New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???
    Assalam o Alaikum dear new Members ko kis pair par trading karni ho ge please bata dain ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

    Forex Trading me pair taqreeban sare aik jese trading hoti hai. Sewaye JPY k q k is me tabdeeli bohut ati hai. Baqi pair isbk muqabele me tabdeel bohut hote hai. Forex Trading me kuch pairs bohut zyada reliable hai. Aur us me trading karte howe risk kam hi hota hai. Un me chand bari currencies ki pair jese USA Dollars, Pound Sterling, Canadian Dollar, Swiss Frank, New Zealand Dollar aur Australian dollar shamil hai. Ye sari currencies bohut hi reliable hai. Is k elawa JPY bhi achi currency hai lekin us ki up down movement bohut hi ziada hoti hai jis ki waja se us me risk bhi bohut hota hai. Ye pairs aam tawar pe market analysis k through hi move kar rahe hote hen. Is waja se is ki reliability bohut zyada hoti hai. Hamen pair ko select karte waqat market news aur analysiis ko lazmi made nazar rakhna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

      new members ko chahie ke pahle vah bahut jyada sikhen chijen jumbo sikhen aur trading style ko improve kar le bahut sari chijen apne mind mein rakh le kaun si chij hamare liye theek hai kaun si chij hamare liye galat hai phr unhen chahie ke ine sab chijon ko apne mind mein rakhne ke bad ek achcha fair select Karen aur uske bare mein bahut jyada research Karen knowledge gain Karen jab knowledge gain Ho jaaye to fir chahie ki Ham use per trading Karen
      • #4 Collapse

        Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

        Je dear new members k lae wo pair best hota hai jis ma ik to spread kam ho or dosra uski movement ko samajna asan hu, mere khawal ma usd zar best pair hai for new onle kiu k ye aksar usi taraf move karta hai jis side par ye show kar rha ho hota hai, es lae usdzar ma trading nisbatan easy hai but still market analysis zaruri hain,
        • #5 Collapse

          Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

          G hn dear ap NY bikul sai kaha hy new member ko chahiye k WO phaly demo PR threads kry aur achy sy kam kry taka is main kamyabi hasil kry tab ham us main achi bonus hasil kr saky gy
          • #6 Collapse

            Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

            Yes dear ap nay sai kaha hay, mera bhi personal experience yehi hay keh hamain trading kay liye wuhi pair select karna chahiye jis ka spread low ho, or price movement ki understand bhi easy ho, USDZAR kay ilawah silver pair bhi new traders kay liye best option hay, laikin is kay liye inko analysis lazmi karna parain gay.
            • #7 Collapse

              Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Khurrampk پيغام ديکھيے
              Assalam o Alaikum dear new Members ko kis pair par trading karni ho ge please bata dain ???
              Dear forrx member jis pair per be treading kar sakte he sirf kniwledge aur expeeience hone chaya aur mRket ke analysis karne ke bad he treading karni chaua air senior ko follow karna chaya
              • #8 Collapse

                Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                aslamoalekum dear forex members mery khyal k mutabiq to jo Pakistan forex trding mn new members hn phly to un ko acha bonus hasil krna chy ar badd mn un ko market ki situation ko dekh kr silver pr trading krni chy q k gold ya cl ki movement bht tez hoti h ar kabi kabi to is ki khuch smjh ni aa rhi hoti h k kia krna chy..
                • #9 Collapse

                  Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                  Walakum Slam new members agar acha bonus hasil karne main kamyab ho jain to un ke lye cruncies piars best hote hain jin par woh posts kar ke achi profit hasil karne main kamyab ho sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                    Forex trading maie new member ko chahiye Ke acche experience ke liye pahle demo account per practice Karen demo account ko apna real account samajhkar kam Karenge to abhi unka knowledge achcha hoga new member ko chahie ki start mein vah currency pair per trade Karen kyunki currency pair per kam balon se Ham trade kar sakte hain currency pair ki moment bhi itni fast mein hi hoti e demo code ko apna real account samajhdar kam Karen small lot use Karen small profit per Karen tabhi vah achcha experience asel kar sakenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                      Sab sy pahly tu main ap ko ek bat kahna chta hon agr hum ny Pak forex forum ko abhi kuch din phly hi join kiya hai tu i think hum ko just 3 month Treading ka soucha bhi nh chahie Kiun ky hamra account bahut chota hota hy agr agr hum tread laga bhi lety hain tu Thora bahut porfit ata hy ya account hi wash ho jata hy tu hum ko pak forex forum mn mehnat krni cahiy aur acha bonus gain krana chahie jab account bara ho jay tu hi Treading krni cahiy aur agr ap Treading krana bhi cahty hain tu ap ko tread ky liye koi asa pair select nh krana cahiye jo riski ho
                      • #12 Collapse

                        Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                        New members ke liye currency pair theek rahata hai trading karne ke liye Kyon Ki start mein bahut jyada loss bhi ho sakta hai agar ham gold ya koi aur currency pair ko choose karte hain Kyunki hamare pass start main main Achcha knowledge or experience Nahin Hota isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada demo account per practice Karen aur acche se acchi learning aur experience Hasil karne ki koshish karen Taki acchi trade lagakar profit Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khurrampk پيغام ديکھيے
                          Assalam o Alaikum dear new Members ko kis pair par trading karni ho ge please bata dain ???
                          Jo log 4x Mein new joiner hote hain aur jo new member Forex mein join hote hain unke liye sabse best currency pair Hai Kyunki currency pair ki movement kam hoti hai aur iska spread bhi kam hota hai isliye currency pair Mein loss hone ke chances bhi kam Hote Hain isliye currency per new members ke liye sabse best pair Hain isliye Tamam new members ko Hamesha starting Mein currency pair per hi trading start Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                            Ji bilkul Forex trading Mein Hamen chahie ke currency pair per trade Karen start mein Main Kyunki currency pair per kam balance se Ham trade Laga sakte hain aur small art bhi use kar sakte hain learner ko chahie ki Apne experience ke liye start Mein currency pair per trade Karen small lot use Karen small profit per Karen tabhi Unka Achcha experience Hoga aur Achcha benefit cancel kar Sakenge Forex trading Mein Ham Jitna hardworking se kam Karenge Achcha naraj h experience asel karne ki koshish Karenge to Achcha benefit Le Sakenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New Members ky liya knsa pair theek hai trading kay liya ???

                              Forex trading mein lene Ko chahie ki vah demo kaun ko apna real account samajhkar kam Karen aur demo count per balance utna rakhen Jitna aur real account mein investment karna chahte hain Forex trading mein Ham Jitna hardworking se kam Karenge utna hi Hamen achcha fayda hoga Forex trading ek achcha profitable business hai Forex trading mein jo dilchaspi se kam Karenge achcha Na Lage achcha experience are sar Karenge vahi Forex trading Se achcha fayda aasan kar sakenge Forex trading mein vah log kam job Hain Jo lalach nahin karte Forex trading ke rul ke mutabik kam karte Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X