Learning se earning hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning se earning hoti hai
    G han dosto forex trading me learning se earning hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning se earning hoti hai

    always learning keep you close to the success koshish Karna chahie k learning skills ko improve Karen learning skills jitni jyada hogi hamara karm unique over Forex trading me aapko kamyabi hasil karne ke liye Apne kam ko jaungi kya karna padta hai aapka kam jitna dusre logon se different hota hai aapko yahan bahut hi jyada bonus milta hai aapko log Jana thanks bhi lete hain aur aapkolearning per jyada se jyada focus Karen jitni ham log jyada learning karenge utna hi jyada yahan se profit karne mein kamyabi hasil hogi
    Last edited by ; 15-05-2020, 03:56 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Learning se earning hoti hai

      Phile seekhna purta hy phr earning hoti hy.
      Phile loss phr profit hota hy.
      • #4 Collapse

        Re: Learning se earning hoti hai

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar achi learning pe hota hey iss liay jo log bagher learning k trading shuru kar detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir demo account pe practice kar k achi learning hasil karen aur phir mehnat karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Learning se earning hoti hai

          dear friend forex trading aik complicated business ha is mn sa achhi earning hasil krnay k liay apko chayay k demo account ko ziada sa ziada use kren aur forex trading ko achhi trh learn kr k trading kren ta k forex trading mn achhi trading kr k achhi earning hasil kr sken
          • #6 Collapse

            Re: Learning se earning hoti hai

            earning jahan tk learning se hoti ha wahan mery khayal ma us k liay mehnat b boht zroori h proper time ka usegae ar apni waqt ma se waqt daina phir us waqt ki mehnat krty huey ham earning kr skty hain dear bhai ham agr earn krna h to jahan learning zroori hai wahan mehnat b boht zroori ha
            • #7 Collapse

              Re: Learning se earning hoti hai

              Ji han bro aapane bilkul sahi kaha hai ke Agar Hamare Paas learning Nahin Hogi to ham achi earning nahin kar Payenge To Hamen chahie ki Ham Jitna ho sake Agar Ham Forex pr New Hai To Hamen chahie Forex ke bare mein pahle Ham learning Karen Uske bad Ham Forex per kam karna Shuru Karen Take Jab hamare pass learning acchi Hogi To Ham Forex per earning bhi Kafi acchi kar Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Learning se earning hoti hai

                Forex mein achi earning hasil karne ke liye achi learning bahut hi zaruri hai isliye forex mein jitna ho sake hamen apni learning ko increase karna chahie kyunki Forex mein jitni achi hamare learning hogi Forex main hum utna acha work kar sakte hain aur itna achi trading bhi kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye forex main apni learning ko increase karne ke liye hamen demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie kyunki Forex mein demo account ko use karne se hamara experience aur knowledge increased hota hai jisse Forex mein hum aik ache trader bhi ban sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Learning se earning hoti hai

                  Assalam-Alaikum my dear friend ji han friend learning se earning hoti hn jitni achi hm learning krya ga otna acha he hum earning KR sakta hn jitna ho saka Huma achi learning increase krni chaiya phr humra km be acha ho ga ar trading be acha thra c KR paya ga jb tk hum damo account per practice nhi krya ga tb tk hum achi earning nhi Kar saka ga as liya do per zyda c zyda practice karni chahie tb he hum kamyab ho saka ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning se earning hoti hai

                    learning skills ko improve kiya jata hain demo account main webiste say ek teacher say new trader apni learning skills ko improve kar skta hain mehant kar k bhot kuch forex say hasil ho skta hain learning karne k liye zarori hain k ek teacher ka hona b must hain ek new trader jaaab merkt ka rukh karta hain tu sab say phly merket main loss karta hain qk merket ki koi knowladge nhe koi learning nhe is liye loss kar deta hain learning karna bhot he must hain mehnat kar k forex ki merket sy unlimited profit gain kiya jah skta hain or sucessfull trader ki tara profit hasil ho skta hain
                    ​Sadaf Khan
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning se earning hoti hai

                      G han bhai Jan apny thik kha hy k learning sy hi earning hoti hy agar ham is kam main pahly learning Karin gy to earning khud hi achi hogi is Liay hamain earning par nahin bal k learning par focus karna chaiy agar learning best hy ap k Kam ki to earning ki tension nahun laoni chaiy wo khud hi achi ho gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning se earning hoti hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muneer1123 پيغام ديکھيے
                        G han dosto forex trading me learning se earning hoti hai
                        Ji ha May Deer forex member aapki baat bilkul theek hai agar Hamen forex market Mein acchi trading Karke acchi earning Husile karni hai To Hamen sabse pahle forex market ki acchi learning Hustle karna chahie Agar Ham forex market ki acchi learning Castle karte hain aur Forex trading ka Achcha experience aur knowledge Husile Karte Hain To Ham forex market Mein acchi trading Karke acchi earning hassil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning se earning hoti hai

                          g han ap nay sshi kha hy agra hum e main achi learning kuray gay to s say humain aachi arning bhi gaain ho jay gi to humain es main agar achi earning gain kurni hy to es kay liyay humain es main achay say learning kurni ho gi or achi learning es waqt hogi jub hum es main zyada say zyada time dain gay es main acha khasa time dain gay es main dil lga kur kam kuray tub humain es main say achi learning gain ho jay gi jis jo agar hum kaam kurtay waqt use kuray gay to humain es main achi eaerningbhi gain ho jay gi to kam kay liyay or kam main success kay liyay earning r leaarning donon zrori hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning se earning hoti hai

                            dear friends, agar ham kisi kaam ko samjhtay nai hain usk baray main kuch jantay nai hain to ham is makreet say kuch bhi hasil nai kar skatay hain aur jo traders is markeet ko smajhnay k baad phir bhi is main moneymanagmnt say kaam laitay hain wahi is markeet k winners hain aur wagi achi earning kartay hain aur yahi success hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning se earning hoti hai

                              learning say earning hoti hain ham jitna bh learning hasil kary gy ham jitna bh learning seekhy gy otna hi hamy faida ho ga our ham acha bonus hasil kar sakty hain hamy ziada say ziada mhant our lgan say kam karna chahy ham jitna bh lgan say kam kary gy otna hi hamy profiet hasil ho ga jab tak ham learning hasil nh kary gy tab tak ham kbhi bh kamiyb nh ho sakty hain our na hi hamy kamiybi hasil ho sakti hain hamy ziada say ziada mhant karni chahy our learning karni chahy taky ham kamiyb ho saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X