Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    Forex traders yaha per greed karty hai tu on ko big losses hoty hai.Greed traders kay laye harmful hoti hai.Traders ko yaha per emotions bhi control karna chahye.Jo good trading kay laye bohat zarori hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      han dear ye aik real kaamhai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye ik acha kaamhai is ko khin bhi kia ja kst ahai ye aikacha buiness hai is ko khin bhi kia ja sakta hai ye aik real kaamhai
       
      • #1818 Collapse

        Forex min lalach emotion or low patience ki bilkul gunjaish ni hai q k lalach buri bla hai or lalch insan le dogti hai emotion se koi kam ni hota Forex min koi bhi stem leney se pehley use achi tarah samjhna chahie phir us pr kam krna chahie or is min patience ki bohut zarorat hai ni to aap jalbazi min apna account wash kr bethen gey
        • #1819 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
          ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
          Happy Trading Members
          :):):cool:
          I am agree that your comments,As a traders may kud apni mistake say seekha ho Forex market may survive karna greed traders ki tu Forex market may jaga nhi ha wo humesha nuksaan may hoty hein ur baqi jo log emotion ka sath trading karta hein wo dimag say nhi dil say karta hein sirf confidence ka sath ak ya 2 bar kambyaab hona ka bad over confidence hojata hein ur pura account wash karwa lete hein low practice traders humesha koiy shortcut dhondta rhte hein jab ka wo janta hein ka Forex may koiy shortcut nhi magar phir be unko yaqeen nhi ata ku ka unho na trading ka rule regulations follow kiya he nhi may ap say bus ya khena chata ho ka Forex trading Overall knowledge or experience ka game ha.
          • #1820 Collapse

            ap ki baat sy mai agree karta hoon waqai is business main hamain lalach sy bachna chahiye kyn k is main hamain lalach marwa deta hai agar ham sabar sy chalain tou hamain bohat achi earning mil sakti hai.
            • #1821 Collapse

              Ap ki baat bikul theak hai. Jo bhe es market mai I terest hai. Tou WO es market mai knowledge aur experience hasil kray. Es ky bad forex market mai srif planning say kam krnay say ap emotional, greedy aur o er trading ko control kr sakty hai.
              • #1822 Collapse

                u right sir ap ny teek kaha jo trader in cheazu per amal nahi krta wo kabhi b acha trader nahi ban sakta acha trader bany k leyeh zarori hai k ap in sub cheazu per amal karain tubhi ap achy trader ban sakty
                • #1823 Collapse

                  forex men 90% looser han un looser k loose karny ki sub se bari waja yehi ha k voh apny emotion ko control kary aur greed na kary emotions aur greed hamesha trader k loss ki boht bari wja rhy han aaj tak ajo bi in 2 chezon ko control karta ha voh successful trader banta ha.
                  • #1824 Collapse

                    forex qun k ek risky business hy isly yahn lalach krna bht bare loss ka sabab ban skta hy aur business mn jazbati hone ki waja se prshani janam leti hy jis ki waja se ghalt fesly hoty han jo nuksan dehy hn experince k beghr kisi bi kam ko krna bi nuksan dhy hota hy
                    • #1825 Collapse

                      Is main hamain greed ko boht zaida hi avoid kar k kam karna ho ga ta k hamain isain kam phar hi karein gay ta k hium is main successful ho sakty is main kam phar hi kar sakty hain
                      • #1826 Collapse

                        G dear ap ne bikal thek kha jo jo chaize ap ne btaye hen yhi chaize nakami k baze banti hen hume in cheizo se bach ki bohat zarorat haha wrna hum zada profit hasil ne kr sakte hume hr chez ma experience ki zarorat hoti h
                        n is
                        • #1827 Collapse

                          i agree with you sir, forex men agar aap earning karna chahty han to lalach emotions aur fear jsy factors ko apny andar se khatam karna ho ga aur patience se kaam lety hovy good setup ka hamesha wait karen jo bi trader in ko follow nhe karta voh success gain nhe kar sakta,
                          • #1828 Collapse

                            G Hun jnab mere bahi insta forex treding aik riski buznees hy is min.akser logh zyda laloch karte hyn jin ki wajah se un ko yahun par buhat hi zyda loos hota hy
                            • #1829 Collapse

                              emotioanl ho kay trade karnay say lost kay siwa kuch bi nai milta hai agar ap ki trade lost me jati hai tu apko achi taaraha say is bat ka bi anadazh ho jata hai kay jub apnaty trade lagai thi tub apkay confirm nai thay aur phir aapko lost ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                Forex main lalachi log tou bilkul bhi survive nehi ker sakty kyun ky lalachi log sisf profit per Nazar rakhty hain aur forex main sirf profit wali bat nehi hai apko agar sudden profit milta hai tou emotional ho ker zyada foran invest na kerain ky apka sara profit loss main basal jaen kyun ky yeh aik worldwide business hai game nehi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X