Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai
    Ji haan doston haam log thory loss par bhut zayada preshan hojaty hain tu esa ni kqrna cahiye hamain yahan par agar loss hua hai tu zarori ni mext time bhi aap los karain gy apny kaam ko karty rahein ek na ek din aap kamayb hongy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
    Ji haan doston haam log thory loss par bhut zayada preshan hojaty hain tu esa ni kqrna cahiye hamain yahan par agar loss hua hai tu zarori ni mext time bhi aap los karain gy apny kaam ko karty rahein ek na ek din aap kamayb hongy
    Na Kami sirf Aise logon ko hi milati hai jo forex market Mein mehnat kam karte hain aur profit bahut jyada Hustle karne ka sochte hain aisa hota nahin hai ki Jab Ham trade open karte hain aur mehnat bhi nahin Karte To Hamen kabhi bhi achcha profit Nahin Mil Sakta isliye Agar kamyabi Hasil karni hai to mehnat karna Hogi aur jab Hamen trade Mein profit Milta Hai To Sath loss bhi hota hai aur Har trade Mein Na to profit hota hai aur na hi loss isliye Agar Kisi trademen loss Ho Jaaye to Fir vate karna chahie ki nexttrade mein profit bhi mil sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

      try try again Forex trading mein agar aap is formula per Amal karenge to aap ismein kamyab Ho jaenge isliye aapko ismein kam karne ke liye Hamesha consistently apni effects ko continue Rakhna Hoga achcha kam karne se hi aapko Forex trading mere se kam paida hoga
      • #4 Collapse

        Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

        Ak but he authentic BT kii h Apny keh yeh Chez zarori not keh app log har dafa he Nakam hngy or har dafa kamyab hngy yeh dono chezain business ka hisaa hotti hein or hmain yeh chezain mind m rakhni chahye phr ham lazmi taur par agy jaengy or kamyab hngy to KU na kuch na kuch Ham smjh ldin or agy chlty jaen forex to kamyab hotty jaengy
        • #5 Collapse

          Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

          Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading business bataiye Kaisa profitable business hai jismein Hamen profit ke sath loss ka Samna bhi karna padta hai aur yah Jaruri nahin hai ki Ham Ek Dafa nakam ho jaaye to hamesha nakam Hi Rahenge koshish karne se aur apni na Kami se experience Hasil karne se Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain koshish karen kya apni learning power ko strong Karen aur apne experience ko increase karne ki koshish karen Is Tarah Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain aur accha profit Hustle kar sakte hain Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

            Main door Samne bilkul theek Kaha class Bhi Nahin Hai Kya ham log Hardik badhai ho aap Logon Ko kamyabi ki Himmat rakhni chahie isliye aap log ko chahie ki Hamesha Achcha Socha Karen positive Socha aur Kitna Achcha Hoga Koi Nahin hoga Agar aapko ek dafa ho jao so gaya hai to uski tension nahin hai kya aap log Rakhenge Inshallah aap Logon Ko fayda Hoga
            • #7 Collapse

              Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

              aslamoalekum g han bilkul dear friends hmesha he insan ko nakmmi ka smna ni krna parrta h.balky hr andhery raat k badd roshn subha zaror hoti h.is liy dear halat ka datt kr muqabla kren ar mhnt jari rkhn inshallah kamybi zaror mily gi
              • #8 Collapse

                Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

                Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur Main agri karta hun aapki baat se Kyunki Jaruri Nahin Hota ki Ham Bahar Barish se lo Agar Ham apni Galti hone se Sabak Hasil Karenge to Uske bad Ham fail Nahin Honge balki Ham Jarur Ka Main abhi Kidhar Jaenge isliye koshish Karni chahie ki Ham Apne mistake se Subba cancel Karen aur dobara an mistakes ko dohrane Se Khud Ko rok Takiya mechchida Bankar daily basis per acchi nahin kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

                  yah Jaruri nahin hai ki aap ek bar fail hone ke bad Dobara bhi fail ho jaaye to aapko chahie ki aap apni galtiyon se Sikh aur aage badhen Jab aap apni Galti Ho To Aisi Karenge to aapane time kamyabi Hasil kar sakte hain to kamyabi Hasil karne ke liye Yeh zaroori hai ki aap Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apni pichhali galti se Kuchh Na Kuchh sikhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

                    kamyaab hona un traders k liye koi bhi mushkil kaam nai hota hay jo markeet main har aik cheez ko follow kartay huvay kaam kartay hain,agar ham markeet main money managmnt say kaam kartay hain chi say achi trades main bhi markeet main lalach aur tukkay say kaam nai laitay hain to ham markeet main bahut jaldi say success ho saktay hain knowledge k baghair kisi bhi surat main hamko is main enter na honay say hamari success paki hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaroori ni k aap next time fail hongyy... kamayabi aapk nazdeek hai

                      Forex trading mein Prophet ke chances Jyada Hote Hain aur loss ke chances bahut kam Hote Hain to agar aap up trading Mein successful Hona Chahte Hain To aapko market ko analyse karna padta hai hi aur Market ke rules ko samajhna padta hai Taake aapki trades profit mein jaen aur Agar aapko past mein nuksan ho chuka Ho to vah pura ho jaaye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X