Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?
    Dear Forex Traders Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Forex Trading Main Hamen Loss Ka Samna Karna Parta Hay?Click image for larger version

Name:	dices-over-newspaper-2656028_640.jpg
Views:	3
Size:	79.4 کلوبائٹ
ID:	12463802
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

    Dear members Forex trading aik esa online business hai jismein aapko kamyabi Hasil karne ke liye Forex trading ki learning Hasil karna hogi agar aap Forex trading ki learning Hasil nahin kar sakenge to fir aapko is form mein kamyabi Nahin Mil sakti. Agar Ham baat Karen ki aisi kaun kaun si galtiyan Hain jinki vajah se hamen Forex trading mein loss a sakta hai to vah Bahut si aisi mistake hain lekin inmein se jo bahut jyada Ham Hai vah mentioned below karte Hain.
    1. Money management ko avoid karna.
    2. Lack of knowledge.
    3. Wrong trend judgement
    4. Overconfidence.
    doston yah aisi bunyadi chijen Hain jinki vajah se Ham trading Mela sakte hain to tamam traders ko chahie ki vah ine chijon Ko mukammal taur per focus rakhen aur in se avoid Karen
    • #3 Collapse

      Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaffiq786 پيغام ديکھيے
      Dear Forex Traders Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Forex Trading Main Hamen Loss Ka Samna Karna Parta Hay?[ATTACH]12837[/ATTACH]
      Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai aor ais market mai loss se bachna hai to ap ko ais market mai jo bhi trade laganai hai wo money managaement k hisab se lagani ho gi aus k sath hum agar ais market mai trade lagaty hai to aus k sath hum ko stop loss use karna ho ga agar hum stop loss k baghair kaam kary gay to hum ko loss ho sakata hai ais liay hum ko account safe rakh k kaam karna ho ga tab hi hum ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai hum ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing karni hoti hai aus k baad ais market mai kaam karna hota hai ais market mai ap ko time k sath money management ki importance ka pata chalta hai jab ap ais ki waja se account bacha lety hai aor loss kam hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

        Koch mistakes ki waja se agar loss ho jaye to esy mistakes traders ko samaj me ajaty hey key en ki waja se loss ho jata hay magar koch mistakes hidden hoty hey jo traders apni har trading session me hi repeat karty hey aur un ko apny mistakes ka adraak be nahi hota hay,

        1. Trading me greed aur emotional hona 1 tarha se hidden mistakes hoti hey jo bar bar karny key bawajood be traders es par qabu pany me nakam nazar aty hey,
        2. weak planing aur poor risk management ye be es time tak hidden mistakes hoty hey jab tak es ki proper learning na ki jaye to traders ko samaj hi nahi ati key un se ye mistakes kab ho jati hey.
        • #5 Collapse

          Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

          Dear forex trading aik online buisness hai aur is mein ghalti ki koi gunjaysh ni hoti agar ham is mein mistakes karyn gy tu bhari loss ka samna karna parta hai tu dear kuch common mistakes hain jo maximum traders karty hain wo ap se share karta hon tu dear friends kuch traders lack of knowledge ki waja se loss ka samna karty hain wo forex ko bahut easy lety hain aur learning poori ni karty aur is k bad kuch trader money management ka khayal ni rakhty aur bari bari lots laga lety hain aur over trading karty hain aur havy risk leny ki waja se loss uthaty hain aur kuch traders k analysis achy ni hoty wo analysis kiye baghair jis taraf market ja rahi hoti hai trade laga lety hain aur loss uthaty hain aur is k ilawa jo sab se zayada loss hota hai wo lalach ki waja se hota hai emotion par control na karny ki waja se hota hai bahut sary aisy traders hoty hain jo lalach mein aa kar bari lot laga lety hain aur jab loss hota hai tu emotion p control ni kar paty aur loss recover karny k chakar mein over trading karty hain aur zayada loss karty hain tu dear forum members agar ye miatakes na karyn tu mera khayal hai ham patience k sath trading achi kar lyn gy aur profit kama sakty hain jab tak market ka full knowledge na ho ya apki practice achi na ho tu trading na karyn pehly apni learning complete karyn demo account par practice karyn aur mehnat aur hardworking k sath mistkes ki correction kar k trading karyn tu hamyn faida hoga aur ham expert trader ban sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaffiq786 پيغام ديکھيے
            Dear Forex Traders Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Forex Trading Main Hamen Loss Ka Samna Karna Parta Hay?[ATTACH]12837[/ATTACH]
            Trading members bahut sari aisi galti nahin hai jinko avoid karne se ham trading market mein acchi performance show kar sakte hain aur market se fayda utha sakte hain agar Ham trading market mein jaldbazi ko ignore Karen aur perfect sabar ke sath chatting karenge to hamen iska achcha fayda milega aur ham market mein continuous access aasan kar sakte hain jaisa ki aapko maloom hai ki trading market mein uncertainty hoti hai aur risk ko manage karne ke liye hamen technical aur fundamental analysis ko use karte hue star plastic profit support aur resistance use karni hai aapane dekh liya gold strong kar raha hai aur crude oil be strong ho raha hai aur 29 dollar per barrel per pahunch chuka hai aapko trading market mein inse tarah ki uncertainty ko manage karne ke liye study karna hoti hai Forex trading market mein multiple source hai jinko aap use karoge to aapko iska pravati ke sath fayda hoga aur award milega aur target achieve karne mein aasani hogi
            • #7 Collapse

              Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

              Forex trading mai yeh aik bohat important baat hai kay traders ko loss kay reasons ka pata ho tou iss Tarah traders aur forum members apni ghaltioo ko theek ker saktay hain aur phir acha bonus aur acha profit dono he earn kernay asaan hojatey hain. Forex trading kay doraan traders say jo common ghaltiaa hoti hain unn mai sub say ziada Loss dainay waali ghalti jald baazi Hoti hai. Yeh insaan ki nature hai kay jabb kisi bhi kaam mai usay Thora sa bhi faida nazar ata hai tou woh baghair sochay samjhay woh kaam ker laita hai. Traders ko iss baat pay control kernay kay liye planning kerni chaiye takay apnay plan kay mutabiq apnay target ko haasil kernay kay liye he kaam karain iss Tarah market ki achanak movement say honay waley loss say bachna mumkin ho sakta hai. Forex trading mai traders ko loss ghalat faisloo say bhi hota hai jiss say bachnay kay liye yeh zaruri hai kay traders market kay trends aur analysis bohat zaruri hain. Kiyu kay trends aur analysis kay saath trading ghalat faisloo pay control kernay mai madad daiti hai
              • #8 Collapse

                Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                Dear friends forex bhi baqi online trading businesses ki tarha aik aesa online karobar hay jis main profit earning say ziyada chances loss k hotay hain agar koi trader baqaida forex ko achi tarha say seekh lay achi learning kar lay and demo account ko use kar k 5 say 6 months practice kar lay to usay knowledge k sath sath us ka practical experience bhi ho jata hay market main trading karny ka us k bad usay live market main trading start karni chahiay aksar traders ko loss ho jata hay us ki kuch wajohaat hain mery nazdeek jo k yeh hain

                1. Jo traders proper trading plan nai bnaty unhain hmesha loss ho jata hay
                2. Trading k liay koi strategy ready nai hoti
                3. Trading ka knowledge gain nai kiya hota
                4. Practical experience nai hota trading ka
                5. jaldbazi kartay hain trade open and close karnay main
                6. Lalachi traders ko hamesh big loss ka samna karna parta hay
                7. jo traders proper analysis kar k trading nai kartay unhain bohat loss ho jata hay
                8. jo trader forex ko mazak samajtay hain and tukky laga kar trading kartay hain unhain bhi loss hota hay
                9. shortcuts ki tlash me sargarm logon ko bhi loss hota hay
                10. jo traders mehnat say bagty hain wo loss main hi rehtay hain

                es k ilawa bhi bohat si reasons hain laikan yeh kuch main chezen theen
                If you work hard no body can stop you from success
                • #9 Collapse

                  Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                  Assalamu Alaikum Pyare Dosto Forex trading Ek bahut hi Achcha business Hai Jab Ham ismein kam Karte Hain To uske liye jaruri hai ki Hamen sabhi galtiyo ko Dur karte hue kam karna chahie Kyunki Jab Ham form Mein Galti karte hain jaise ke Forex trading Mein Galti karte hain to uski vajah se Hamen loss hota hai

                  Kam backup balance ke sath account open karna

                  Badi badi lot size open karna

                  Experience ke bagair trading karna

                  Jyada Se Jyada lalach Karne Ki Koshish Karna

                  Trading tools ko use kiye bagair kam karna

                  Stop loss ke bagair trade open karna

                  Market ko analyses kiye bagair kam karna

                  Aur ek hi trade mein jyada profit Hasil karne ki koshish Karna yah sab Hamen loss ki taraf Lekar Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                    g bhai jahan tak galtiyon ki baat ha tu buhat si galtiyan hain is market main jo hum kartay hain aur loss karwatay hain aur baad main is market ko bura bhlaa keh kar chor jatay hain un main say khuch galtiyan main yahan per batana chahta hon apnay experience ki nazar main aur wo yeh kai jab bhi hum market main entry karnay lagtay hain tu kabhi bhi market ka research analysis nai kartay aur market main volatility dhaikh kar foran kod partay hain halankay humay chahiyay kai analysis kai bad hum aik target set karain support aur resistances ko dhaikhtay howay aur promise karain apnay ap kai sath kai jab yeh target complete ho ho jaye tu hum trader close kar kai market say bahir nikal ayen gay aur atleast us din mazeed trade nai lagayn gay lakin hota is kai baraks hai hum profit kamanay kai baad mazeed lalach kartay howay trades pay trades laga daitay hain jis ki waja say aik jhatka kafi hota hai is market ka humara account wash karnay kai liyay aur us kai chances bhi buhat zaida hotay hain. Dosri galti hum yeh kartay hain kai hum trade lagtay howay stop loss aur take profit ka istamal nai kartay jiss ki waja say jab market main achanak say uncertainity ati hai ya koi bari news ati hai tu hum panic kar jatay hain aur apna account stop loss na rakhnay ki waja say wash karwa bhaithatay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                      assalam o alikum members hame kis waja sy apni trades mai nuksan hota hy to uski sab sy bari waja hy k forex ki knowladge ki kami or experiance ka na hona members hame trade krty wat market ko achy sy analys krna chahiye or achy signal ka waight b krna chahiye isk sat sat market trend ko b dekhna chahiye in sab chezo ko ko samny rekh k ham achi trade kr sakty hain dosto hame hasha trading krty wakt lalich nhi krni chahiye lalich sy murad hame ye hy k hame 1 time mai 1 hi trade krni chahiye dosri trade open nhi krni chahiye jab tak hamri 1 trade mukaml na ho jai kuch dost ye galti b kr jaty hain over trade open krny hamra account b band ho sakta hy or ye trades pakistan forex trading i sb sy zyda risky trades mai sy 1 trade hoti hy profesional trader b kabi b overtrade nhi krty agr ham achy trader banna chahty hain to hamye yaha pr mehnt krni hogi or kuch bato ka khyal rkh k trade krni hogi mtlb forex rules ko follow kr k forex mai agr ap market ko samjh ni pa rhy to apko trade open nhi krni chahiye wo trade apki loss ma ja skti hy (THANKS)!!!!!!!!!!!!
                      • #12 Collapse

                        Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                        dear is main hamri sab se bhari mistake k hum is main sabr se kam nai krte hein is main kam krne k liye menat ki zahrorat hoti ha ur os k sath sath hume is main rule ko be fallow kr k kam krna hota ha acha work krne k liye hume menat krni hoti ha jo jo be trader is main lalach kr k kam krta ha wo khabi be is business se kameyab nai ho sakta ha kameyabi hume is business se sarif menat krne se hi milta ha ur hume is main apney account balance k hisab se kam krna hota ha agr hamra account balance kam ha tu hume is main lots size be kam use krni hoti ha is liye zahrori ha k hum is main rule ko fallow kr k kam krein tu hume asani hon gey is business main kam krne main ye hamre liye eik zabardast online business ha hume himat nai harni hoti h
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                          G dear jhan tak mera khyal hai tu kafi sarye jam aisye hotye hai jis mai hum kam kartye howye ghaltiya kartye hain jis mai mujhye lagta hai kay sub say zayda hota hai kay ap es mai lalch kay sath kam.kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha kam kartye hain tu ap es mai kabhi lalch na karain kiyu kay ager ap es mai lalch kay sath kam kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban sajta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha kam karain kiyu kay achye kam ka acha result milta hai tu ap es mai hamesha ghaltiyan na karain kiyu kay ager ap es mai lagtar ghaltiya kartye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai lalch say hat kay kam kartye hain tu ap zaroor kamyab ho jatye hain tu achye kam ka hamesha acha result ata hai ye bat tu confirm hai baki ap ki marzi hai kay ap es mai kis tarha kam kartye hain aur ap kitna kamyab hotye hain aur nakam hotye hain
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #14 Collapse

                            Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                            Dear friend forex trading aik tough business hey iss men loss aur profit business ka hissa hey iss liay iss men experts ko bhi loss ho jata hey aur forex trading men loss se bachna namumkin hota hey aur forex trading men loss honay ki bahut c wajoohat hen jin men achi learning aur knowledge hasil karnay k bagher trading shuru kar dena aur demo account pe practice nah karna aur ziyada profit k lalach men bari lot laga dena aur jald bazi se kam lena kiun k jaldi men ghalt trade lag jati hey jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur market ka analysis nah karna aur proper planning k sath trading nah karna aur trade lagatay waqt apnay balance pe nazar nah rakhna aur apnay balance k hisab se bara risk lenay se bhi bara loss ho jata hey aur forex trading men jo log risk lenay se dartay hen unn ko hi ziyada loss bhi ho jata hey iss liay agar forex trading men loss ko kam aur profit ziyada hasil karna chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka mukamal analysis karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se small lot size ko use karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Woh Kon Si Ghaltiyan Hain Jin Ki Waja Sy Hamen Loss ka Samna Karna Parta Hay?

                              Assalamu Alaikum dear friend trading members bahut sari Aisi Galti Nahin Hai jinko word karne se Ham trading market Mein acchi performance show kar sakte hain aur market se fayda Utha sakte hain Agar Ham trading market Mein jaldbaji ko ignore Karen aur perfect Shahar ke sath chatting Karenge To Hamen iska Achcha fayda Milega aur ham market Mein containers access Aasan kar sakte hain Jaisa ki aapko Maloom Hai K trading market Mein uncertainty hoti hai aur isko manage karne ke liye Hamen technical aur fundamental analysis ko use karte hue star plastic profit spot aur resistance use karni hai apne dekh liya gold strong kar raha hai aur crocodile be strong ho raha hai aur 29 dollar per barrel per pahunch chuka hai aapko trading market mein ine se tairaki uncertainty ko manage karne ke liye study karna Hoti Hai Forex trading market Mein multiple sauce hai jinko aap use Karoge To aap iska bahut Achcha fayda Utha Sakoge aur ward Milega aur target chief karne Mein aasani Hogi aur aap to successful Honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X