Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain
    Dosto, ziadah tar traders market ma jalbazi se kam le kar k foran trade open kar detay hain baghair sochay samjhain, is lye jab bhi trade open karain os se pehlay market ko fundamentally aur technically analyse karain, chart ko ashi tarh se read karain, phr hi koi faisla karain, jaldi ma ham mistakes kar jatay hain jis ki wajha se hamain loss hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

    Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain. Ye baat to apki thek hai is se hamen bohut zyada nuqsan uthana par sakta hai. Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

      forex 1` acha business hain humain es main analysis ko use kar kay hum es main kam kar sakty hian hum es main bgir elarning kay hum es main kam karain gain to huamin es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ag our hum es main mahant say huamin es main kam karna hop ge to he hum es main kamjab ho skty hain forex 1 boht bra busienss hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

        hamy market ko achy sy analyses kar ky is main trade lagane chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hum is mai jitna kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is mai pair or currency mai trading karty hai yai aik world wide karobar hain hum is mai as a job be kam kar saakty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

          yes bro apna thk kha hai k ager ham analysis ker k trade open nh krain gay to ho sakta hai k ham is main apna nuqsan ker bhiten is liiye hmain chye k ager ham chaty hain k ham apna nuqsan krain to phir tuqqa trading kerty rahen is liiye hamen sab say play pair select kerna chye aor us k bad hmain chye k ham apna time frame aor usk bad jo bhi ham strtegy apnaty hain us ko dhaiekn k kia wo hamry account per poora uterti hai to ham us k bad chart bvbhi lazmi draw kren to ham us say faida utha sakty hain.is k illawa hmain chye k ham chart ko draw kiye bgair bhi is main loss ker sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

            Nibandh Gulab bahut acchi baat kahi hai band karne se pahle market ko acchi Tarah analyse kar le jaldbazi bilkul Bhi Na Karen jisse aapko loss ho sakta hai isliye koshish Karenge samjhe movement Sanjay market ki
            • #7 Collapse

              Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

              Hamen kisi bhi kam per trading karne se pahle sochana aur samajhna chahie treading karne se pahle hamen market ko analyse kar lena chahie Ham kis per treading karte hain hamen pahle uske chat ko acchi tarah se read karna chahie market ki movement har din badalti hai hamen koi jaldbazi nahin karni chahie Lalach bhi nahin karna Chahiye hamen trading open karne se pahle hamen Senior se maloomat le leni chahie Jaldi mein ham bahut galtiyan kar lete hain aur bad mein ham pachtate hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

                Asslamu ALikaum g han sahe kaha hae ap ne market ka analysis karna to bahut zarori hota hae trading karne se pehle to isi liye hamen cahiye ke hamesha market ka pehle ache tarah se analysis kar liya karen tab he hum is main ache trading bhe kar sakte ahin or is maion hum kamayab bhe ho sakte ahin to hamesha ache tarah se ese he kam karna cahiye tab he hum is main kamayab bhe ho sakte hain or ache trader bhe ban sakte hain to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen or kabhe bhe jaldbazi na karen q ke jo jald bazi kar jata har wo is main nakam h hota hae to hamen is main bas acha kam karte rehna cahiye take hum is main kamayab ho saken
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanali پيغام ديکھيے
                  Dosto, ziadah tar traders market ma jalbazi se kam le kar k foran trade open kar detay hain baghair sochay samjhain, is lye jab bhi trade open karain os se pehlay market ko fundamentally aur technically analyse karain, chart ko ashi tarh se read karain, phr hi koi faisla karain, jaldi ma ham mistakes kar jatay hain jis ki wajha se hamain loss hota ha
                  Forex Ek Aisa platform hai ki Jahan per aap Shuru mein aapke liye Bole free Mein Milta Hai kam Karke to is school is the jab jab aap trade open karna Chahe to state ko pura Tarika Puri tarike se market Mein analyse Karen sometimes markets ke condition Hamare favour Mein Nahin Hoti to yah nahin karna ke Jazbaat Mein Aakar Apne khilaf conditions main bhi aap trade Laga Le Is Tarah aap jazbati Hoke jab kaam karte hain to aapko bahut jyada loss hota hai isliye aapko chahie ke aap bahut sukun se apne Sare analysis Karke kam Karen Taki aapko Jyada se jyada fayda ho sake Hamare senior member Bhi Apne experience Hamare Sath Jab share Karte Hain Yahi batate Hain Ki Jab aap jaldbaazi ka kam Karte Hain To Hamesha aapko loss hota hai Kyunki aapka mind nikala Lakshmi girftar hota hai to vah Puri tarike se varg hi nahin karta to ine chijon se bacche bilkul aapane member Sahi kaha hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

                    Forex trading mein hamen fresh aur active mind ke sath trading karni chahie lekin Forex trading mein hamen jald bazi se bachna chahie kyunki Forex main jaldbazi ki wajah se aksar loss hota hai isliye Forex trading mein hamen achi trading ke liye trading se pahle market ko analyse karna chahie aur Forex trading main hamen us waqt trading karni chahie jab market ke taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur Forex mein achi trading ke liye market ka fundamental aur technical analysis karna chahie aur Forex trading Sabar ke sath karna chahie jisse Forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

                      Forex traders ko iss baat ka bohat khayaal rakhna chaiye kay koi bhi trade open kernay say pehlay market ki movement ko big time frames mai monitor ker kay trends ko zarur note kia karain aur phir unn ki madad say analysis kia karain iss Tarah traders ko kabhi bhi loss nahi hoga. Achay profits lainay kay liye analysis bohat zaruri hain takay account ko safe rakh kay trading ki jaa sakey
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanali پيغام ديکھيے
                        Dosto, ziadah tar traders market ma jalbazi se kam le kar k foran trade open kar detay hain baghair sochay samjhain, is lye jab bhi trade open karain os se pehlay market ko fundamentally aur technically analyse karain, chart ko ashi tarh se read karain, phr hi koi faisla karain, jaldi ma ham mistakes kar jatay hain jis ki wajha se hamain loss hota ha
                        jald bazi karne ka matlab ye hota hai ke ap apne sath dokha kar rhe hain kyun ke jald bazi se ap ke hath kuch nhi ane wala balke is se sirf our sirf ap ko loss ho ga our kuch nhi hoga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade open karnay se pehlay market ko analyse zarur karain, jaldbazi na karain

                          Market ko observed krn watch krn analysis krn aur acha output lain.
                          Ye sirf people work say ho ga

                          اب آن لائن

                          avatar Azaad
                          avatar Qasi
                          Working...
                          X