Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.
    Dear traders, market ka technical analysis hi kafi nahi hota hamaen chahyea ke market ko her nazar se daikhaen. Chahe wo technical ho ya fundamental aur ya phir sentimental. Ab mein ap ko crude oil ki misal doon ga ke jab crude oil ke market minus mein close ho chuki thi tu meri nazar market k open hone per thi jab market open hoi aur market ne up jana start kiya tu yeh market ka lowest point tha her kisi ko pata tha ke crude oil dobara apni position pe jaye ga mein 2 trades lagai aik 0.01 ki Jo ke 73.60 doller profit mein ha aur aik 0.03 ki Jo ke ab 221.10 doller profit mein ja rahi ha up. Ab ager daikha jaye tu mein market ka technical bhi daikha, fundamental bhi aur sentimental bhi. Ap bhi esi terha trade karaen aur market se maximum profit kamaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.

    is forum main techniques ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main analsye kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain is forum main kisi bi waqt trade kar k hi um achi trade karni ho gi aur knowldge ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main earn ho saky gi
    • #3 Collapse

      Re: Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.

      G bilkul market pe nazar rakh ke easy trade lagaya ja sakta ha double minded hone ki bajaye market ke anylyse use kar ke aik acha profit le sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.

        Market ko jitna bhi analyse kar liya jaaye lekin iske bad bhi aisa hota hai ki members ko loss ho hi jata hai aur kuchh members aisa kahate hain ki technical analysis ke bad aur members acche se uthate karte hain aur unko koi bhi loss nahin hota lekin aisa nahin hai is sab ke kar lene ke bad bhi members ko loss ho jata hai aur iski vajah yah hai ki market ki movement ke bare mein kisi bhi members ko kuchh pata nahin hota ki yah kis taraf move kar jayegi
        • #5 Collapse

          Re: Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.

          apki bat bilkul theak hai markete ko achy se analyse kerny k liye just technical analyse hi kafi nahi ghooty hain hamyt markete ko her pehlo se wartch kerna chahye us k bad hi trade open kerni chahye markete ko analyse kerny k liye fundamental analyse bhi kiye jaty hain and markete per fundamental analyse boht effect kerty hain and jesy k ap ne oil ki bat ki hai to is ki markte zero per jany k bad members ko boht loss de chuki hai and ab ye uo move ker rashi hai jis per buy ki trade se is time boht acha profit gain kiya ja sakta hai and confirm analyse and best tradig skills ki base per hi oil se acha porofit gain kerna possible hai
          • #6 Collapse

            Re: Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.

            No dear Forex trading main aapko technical analysis Ke sath 7 fundamental analysis necessary hote Hain kyunki Forex trading mein aap sentimental analysis karne ke liye Hamesha market ko proper analyse karte hain to aapko ek behtarin entry mil jaati hai jismein aap trade open karne ke bad achcha profit lene ke liye intezar kar sakte hain
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Sirf market ka technical analysis hi kafi nahi hota.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
              Dear traders, market ka technical analysis hi kafi nahi hota hamaen chahyea ke market ko her nazar se daikhaen. Chahe wo technical ho ya fundamental aur ya phir sentimental. Ab mein ap ko crude oil ki misal doon ga ke jab crude oil ke market minus mein close ho chuki thi tu meri nazar market k open hone per thi jab market open hoi aur market ne up jana start kiya tu yeh market ka lowest point tha her kisi ko pata tha ke crude oil dobara apni position pe jaye ga mein 2 trades lagai aik 0.01 ki Jo ke 73.60 doller profit mein ha aur aik 0.03 ki Jo ke ab 221.10 doller profit mein ja rahi ha up. Ab ager daikha jaye tu mein market ka technical bhi daikha, fundamental bhi aur sentimental bhi. Ap bhi esi terha trade karaen aur market se maximum profit kamaen.
              Agar Forex Mein Ham sirf market ke technical analysis ki karen to yah Hamare liye Behtar Hoga market Ke Acche analyse Hamen Achcha fayda Kahate Hain market ke bare mein information Hasil karna bahut jaruri hai agar Ham market ki acchi information kar lete hain To Ham kabhi bhi Forex Mein Mar Nahin khaenge acchi kar kamyabi ke liye acchi information Jaroori hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X