forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

    Dear friend ye tu possible hi nh hy khy hum ko loss na ho ye business hy aur har business mn loss aur porfit hoty hain hum loss ko completely khtam tu nh kr sakty hain but mehnat kr ky kam zaror kr sakty hain hum ko forex m mn laluch nh krni cahiy lot ka use Kam sy Kam krana chahie tp aur sl zarur lagan chahie asa krny ky ek tu account Wash hony sy buch jay ga aur jab hum lot ka use kam Karen gy tu loss ziyada nh ho ga hum ko treading krny sy pahly planning karni cahiye tab hi hum achi treading kr sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

      Each and every business has some pros and cons this means that every work that you do at some advantages as well as disadvantages in the same way stock marketing provides you profit and on the other hand simultaneously provides a maximum amount of loss but the persons who have the ability and guts to tolerate their loss are those who can manage their amount of profits they are the successful traders weather day trade on the day time or not night time or any currency pair did they select but if you manage your account and your skillful and can tolerate your loss then you are a good trader
      • #18 Collapse

        Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

        Dear syster main aapko batata hoon Forex mein agar I think Hamen loss Ho Jata Hai To fir Hamen chahie Ham relax hokar Apne next bonus aane ka vate Karen Agar Hamara bolna Achcha Aata Hai To fir Ham acchi trading Karen Jo loss Hamara Hua Hai FIR usko Ham recover Karen Is Tarah Hamara lost FIR kab Hoga Aur Is Tarah Ham fir se chijen aur jab Ham acchi trading Karenge Hamen Achcha profit fir aasani se Milega koshish acchi Karen mehnat acchi Karen acche concept se posting Karen Achcha Sa fayda aapko aasani se milega
        • #19 Collapse

          Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
          Dear senior members Forex trading business Mein loss ko Kis Tarah Se handle kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se Kam Kiya Ja sakta hai please guide Karen
          Forex trading loss ko Kis Tarah handle kiya jaaye Gorakhpur platform per Agar Ham Jyada Se Jyada mehnat Karenge To Hamen kabhi bhi loss ho hi hoga hi Nahin To Hamen chahie ki agar Ham Logon Se Bachana Chahte Hain to form per Din Raat mehnat Karke acchi Arnab Hasil Karen To Hamen Kabhi loss Nahin ho sakta
          • #20 Collapse

            Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

            Money management skills ko improve kar k is ko control kiya ja skta loss b trading k part hai koi manay ya na manay ye b is business ka part hai is ko accept krain first of all phir apni skills ko istemal kar k is ko kam aur profit ko zaida kiya ja skta hai ap jitna ho skay practice and learning pe focus rakhin aur strategies develop krain aur har trade pe stop loss ko lazmi lagain taka ap ka account wash no ho
            • #21 Collapse

              Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

              dear membwrs loss ko handle karne ki lye stop loss ka use kia jai our is ke sath sath hamain loss ko handle karne ke lye hamesha kam lot size rakhna chahye ta ke hamain big loss se hifazat rhe.
              • #22 Collapse

                Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                First of all tu apko ye baat mind main rkhni chahye k apki trades hmsha small lot size k sath open hon. Lekin mazeed agr ap log sochty hain k apki trade risk management ko follow kiye bghair open hoi hai tu koshish krein k apni trades ko revised krein or new analysis krein markeet ka. Agr ap logo ko lgta hai k forex trading business main ab market apki trades k against ja rhi hai tu phr hedging start krein takeh apka account wash hony se Bach jye.
                • #23 Collapse

                  Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                  hum es main loss ko es waqt cover kuray gay jub hum es main cool mind say kam kuray gay agar humain es main loss ho jata hy to humain es main es ko recover kurna chahiyay to humain es main achay say kam kurnay kay liyay r es main apnay loss ko recover kurnay kay liyay fresh mind say kam kurna ho ga or los recover kurnay kay liyaay humain es main apna experience bhi use kurna chahiyaay agar hum es main loss ko recover kurnay kay liyay es main apna experience use kuray gay to hum es main loss ko recover bhi kur sakay gay or es main kamyab bhi ho jay gaay
                  • #24 Collapse

                    Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                    Forex exchanging mein misfortune bhi hota hai aur forex exchanging fundamental aapko benefit bhi milta Hai lekin aapane surrender nahin karna forex exchanging mein jo log misfortune ko bhi e dekhte hain aur benefit ko bhi dekhte hain unke liye kamyabi ke brilliant possibility hamesha hote Hain Jo hit bhi aap brilliant possibility forex exchanging mein lekar aaenge to inshallah aap ki sabse acchi hogi aur kamyabi ke liye aap noise raat kam Karen aur laki dra aapki madad karegi aur principle to yahi kahta Hun ki forex exchanging mein jo log na kami ki vajah se apne aapko forex exchanging se chhod jaate Hain vah kamyab nahin Hai balki duniya mein har jagah na kam hote Hain kamyabi ke liye aapko chahie ki forex mein agar ek do floss bhi hota hai to aapane surrender nahin karna banke jyada center karna hai exchanging ki capacities aur capability.ur misfortune har business ka hissa hotta h hmain iski tention Ni Leni chahye lakin agar Ham mehnat kreingy to ham usko spread Kar k kuch na kuchh Apna exchanging style improve Kar skty Hein or hmain yeh impfove karna chahye lazmi hmain forex kii kuch chezain smjh Kar forex m kamyabi Apny name Kar skty Hein
                    • #25 Collapse

                      Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                      Dear senior members Forex trading business Mein loss ko Kis Tarah Se handle kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se Kam Kiya Ja sakta hai please guide Karen
                      Loss ko handle karne ke liye jaruri hai ki Ham Hamesha planning Bor analyses Karke kam Karen Jab Ham proper planning aur analyses Karke kam Karenge to Hamari trading acchi Hogi aur Hamen kamyabi Hasil karne mein aasani Hogi isliye mehnat Karke kam karo aur aur acchi trading karo
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                        Loss ko handle karne ke liye jaruri hai ki Ham Hamesha planning or analysis kar ke kam Karen Jab Ham proper planning aur analyses Karke kam Karenge to Hamari trading acchi Hogi aur Hamen kamyabi Hasil karne mein aasani bhi Hogi isliye mehnat Karke kam karo aur aur acchi trading karo

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X