Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

    Han g ap sahi kah rahy hain k jis ka forex trading main analysis paka hota hy is ka profit bhi paka hota by hamain forex reading market main analysis kr k string signal dhondna chahay phir trade laganay chahay hamain forex trading main sabr sy kam Ken chahay q k sabr ka phal metha hota hy hamain achi trading krny c hahayb
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

      Ek Achcha trader use Waqt Tak trade open nahin karta Jab Tak uska analyses complete Na Ho Jaaye aur uske Sare doubts khatm Na Ho Jaaye agar aap analyse karne mein expert Hain aur Market ke rules ko acchi Tarah read kar sakte hain to aapki trades ke profit Mein Jaane Ke chances Jyada Hote Hain aur aap accha profit earn kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

        The person who can make good analysis and deep coverage of the market and the person who knows the basic understanding the market he is a best person in stock marketing because stock marketing requires you to get knowledge on daily basis that you achieve today will become useless for tomorrow and the knowledge that you achieve tomorrow will become uses for the day after tomorrow in the knowledge that you achieved yesterday is no more for use of today so because of these reasons you must be getting detail knowledge of the market and then show you will get your profit
        • #19 Collapse

          Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

          g han ap nay shi kha hy agar hum es main tradae kurnay say phlay market ko achay say check kuray gay market ki achay say analysis kur kay es main kam kuray gaya agar humari hur trade main analysis puki ho gi to humain acha profit bhi puka millay ga to humain kamyab honay kay liyay es main market ki analysis es main zror kur layni chahiyay takeh humain es main say acha profit gain ho jay to humain yeh apna mamoool bna layna chahiyay trde say pehlay analysis zror kurni chahiyaaaay:1f60e:
          • #20 Collapse

            Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

            bhot achi bat share ke hy but bhot kam log hoty han jin ke analysis strong hoty han ager wo analysis ko strong kerna jaty han to un ko cheye ke apne joiner ke sath apna knowledge or experience then analysis ka method apne joiner ke sath zror share keryn ge to acha profits bhe kama saky ge
            • #21 Collapse

              Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
              Dear members Market analysis main jis ny moharat hasil kr ki Hy wohi Kamyab trader banta Hy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r rk Kamyab trade krny ki koshish krain take AP Kamyab ho skain AP ki mehnat r lagan AP ko Kamyab banati hy AP ko chahay k saber k sath Kam krain r rk accha experience hasil krny ki koshish krain take AP ko accha profit mil saky.
              Forex form page is member ke analyse perfect Honge Unki profit bhi perfect Hogi isliye Tamam members ko chahie ke pahle Apne analyse per focus Karen aur uske bad profit per focus Karen Agar uska Saman members ko acche analyse karne Aate Hain To unko Khud BA Khud Hi accha profit Haasil hoga.
              • #22 Collapse

                Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

                Assalamu Alaikum
                G jis ka tajziya sahi ho ga wohi us pay achy say kam kar sakay ga aur sahi tajzia bhot zarrori hai trading Kay lia aur trading ko karna SBR wala kam hai kitna acha sabr ho ga utna hi time lay Kay ap kam karo gy aur sahi time pay market main trade lagain gy acha profit kamanay Kay lia
                Thanks
                • #23 Collapse

                  Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

                  Every man wants his business to be successful So for this, first of all he should have his experience And also have a business Analysis So that he can keep touch with business marketing And he can also test his business properly So if he gets experience of his business then he will be successful in his business.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jis Ka Analysis Paka, us ka Profit bhi Paka.

                    g bilkul tk kaha h ap ny agar hamara analasis best ho ga to st st hamara profit b paka ho ga kuk hamare earning hamary analasis py depend karti ha is liy hm ko soch smaj k st kam karna chahiy r jazbati ho k tread nahi karni chahiy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X