Dear traders, waisy tu bahut ziada tools haen forex market ko analyse kerne ke liye. Lekin un mein kuch bahut ache haen aur kuch itny khas nahi haen tu hum sirf kuch indicators aur technical tool ki bat karaen ge.
Sab se pehly tu support and resistance aur trend lines haen Fabonacci, moving averages haen jin mein 10,20 aur 50 ki moving averages kafi achi haen.
Indicators mein RSI, STOCHASTIC OSCILLATOR, BOLLINGER BANDS. yeh bahut hi ache indicators haen.
En sab ki madad se ap market ko bahut achi tarha analyse ker sakte ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим