nahin Milta To Hamen Sabra karna chahie aur acche entry-point Ka wate Karna chahie
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                Ji haan apny sahi kaha hai k hamain forex main time to time yeh daikhna hota hai k trade k liye kons awaqat bhut acha hai agarr apko ko yeah lagata hai k haar waqat sahi hai tu esa ni hai best time ko daikh k markt main entry lene ki need hoti hai jaab haam cha time lete hain market samjhny maint u acha entry point mil jata hai.
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                  Friends, forex trading ma jaldi enter hony ki khosis ni karni chahe, hamesa ye khosis karni chahe k achy point par enter howa jae, forex ma jo profit ki jaldi ma enter ho jaty hain wo loss ma pansy rehty hain, hamara maqsad ye hona chahe k beshak trade ma late enter hon but trade ma stuck na hon, ap es bary ma kiya kayn gy plz comment???@@#
                  Bilkul Forex Mein jaldbazi karne se behtar yahi hai ki Ham Ek perfect entry point per entry len Takky aapka bahut zyada fayda Hote trader Agar Hamesha forex market mein zyada Se zyada knowledge Hasil Karta Hai To vah bahut zyada successful hota hai forex market Mein successful hone ke liye zyada Se zyada experience Hasil karne ki zarurat hoti hai aur perfect point per Entry Aur exit Lekar hi Ham market mein bahut zyada successful hote hain forex market Mein successful hone ke liye Hamesha Hamen knowledge Hasil Karni chahie aur Forex ki knowledge aur Forex ki experience Hamare liye Zaruri Hota Hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                    Forex trading business main ek achy trade ki ek quality ye bhi hai k wo market ko tasali k sath judge krta rehta hai jab tak k market ki situation ko wo find na kar ly. Ek forex trader hmsha right time py right decision leta hai or right time py market main enter hota jai or right time py market se exit krta hai. Ek forex trader k liye ye bhi zarori hai takeh uski tamam trades profitable hon.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                      Assalamualaikum Mein sabse pahle Apna target select karna hota hai aur uske mutabik kam karna hota hai agar Ham ismein Jab baat hi Karenge to usmein hamesha FIR Jyada nuksan karna hone ke chance hai ismein hamare pass entrypoint Hona chahie aur uske mutabik Hi Kam karna hota hai extra kam karne se Hamen loss hota hai
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                        g bhai ap ki bat bilkol thk ha k forex trading ma ladbazi ma trade laga kr lose krny sy bhter ha k hum market ko analyse krny samjhny wait krny or ak acha sa point dhondy or os point par trade open krny taky hmara trade profit ma jay.
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                          Haan hamaain yahan p jald bazi sy kaam ni lena chaiye. Jald bazi sy ahmesaha loss he hua hai, bhut sya chy members hain jo yeah daikhty hain k hamain yahan par sabar sy kaam akrna hota hai, q k acha traders hamesha apko sbar k sath kaam karny ka mashwara de ga.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                            jub traders jaldi jaldi entry letay hain tu boht zeyda mistake kartay hain wo jaldi me analysis kartay huey biht zeyda aham point ko miss kar detay hain or aham point miss hone se un ka analysis jadli ki waja se wrong ho jata ha or traders ki trades loss me chali jati hain traders ko chahie kay wo proper time spend kartay huey strong analysis karay
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                              bilkul jaldi entry karne say kuch b hasil nhe hota hain bhot he soch samjh kar entry karna hain jaldbzi main entry nhe leni hain profit k chakar main kabi b jaldbazi say kaam nhe karna hain forex unlimited earning dene ka zariya hain par unlimted loss b usi ko he ho jata hain jo learn nhe karta hain ek entry point k liye sabar nhe karta hain vo loss py loss kare ga is liye hard work karna hian analysis kar k kaam karna hain
                              ​Sadaf Khan
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trading ma jaldi entery ki bajae achy point par enter hony ko prefer karna

                                فوریکس میں ہر پاکستانی کو کام کرنا چاہیے پورا بہت اچھا کاروبار ہے

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X