lalach matlab loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach matlab loss
    Agar Ek trader jaldbazi mein lalach Mein Aakar trade open karta hai to use trade ke a a loss Mein Jaane Ke chances bahut jyada Hote Hain tu Agar ham Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To lalach ko khatm karna hoga aur aur Market ko analyse karte hue trading karna start Karni Hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach matlab loss

    bilkul ji lalach ka matlab loss hi hota hai aur agar Ham grid se working karte Hain to hamen lost jarur milta hai isliye hamen greed ke sath working nahin karni chahie balki hamen proper working karni chahie agar proper working nahin Hai to hamen kabhi bhi good benefits nahin Mil sakte hain isliye hamen always proper working karni chahie proper working Se Hi hamen good benefits mil sakte hain aur ham ko award karke good profit banaa sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: lalach matlab loss

      Forex Trading me lalach waqaye bohut bari bemari hai. Is pe control b bohut mushkil hota hai. Aur lalach ki waja se be inteha nuqsan bhi uthana parta hai. Hamen is ko control karna hi hoga. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: lalach matlab loss

        laalach Hamesha hi nuksan deti hai kyunki jab bhi Ham lalach mein aakar Koi trade open karte hain use waqt hamen market ki moment ka andaza nahin hota ho sakta hai market thoda sa hamare hath mein chali jaaye lekin vah bad mein hamare opposite itna Bada safai de sakti hai ki hamara account bhi ho sakta hai hamen koshish karni chahie ki market ko acche se analyse Karen aur vahan se trade open Karen yahan se hamara loss kam aur profit jyada ban raha ho agar Ham lalach mein aakar kahin se bhi trade open kar denge to vahan Se hamare sirf loss ke chances hi banenge hamen profit ke chances kam hote jaenge aur every se Ham jyada last mein jaate jaenge
        • #5 Collapse

          Re: lalach matlab loss

          gee han dear agar hum forex main kmayab hona chahty hain to hamain forex main sabar say or lagan say kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai mahant kay sath he hum achi kamyabi hasil kar lian gay
          • #6 Collapse

            Re: lalach matlab loss

            G hn dear ap NY bikul said kaha hy AGR ham is main lalach krty hy to ham is main kabhi kamyabi in ho sakaty is liya ham ko chahiye k ham us main mehant k sat kam kry aur achi post kry tab is loss sy beach sakaty hy
            • #7 Collapse

              Re: lalach matlab loss

              agar hum es main lalauch say kam kuray gay to es ka mtlb yeh hoga keh hum nay khud loss ko dawat di hy to humain agar loss say buchna hy to es kay liyay humain es main laluch say dor reh kur kam kurna hoga agara hum es main laluch say kam nhi kuray gay to es main humain achay say kamyabi bhi hgain ho jay gi bs humain es main laluch say dor reh kur kam kurna hoga q kh laluch say humain loss hota hy to lluch nhi kurni chhaiyaay warna losss ho jay ga or bad main uchtna puray ga:1f62d:
              • #8 Collapse

                Re: lalach matlab loss

                aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum lalach mn parr jaty hn to is ka mtlab yhe h k ab humyn loss ho ga he q k lalach burri bala h.is liy hmesha lalach sy bachen ar jitna profit mil jay us pr qnaat kren.ar mazeed koshish jari rakhn
                • #9 Collapse

                  Re: lalach matlab loss

                  Forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachna chahie kyunki Forex trading main lalach ki wajah se aksar logon ka account wash ho jata hai jisse Forex main hamari Puri mehnat waste ho jaati hai isliye forex trading mein agar aap kamyab hona chahte to uske liye Forex mein hamen imandari ke sath work karna chahie aur Forex mein fresh our active mind ke sath trading karni chahie aur Forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham kamyab sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach matlab loss

                    g han dear kisi bhe trade men ap agr lalch krty hen to apko us men loss he ho ga q.k apjo lalch kety hen wo apko loss ki trf ly jay ge aur apko us men acha faidah nhe ho ga apki mehmat bhe zay ho jay ge aur apko us men kamyabi bhe nhe milskti es liye apky liye behtir hy k ap es men lalch ko chohr kr menat krky es men work krky apni earn ko acha kren aur kamyabi hasil kren
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach matlab loss

                      Aisa jaruri nahin hai ki har ek member ko lalach karne ki vajah se sirf last hi ho aur aisa bhi hota hai ki members ko iski vajah se fayda bhi ho jata hai lekin iske liye members ko har ek manage karna hota hai tabhi vah acche se trading kar sakte hain aur lalach karne ki vajah se kafi members ko fayda bhi ho jata hai lekin members ko jyada lalach nahin karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: lalach matlab loss

                        Forex trading mein Hamen money management se kam karna chahie aur hamare paas Jo balance Ho Apne balance ke mutabik trade Karenge to achcha benefit Le sakenge Hamen Forex trading mein risky train nahin leni chahie Apne balance ke mutabik trade karni chahie Forex trading co Hamen apna personal business samajh Kar kam karna hoga aur apna daily target rakhna hoga tabhi Ham Forex trading Se achha benefit Le sakenge Jo Forex trading for timepass ke taur per join Karenge risky train lenge jyada profit asel karne Ke chakkar mein padenge to apna nuksan karenge.
                        • #13 Collapse

                          Re: lalach matlab loss

                          Hum pak forex forum mein pora month mehnat ky sath Kam krty hain aur acha bonus gain karty hain phr hum apny bonus py Treading karty hain tu jab hum forex trading mn laluch krty hain tu hamri pori mehnat waste ho jati hy jab hum laluch mein a kr lot ka use ziyada kr lety hain tu hum ko loss hota hi hota hy but kabhi kabhi account bhi Wash ho jata hy forex trading mein laluch Krny waly kabhi bhi kamiyabi hasil nh kr sakty hain hum ko laluch sy buch kr rahna cahiy otherwise hum apni life mn kabhi bhi kamiyabi hasil nh kr sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: lalach matlab loss

                            G han lalach ka mtlb hy loss hmain mehnat sy kam karna chahaiy aur lalach ko ignore karna chahaiy tabhi hmain success hasil ho sakti hy aur ham achi earning hasil kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalach matlab loss

                              Ji han bilkul lalach matlab loss hota hai hamen lalach ko avoid karna chahie lalach se Hi ham business mein loss karte Hain hamen chahie ki Ham soch samajh Kar imandari Ke sath kam Karen agar hamen kamyabi Hasil karni hai To hamen lalach se dur rahana chahie trading mein lalach bahut hi buri bimari hai lalach Ke chakkar mein aksar Ham jaldi mein trade kar jaate Hain Jo hamen samajh nahin hoti To hamen nuksan ho jata hai isliye hamen soch samajh Kar trade karni chahie tab hi Ham acchi tarah kamyabi Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X