Forex hi karni thi to study q ki.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex hi karni thi to study q ki.?
    Assalam o alaikum kesy hen sub i hope ap sub thk hon gy. Mera sub friends sy swal hy k agar hamen forex e krni thi to hum ny itna study q ki aur graduation ka kya faida agar hum forex kren gy. Forex ko matric k bad bhi sekh kar kr sakty thy. Jo log itna ziada study kr k forex ki traf aty hen unko kya faida wo log itna ziada study kr chuky hoty. Aur forex ma kamyab hoty hen? Guide kren sub guys. Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

    hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kr sakty hain or acha bonus hasil ke sakty han ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa busiess hai jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoti yai aik best busienss hain
    Last edited by ; 15-05-2020, 08:48 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khanzadakh پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum kesy hen sub i hope ap sub thk hon gy. Mera sub friends sy swal hy k agar hamen forex e krni thi to hum ny itna study q ki aur graduation ka kya faida agar hum forex kren gy. Forex ko matric k bad bhi sekh kar kr sakty thy. Jo log itna ziada study kr k forex ki traf aty hen unko kya faida wo log itna ziada study kr chuky hoty. Aur forex ma kamyab hoty hen? Guide kren sub guys. Thanks.
      Forex business Mein educated persons Jyada acchi tarike se kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Jo log padhe likhe hote hain vah forex business ko acchi tarike se samajh sakte hain agar aap ne acchi study ki hai aur aapke pass acchi qualification hai to aap Jyada Behtar tarike se Forex Mein kam kar sakte hain aur forex business ki difficulties ko samajh sakte hain is Baat mein koi problem Nahin ki aap Jyada educated hone ke bad forex business ko join karte hain yah Baat aap Logon ke liye bahut acchi Hoti Hai Kyunki forex business Kafi Jyada difficult business hai aur jo educated Bande hote hain vah Forex Diwas ki difficulties ko bahut jyada acche tarike se samajhte hain aur ismein Jyada kamyabi Hasil kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

        Walaikum assalam dear Jo aapane set lagaya hai main uske bare main yah Kahana Chahunga ki study bahut jaruri hai Jaisa ki aapko pata hai ki Jab Ham koi bhi study karte hain vah Hamari Kabhi Bhi Ja ya nahin jaati Ho Jindagi ya Kisi Na Kisi Jagah per Hamare liye Jarur faydemand sabit hoti hai aur Kaun Kahta Hai Ki Forex ke liye studies Jaruri Nahin Jo educated Banta Hoga vah Forex ko jaldi hi understand Karega aur specially Joker maske students Hai unke liye Forex Aur Bhi easy Hogi Kyunki Unki education is business ke bare mein hi hoti hai aur unko understand karna thoda sa easy Hoga Agar Ham Unka comparison dusre students ke sath karen to isliye Forex main bhi study ki bahut important hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

          ji aapki baat bilkul sahi hai forex hi karni thi to study kyunki kyunki forex mein aisi koi baat ka ishu nahin hai study ka yah talim ka koi roll nahin hai hamen yahan per business mein sirf aur sirf experience hona Ham logon ke liye bahut important hai jab tak Ham logon ke pass experience nahin hoga tab tak ham log forex trading business mein kamyab nahin ho sakte
          • #6 Collapse

            Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

            han ji bilkul sahi baat kahi aap bilkul theek hai sar pe agar aap to forex sikhane ka matter ke bad bhi clay itni study karke aap log kehte Hain teen char sal jo aap shaadi mein lagate ho ismein laga Le to aap log achcha trader ok achcha business kar sakte hainhan ji bilkul sahi baat kahi aap bilkul theek hai sar pe agar aap to forex sikhane ka matter ke bad bhi clay itni study karke aap log kehte Hain teen char sal jo aap shaadi mein lagate ho ismein laga Le to aap log achcha trader ok achcha business kar sakte hainhan ji bilkul sahi baat kahi aap bilkul theek hai sar pe agar aap to forex sikhane ka matter ke bad bhi clay itni study karke aap log kehte Hain teen char sal jo aap shaadi mein lagate ho ismein laga Le to aap log achcha trader ok achcha business kar sakte hain theek hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

              Ajay main to yahi chahta hun ki aap log ko matric karke is samay aap log dekh mansiya 6 months day 1 sal mein bhi Sikh sakte hain theek hai na main aapke mind ke upar hota hai theek hai na ab trading Sikh jaenge to a car picture trader achcha kam kar sakenge theek hai na tu mein to Yar karungi metre karke aap log ismein a historic sikhen achcha profit karna achha apna business start a lifetime business
               
              • #8 Collapse

                Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

                G Friends apny bilkul sahi kaha k forex hi krni thi to study q ki q k forex treading krty waqt jahan hamen forex treading experience ki zaroorat hoti ha wahan study b kaam ati ha q k study k bina hum forex treading ni kr salty.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

                  forex main jo log zyaaada educated hotay hain woh es main acahy say kam kurtay hain q keh un kay pas achi taleem hoti hy or es main kam kurnay kay liyaay taleem bhi important hy or es main humain apnay achay knowledge say bh kam kurna chahiyay or es main best kam kurnaay ki hur mumkin koshish kurni chahiyay or es main best kam kur kay khud ko bhi best bnaaana chahiyaaay or es ko achay say kurna chahiyaay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

                    Assalam o Alikum,


                    G forex prr tbi hum kaam ko smj sqty r aca kaam kr sqty hein jub hum educated hn gy to r forex kbi b hmein apni studies ko rokny ka nai khta r na e apni studies sa related ko r job krny sa mnh krta h hu mforex r apni kisi b job ko equally continuously cala sqty hein.


                    • #11 Collapse

                      Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

                      Study karne se Insan Kaun knowledge increase hota hai without study Insan Kuchh Bhi Nahin Teddy Hamen Bahut Kuch sikhati Hai Forex Ek income ka rasta hai jo log apni life se Mayur se Unki income kam hai to UN Sab Ko chahie Yahan per mehnat Karen aur apni income increase Karen because yah 1 best opportunity Hai Sab public ke liye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

                        forex mein agar Ham kam kar rahe hain to Ham uske liye forex ko read karna padta hai agar Ham study ki hai to Ham forex ko aasani se read kar sakenge Ham study nahin karke frocks mein aate Tum kabhi bhi forex mein acchi kamyabi nahin kar sakte isliye study ka hona lajmi hai aur ham acchi study mein Hain to Ham forex mein acchi Ham yah bhi kar sakenge Ham jitna achcha work hoga utani hi acchi success hogi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex hi karni thi to study q ki.?

                          yeh kia bat hoi ap ko b pta hai k study k baghair forex tu kia kuch b mumkin nai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X