trade ka kia fayeda hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade ka kia fayeda hai?
    trade ik esa zareya hai jo ik amm admi ko us kye apnye paun pe khara krne men ik ahim kirdar ada krta hai lekin is men kamyab wahi log hoty hen jo is ki respect kerty hen or mahnat krty hen mahnat is lye q k ap log sab janjty hen k is dunia ka ik assol hai k jitna mahnat kro gye utni ujrat milye gi or wasy b ap nye suna to hoga k mahnat ka phal metha hota hai tu is trade ko ap jitni mahnat sye lagan sye karen gye utna kamyabi ap kye kadamm chomye gi.


    stay home Allah bless you all
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade ka kia fayeda hai?

    Ham trade lagakar Munafa Hasil kar sakte hain Hamen Achcha knowledge or experience Hasil Karke market Mein kaam karna chahie Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega is nuksan main market Kaya brokers ka koi bhi Kasur Nahin Hoga Ham is Apna professional career bhi banaa sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: trade ka kia fayeda hai?

      dear g han ap nay acha swal kia hay jis time main ham trade o kia karein gye agar ham ko is main achay say experience ho g to is main ham ko achay say acha nafah hasil ho sakta hay is main ham ko chye ho g k ham ismain apnay kam ko ityat k sat kia karein is main ham ko apnay kam ko karnay main kabhi bhi hurry up nahi karna h g agar ham nay kamyb hona hay to .
      • #4 Collapse

        Re: trade ka kia fayeda hai?

        hum trade laga kar profit hasil karty hain hamy aik time mai aik he trade lagane chahey agar hum is main galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mai ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey forex man kam karny ky kush rules hoty hai hamy rules ko mostly pora karna ho ga pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market mai run kar sakty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: trade ka kia fayeda hai?

          Forex main ham trade kerty hain and isi trade main ham sell ya buy kerty hain trade means tijarat means k ham eik currency ko dosri cureency k agaisnt sell ya buy kerty hain r is per hamy profit bhi hota hai and loss bhi hota hai to ye loss and orifit ap k analyse per deoend kerta hai ager apka analyse best hai to ap boht acha profit bhi gain ker sakty hain lakin ager ao is markete main without anakuse entry kety hain to ohir apko lpss ko face kerna perta hai to try karen k always proper analuse k sath hunis markete main entry len k profit gain ker saken
          • #6 Collapse

            Re: trade ka kia fayeda hai?

            forex 1 acha business hain humain es main acha experience ko hasl kar kay humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain agar hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es mian loss ho ga our humara account be wash ho jay ag our hum e smian den main be our hum es main rat main be kam kart skty hain forex 1 on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: trade ka kia fayeda hai?

              Dear pehly trading manual hoti thi ab digital hoti hai trading krny se traders ko earning ka acha platform mil jata hai lekin earning k liye pehly usko learning kr k experience gain krna hota hai phr wo is qabil hota hai k wo achi earning kr sky lekin is mein experience kaam ata hai aksar traders kam experience se loss kr dety hein.
              • #8 Collapse

                Re: trade ka kia fayeda hai?

                trade ni trading kaha ja skta ha lakin forex trading mn pesa kmana itna zyada asan b ni ha is sy tbi pesa bnaya ja skta ha jb isko achi trah learn kr k kiya jaye agr without learning k trade krny ki koshish kren gy to loss k chances boat zyada hoty hen koshish kren achi tarah learn kren usk bad practice kren phr trading kren to apny paon py khara hoa ja skta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: trade ka kia fayeda hai?

                  Dear Agar trade ka koi faida na hota to ap Yahan Par koi post bhi na dikhty. Trade KY liy he sab mehnat kar rahy hain. Trade se ap ko jo profit Milta hy wo ap ki earnings hoty hain. Trading earnings ka e wasee zarya hy. Trade ka faida ap ki earnings hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: trade ka kia fayeda hai?

                    G han forex ek world wide business hai jis mein kamiyab hone ke liye mehnat ki zaroort hai jitne ziyadeh mehnat koie trader kare ga utna he ziyadeh knowledge aur experience ose hoga kyn k forex mein profit sirf wo he trader earn kr paye ga jis ke pass trading skills achy ho gye aur wo live market ko samjh paye ga wo he trader acha profit earn kr paye ga hamesha practice krni chahie aur achy se acha experience hasil kr lena chahie tbhi achy trading hum bhe kr paye gye
                    • #11 Collapse

                      Re: trade ka kia fayeda hai?

                      Trading card fayda hota hai ki ek to aap Koi se business ka Achcha experience Mil Jata Hai Aur dusra yah kya aap Kisi Ko Agar jarurat Ho to vah form Mein work Karen unko jarurat Puri Ho Jaenge trading karte hue
                      • #12 Collapse

                        Re: trade ka kia fayeda hai?

                        dear trade aik easi cheez hy jo insan ko aik achi aur kamyab zindgi guzarny ka mahool bna kr deti hy aur es men insan achy knowledge aur experience ky sath he kam krky achi trh sy kamyabi hasil kr skta hy aur es men apko wo tmam tr think maloom ho jati jin ka taluq zindgi guzarny k sath hota hy aur ap achi trh sy kamyabi hasil krskty hen
                        • #13 Collapse

                          Re: trade ka kia fayeda hai?

                          Trdaes k bht fidy ha ynha par HR wo Kam kr skta h Jo investment nhi kra skta or Kam Kar k apny apko own Kar skta ha . Just hmy menhnt ki zrort h is palform par
                          • #14 Collapse

                            Re: trade ka kia fayeda hai?

                            dear members trading bhot hi acha kaam hai our is ka fiada ye hai ke ap ghar beath kar ise kar sakte hain our dosri baat ye hai ke ap trading main unlimited earning easily kar sakte hain jis ki koi limited nhi hoti.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trade ka kia fayeda hai?

                              Trade lgane se hmne Jo Profit milta hy use hm withdraw le skty hyn islie mehnt kren r forex per acha earn kren acha profit k sath earning kren

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X