Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

    Ji han aapane bilkul theek kaha hai jaldbaji karne se Hamesha nuksan hota hai agar Ham jaldbaji Karte Hain To Hamen bahut jyada loss hota hai isiliye kabhi bhi jaldbaji Mein trade Nahin Lagani chahie Varna aapko bahut jyada loss Hoga isliye use Waqt train dikhayen Jab aap ka mind fresh ho thank you very much
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

      g han dear dunya men koi kam bhe jaldbazi sy krny pr hameesh he nuqsan hota hy hum ko us men apny expereince ky sath he kam krna chahye aur achy knowledge ky sath hum es men kam krky he es sy acha profit hasil krskty hen hum ko jaldbazi sy ignor krna hoga aur hameesha he himmat aur lgn sy he kam krna hoga tb he hum es men aoni mehnat ko achi trh sy pa len gy
      • #18 Collapse

        Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

        Jazbat say kam krna ase hy jase apna nuqsan krna.
        So jazbati behn hona chahe ta k ap ko acha reward mil ske.
        • #19 Collapse

          Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

          Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex trading main hamesha sabr sy kam krn chhay hamain forex trading main jald bazi nahi krny chahay q k jald bazi krnay sy hamain loss hota hy hamain forex trading main loss ko recover men chahay aur acha profit hasel krna chaayb
          • #20 Collapse

            Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

            Ji han bilkul hamen jaldbazi nahin karni chahie jaldbazi karne se hamesha nuksan hota Hai hamen chahie ki full attention hokar apne business mein kam kiya jaaye tension free hokar kam kar liya jayega To achcha profit mil sakega hamen jaldbaji nahin karni chahie jaldbazi karne se hamesha loss hota hai jaldbazi karne se a market mein bahut se aise factor se jinko ignore kary ga like un k analysis prefect nahin hungy hame jaldbazi ko avoid karke acche se trade karni Hogi tabhi Ham Forex mein achha profit hassil kar sakte hain
             
            • #21 Collapse

              Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

              Forex mein jitna ho sake hamen lalach aur jaldbazi se bachana chahie kyunki Forex trading mein lalach aur jald bazi ki wajah se hamen bahut bada loss hota hai aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai aur Forex trading mein aksar logon ka account wash lalach our jaldbazi ki wajah se hota hai isliye Forex trading mein agar aap achi trading karna chahte hain aur acha profit our achi kamyabi hasil karna chahte to uske liye Forex mein hamen Sabar ke sath work karna chahie aur Forex trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur Forex main trading our work imandari ke sath karni chahie jisse Forex mein ham ek ache trader bhi ban sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

                Forex trading main jaldbazi se koi bhi kaam mumkin ni ho skta hai. Forex trading ek aisa business hai jis main patience or sakoon k sath kaam krna chahye. Forex trading main jab tak ap sabr or patience k sath kaam krty rehy gy forex trading business se apko faidy milty rehein gy liken jab bhi so greedy or jaldbazi main kaam krein gy tu apki tmam mehnat waste ho jye gi or apka capital bhi destroyed ho jye ga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Jaldbazi karne se Hamesha nuksan Hota Hai

                  Ji han bilkul aapane theek kaha jaldbaji karne se hamesha nuksan hota hai hamen jaldbaji ko avoid karna chahie knowledge aur experience ke sath hamen imandari ke sath Forex mein kam karna chahie tab hi Ham is mein kamyabi Hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham is samay bahut hi careful hokar kam Karen tab hi Ham is mein achcha profit hassil kar sakte hain
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X