Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    asa hay jo log lalach aur emotions lalach kay rakhtay hain patience se nahe chaktay success nahe hotay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      forex trading main agar app logo chaty ho k app logo ko is main loss nahee ho tu app logo ko chayee app is main lalach nahee karo or is main app logo ko apni emotion ko be cantrol karna hogha or agar forex trading main yi sab app log kar lety ho tu app log is main ek acha profit earn kar sakty o or app log is main ek achi trader be ban sakty ho
         
      • #243 Collapse

        Jee bilkul sahi kaha forex trading main agar lalach ki jaye to esmain bhi loss ho jata hay aur agar hum sabr say trading na karen aur itna sabr na kar saky keh humary trade positve ho jaye to hum loss main he jayen gay.
           
        • #244 Collapse

          yes i have seen and read it many times.i have observed that if once a trader get profit then instead of staying cool he tries to get more and more profit and forgets his strategy that is harmful for a trader.and such a trader meet loss.some traders do not wait for appropriate time and trade and some quit trading in case of loss without having patience.
          • #245 Collapse

            g haan yeh sub asal me forex ke disease smji jati hy oor en ke wja se hum success nahi ker sakty..
            lalch ke wja se hum planning ko bhe nahi follow kerty oor jald bazi se buhat achy times ko miss kerty hain..
               
            • #246 Collapse

              Dear aap ke baat bilkul theek hay may aap say agree karta hun kah forex trade aik aisa business hay jis may agr hoslay say kaam na liya jaiy to nuksaan hota hay is liay ham ko chaya kah ham greed na hon aur hoslay say kaam krain aur apny emotions ko control may rakhian agr business may loss ho to usay bhee hoslay say bardasht krian aur apni kamyabi k liay dobara try krian
              • #247 Collapse

                forex trading main agar app log chaty ho k app logo ko loss nahee ho .or app log is main ek achi or success full trader ban chaty ho tu app logo ko forex trading main koch bato ko follow karna hogha .is main app logo ko ek tu app logo expereince hasil karna chayee . or app logo ko is main loss si be bachna hogha.or is main app logo ko apni emotion ko be cantrol karna hogha
                   
                • #248 Collapse

                  hanji ap ne thek kaha hai forex men jo log greedy ho ker trading kerty hain or apny emotions ko control nahi kerty hain us ko loss zyada hota hai or wo kamyab traders nahi banty hain is ley ap ko pori practice ker k trading men enter hona chahye .
                     
                  • #249 Collapse

                    ji ha bilkul is m humy apny emotion pr controll karna chahiya jo k bohat zarori ha gaer ap apny emotion pr controll nahi karty ha tab ap ko loss ho ga is liya humy is m apny emotion pr controll kar k trading karny chahiya wahi thek rahy ga
                     
                    • #250 Collapse

                      jab ap forex trading me lalach, emotions or low patience k sath kam karty hai to ap kafi ziada loss hasil karty hai is liye ap ko chahiye k jab ap trading start karty hai to jab ap ki lot profit me ho to ap begair lalach kiye lot ko profit me close kar de or trading me apny emotions ko control me rkhy or trading sabar k sath kare is tarha ap forex trading se kafi ziada profit gain kar sakty hai.
                      • #251 Collapse

                        yea to maray dost insan pay depend karta hay kay wo in ko forex trading kay kam main hail he na honay day .takay us kay kam main koe rokawat na aya mary dost .is leya in chezo sa bachna chaheya laluch emotion aur low patience yea khatarnak haan forex kay leya
                         
                        • #252 Collapse

                          yeh teenon cheezain boht hi important hain and teenon mian se kisi aik ka dakahal hamain trading main nuksan pohncha sakta hai. sab se zyada khatra hamain greed se hota hai aur greed main aa kr hum apna nuksan kr bethtay hain. trading main emotion ka dakhal nahi hona chahiay aur patience to intahai zaroori hai trading main.
                          • #253 Collapse

                            Forex main app ko kam kam se lalach karna ho ga aur app ke emotion per app ko contorl karna ho ga ur app ko asi planing karna ho ge ke app in sab cheezo se safe ho kar ke trade kare app ko is surat main hi kamyabi ho ge .
                               
                            • #254 Collapse

                              yes of course right greedy, emotional, and low patience peoples cannot get the success in the forex, and they will fail soon, so if we want to change our life and get the success, so we have to control the greed and emotions, and be patience.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                forex markit main lalach bilkol mat karen kun k lalach ka matlab loss hai or forex markit ko sekh kar karen take app profat karen warna loss ho skhta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X