rsi indicator or cca indicator real indicator hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    rsi indicator or cca indicator real indicator hai
    hamy famous indicator ko use kar ky kam karna chahey forex main kus indicator fake be hoty hai hamy in ky bary main full information hasil kar lyna chahey rsi or cca indicator real indicator hai hamy in ko use kar ky kam karna chahey hamy in ko kabe be ignore nahe karna chahey forex aik all world main pahl cuka hain hum is main pair or currency main trading karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: rsi indicator or cca indicator real indicator hai

    Ji bilkul dear Hamen indicators ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie aur indicated ko use karne ke tarike ka Humko Pata Hona chahie aur RSI indicator bahut accha indicator Hai yah moving average indicator ke bad sabse Jyada use hone wale indicator hai aur dusra aapane CCA indicator ke bare mein kaha to Iske bare mein Mujhe Itna Maloom Nahin Hai Kyunki indicator main Kabhi use nahin kiya Haal Bata Rs indicator bahut accha indicator hai aur iska Agar aapko use karna aa jaaye to isase aap per bahut jyada fayda Sal kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: rsi indicator or cca indicator real indicator hai

      persuading business mein asa indicator matlab relative index indicator hai agar aap is indicator ko istemal karna hai jante Hain to aapko Jahan per II indicator r si se bahut bahut marunga cancel ho sakti hai isliye aap logon ko yahan per syndicate ruko small karna chahie aur inko istemal karne ka double bhi aap logon ko aana chahie tabhi aap success ho sakte
      • #4 Collapse

        Re: rsi indicator or cca indicator real indicator hai

        Yes apki bat thee hay hamen fully information honi chaye all indicator kay baray men, CCI indicato bhi takreban RSI and Stochastics ki tara he kam karta hay ais men bhi do levels hen over sold and over bought but CCI men -100 and +100 levels hotay hen, kisi bhi indicators ko real men use karnay say pehlay demo account men check kar lena chaye jab fully conformation ho jaye kay theek kam karta hay to real mel use karen kynkay kuch indicators fake bhi hen islye ehtiat lazmi hay.
        • #5 Collapse

          Re: rsi indicator or cca indicator real indicator hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Role پيغام ديکھيے
          hamy famous indicator ko use kar ky kam karna chahey forex main kus indicator fake be hoty hai hamy in ky bary main full information hasil kar lyna chahey rsi or cca indicator real indicator hai hamy in ko use kar ky kam karna chahey hamy in ko kabe be ignore nahe karna chahey forex aik all world main pahl cuka hain hum is main pair or currency main trading karty hain
          Jitne bhi forex market Mein indicators used aur ine sab message best indicator RSI indicator Hai Kyunki is indicators ki madad se aap log bahut jyada acche signal Hasil kar sakte hain aur aap Logon ki jo market Karnal se ho aap log acche kar sakte hain agar aap RSI indicators used kar rahe hain to yah aap logon ko bahut hi acche tarike se market mein aane wali changes ke bare mein Bata Dete Hain aur Iske Jo levels hote hain ki aap Logon Ko batate Rahte Hain ki aap Logon Ne kaun si e Jagah per apni trading entry Lagani hai aur kaun si direction mein aap Logon ne apni trading entry ko Lekar jana hai isliye aap log koshish Karenge agar aap indicators use karna chahte hain to RSI indicator ko use Karen.
          • #6 Collapse

            Re: rsi indicator or cca indicator real indicator hai

            Dear RSI aur CCA indicators aik old aur ache indicators haen. En indicators se ap market ko achi tarha analyse ker sakte ho. RSI ap ko market ki over sold aur over bought condition ke bare mein maloomat daiti hai aur esi tarha CCA bhi ap ki esi mamle mein bahut help kerta hai. Aur en se ap market ki divergency ko bhi note ker sakte ho. Jo ke ap ko achi trades de sakte haen.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: rsi indicator or cca indicator real indicator hai

              Indicators ka istemal jo hai vah Forex trading ke andar bahut jyada Duri Hai Kyunki isase aap logon ko ek to market cap or down hone ke bad Aisa kuch Pata Chalta Hai isliye ham log ko chahie ki pahle sabse pahle aap Logon indicators ka istemal sikhana chahie tab jakar trading Karni chahie indicator sakte hain Kyunki ISI Mein Aapki kamyabi hai

              اب آن لائن

              Working...
              X