forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?
    Dear senior members Forex trading business Mein loss ko Kis Tarah Se handle kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se Kam Kiya Ja sakta hai please guide Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

    Forex trading mein loss bhi hota hai aur forex trading main aapko profit bhi milta Hai lekin aapane give up nahin karna forex trading mein jo log loss ko bhi e dekhte hain aur profit ko bhi dekhte hain unke liye kamyabi ke golden chance hamesha hote Hain Jo jab bhi aap golden chance forex trading mein lekar aaenge to inshallah aap ki sabse acchi hogi aur kamyabi ke liye aap din raat kam Karen aur laki dra aapki madad karegi aur main to yahi kahta Hun ki forex trading mein jo log na kami ki vajah se apne aapko forex trading se chhod jaate Hain vah kamyab nahin Hai balki duniya mein har jagah na kam hote Hain kamyabi ke liye aapko chahie ki forex mein agar ek do floss bhi hota hai to aapane give up nahin karna banke jyada focus karna hai trading ki abilities aur capability.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
      Dear senior members Forex trading business Mein loss ko Kis Tarah Se handle kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se Kam Kiya Ja sakta hai please guide Karen
      Dear friendAgar aapko is business mein loss Ho jaaye to aap apne dost ko recover karne mein kabhi bhi jaldbaji mein Karen aur kabhi bhi aisa Koi faisla na Karen ki aapka loss jyada ho jaaye aur uski vajah se aapka account he was Ho jaaye usko recover karne ke liye aapko achcha planning karna hota hai aur jo log acche planning ke sath is mein kam karte hain use ismein loss Ho bhi jaaye to vah usko recover kar lete hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

        Loss har business ka hissa hotta h hmain iski tention Ni Leni chahye lakin agar Ham mehnat kreingy to ham usko cover Kar k kuch na kuchh Apna trading style improve Kar skty Hein or hmain yeh impfove karna chahye lazmi hmain forex kii kuch chezain smjh Kar forex m kamyabi Apny name Kar skty Hein
        • #5 Collapse

          Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

          dear Forex trading mein loss ko handle karne ke liye aapko plan aur strategy ke sath work karna hota hai Jitna achcha Plano Forex trading mein banate hain aapko ismein Itna achcha fayda hota hai isliye maine se kam Karen aur Forex trading machi planning ke sath work Karen aapka kam perfect hoga to aapko ismein kya kam karne ka fayda hoga
          • #6 Collapse

            Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
            Dear senior members Forex trading business Mein loss ko Kis Tarah Se handle kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se Kam Kiya Ja sakta hai please guide Karen
            Jab Ham forex market Mein trade hi bonus per kar rahe hain to Fir Kuchh trades Mein Hamen Agar loss Ho bhi Jata Hai To pareshani ki koi baat nahin Hamen next tradesman profit bhi ho sakta hai ab to bonus bhi weekly Aana shuru ho gaya hai ab Hamen pareshani ki bilkul bhi jarurat Nahin Agar account was bhi ho jata hai to next week ka bonus Samay Dobara mil Jaega Jis per Ham forex market Mein trade kar Sakenge sirf Soch samajhkar trade open Karni chahie ki ISI Tarah Ham Logon se Bach sakte hain aur ham Achcha profit bhi banaa sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

              aslamoalekum dear forex members hum apny loss ko Pakistan forex forum pr sirf ik he soort mn handle kr skty hn ar wo h learning. dear hymn Pakistan forex forum k demo account pr practic krni chy is sy hmara knowledge ar experience increase ho ga is trha phr hmary loss k chances bht kam hon gy jb hmary pass knowledge ar experience ho ga
              • #8 Collapse

                Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                dear lose ka hona har traders k liye is liye must hota hay qk yeh bhi profit ki tarha markeet ka important hisssa hay, agar ham isko is tareeka say handle kartay hain k hamain sab say pehlay isay recover karna hay to ham makreet main na balanace main fail hongay aur na he hamaray pass koi aur lose daikhnay ko milega jisk liye lazmi hay k jub lose ho jaye to hamko earning aur withdraw ka bilkul bhi nai sochna chaye aur araam say isay recover karnay say ham markeet main succcess hain.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                  Bhaijaan loss, staron handle kar sakte hain ki ham jo bhi trade lagaen to usmein lot size ko kam se kam rakhen Taki Agar Hamari trade laws maje Bhi To Hamen minimum loss ho aur uske sath sath Hamen take profit aur stop loss ka use apni trade Mein karna chahie Kyunki Star Plus yah fayda hota hai ki isase Hamara Kaun save rahata hai aur Hamen Jyada launch Nahin Hota
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                    Weather for studying Kendra login karna chahte hain aap ko thoda main se kam karna padega aur Thodi aapko Dena padega tabhi jakar ham log speed mein analyses karo market ke bare mein jyada Se Jyada aap Logon Ko Pata Hona chahie ki tumhare dil mein kya chal raha hai tabhi jakar Ham Apna kah sakte hain karne se pahle aap log ko analyse Jarur karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                      Forex trading main aapko loss Ho Jaaye to aapko ghabrana Nahin chahie dard ke aapko Ek new hope ke sath Aage kam karna chahie aapko chahie ke aap apni pichhali galtiyan ko bhul Jaaye aur aage new hope ke sath kam Karen aur Market ke train se to acchi Tarah Se dekh le aur analyse karna Japan market ke transport Chitra dekh Lenge aur analyse kar lenge to Tu Biji aap Kamyab Ho Sakenge aur aap usko bhi easily Kabar kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                        Forex ke dunya main trading ka both bug rool hea trading kay loss say bachny kay leya humain marcket ka analysis hona both zaruri hea marcket Kab move ho gye is baat py fockes krin training hum bager jalad bazi kay sakoon sy krni to humain loss ko handle kr sakhty hain forex main experience bnain forex businesses kay Har rules ko samjain Purya konfedanc kay saat pher inshallah humain loss nai ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                          Bhai hum forex trading main loss ko control kr sakty hain age hum forex trading main trade lagaty waqt lot size ka lhayal rakhain gy to hum is at acha profit hasel kr sakty hain hamain forex trading main sabr sy kam Ken chahay a k sabr ka phal left hota hy hamain achibtrading krny chahay
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                            Different people different ways se apne loss ko manage karte Hain main loss ko manage karna he sabse badi kamyabi hai agar Ham loss ko manage karna Sikh jaate Hain to Ham achcha property bhi earn kar sakte hain aur bahut jald kamyab ho sakte hain lekin agar ham loss ko menage Na Kar paye for example agar hum Koi trade open karte hain aur usmein ham profit kam lagate Hain aur stopless jyada lagate Hain aur ISI tarah ki trains karte Hain to average ke liye yahan se Ham loss mein jaate rahenge is tarah Ham apne loss ko manage nahin kar rahe agar Ham apne dost ko manage Karen aur heart rate mein apne loss ko kam rakhen aur profit ko uska 2 guna ya teen guna rakhen to yakin Ham average ke lihaz se profit mein Hi honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading may loss ko kis tarha handle kiya jiye?

                              Forex trading aK aisa business hai jo aapko maximum profit aur minimum loss provide karta hai lekin iske liye aapko experience chahie Hota Hai agar aap aap loss Se Bachana Chahte Hain To aap apne lot size ko manage Karen aur apni investment ke mutabik lagaen aur take profit ko Jyada rakhen aur stop loss ko Apne mind ka use Karke lagaen aur Har trade co market ke Trend ke mutabik lagaen market ke opposite Na chlen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X