waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.
    dear friends aap logon ne note kiya hoga aksar log apne time ko shayad karte hain aur waqt ki Kadar nahin karte mere sale mein jo log waqt ki Kadar nahin karte usko hi is business mein nuksan hota hai aur jo log ismein waqt nahin karte aur mehnat se ismein kam karte hain to use is business mein bahut achcha fayda Hasil hota hai isliye hamen chahie ki Ham ismein aaj se hi jyada time Dena shuru kar de Taki hamen isase achcha fayda Hasil ho sake.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

    Hamen Waqt ki qadar Karni chahie Hamen Achcha knowledge Aur expeirnece gain kar Ke market Mein Mehnet se kam karne chahie Fir Bhi Ham kam Karke Paisa Kama Saken Ge Agar Ham kam karte hue Koi mistake karne ki To Hamen sirf aur sirf nuksaan hoga yai aik best ot kabe be band na hony wala acha or unique business hain
    Last edited by ; 15-05-2020, 10:25 AM.
    • #3 Collapse

      Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

      agar hum apne life main free hain to hamy apny time ko west nahe karna chahey hamy forex job ko full time ky liey join karna chahey agar hum apne life mai masrof hain to hamy is main part time kam karna chahey yai koi fake business nahe hai yai aik real karobar hain hum is main jitna kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy earn ing dyta hai hum is main live trading karty hain
      • #4 Collapse

        Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

        Waqt kafi jyada important hai aur isko jyada importance isliye deni chahie ki kafi log aise hain ki jo isko waist kar rahe hain aur iski vajah yah hai ki members ko iske bare mein sahi se maloom nahin hai ki vah jyada time agar form per online hokar kam karenge to unko is tarah se unke kaam ka fayda bhi jyada milega isliye members ko chahie ki vah time ki importance ko kabhi bhi ignore na karen aur time ko sahi tarah se use karen
        • #5 Collapse

          Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

          Yes dear ap sahe keh rahe ho forex mein timing ki importance boht hai aur timing ka eham role hai forex mein ager time nekal jata hai aur right time per ap order nahe lagate ho tu ap ko loss bhe ho sakta hai forex mein har ek cheez timing ke sath connected hai jb ap sahe time per apna order lagatey ho tu ap ko profit milta hai ager wo time nekal jata hai aur ap order lagatey ho tu ap ko loss he hoga ise liye waqt ki qadr karain aur market ko samjhen aur achy trading skills hasil karain tbhi acha faida ap ko hoga
          • #6 Collapse

            Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

            Je han, forex kio fazool business ni hai jis ko apka jb dil kary ga apk karo gy to acha result find kar lo gy, forex unko he benefit deta hai jo es ma time ki kadar karty hain, time waste karny walo ka forex dushman ban jata hai, wo es tarha phr time waste karny k elawa or kuch hasil ni kar paty, daily apny work ko ehsan tareeky sy mukamal karna he time ki kadar hoti hai,
            • #7 Collapse

              Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
              dear friends aap logon ne note kiya hoga aksar log apne time ko shayad karte hain aur waqt ki Kadar nahin karte mere sale mein jo log waqt ki Kadar nahin karte usko hi is business mein nuksan hota hai aur jo log ismein waqt nahin karte aur mehnat se ismein kam karte hain to use is business mein bahut achcha fayda Hasil hota hai isliye hamen chahie ki Ham ismein aaj se hi jyada time Dena shuru kar de Taki hamen isase achcha fayda Hasil ho sake.
              G ha dear ais market mai ap agar time zaya kar lety hai to ap ko ais market mai kabi faida nai ho ga ais market mai ap ko time lagany k baad experience ho jata hai aor ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi aor ais market mai learning karni ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho jaye ga.
              • #8 Collapse

                Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                Wqt ki qdar krni chahye wqt ki qadr krna Azeem logon ka shewaa Hy guzra wqt kbhi waps nhe Ata
                Forex main time ki importance bht ziada hai apna qemti wqt forex py guzarny ki koshish kren
                Hm forex main jtni ziada mehnat kren gy jtni knowledge hasil kren hum bht jald is forum Mai kamyab ho Jain gy
                • #9 Collapse

                  Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                  Forex main hmy har kam time par krna cahay phr hi hm achi earng Kar skty Hain. Agr hm trading krty tme Sahi fesla Nahi lygy to hmy profit ki jga loss b ho skta hai so hmy Sahi time Jo utilize krna cahy.
                  • #10 Collapse

                    Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                    G han waqt ki kadar karen gay tou hi acha faida hoga agar apny waqt ki kadar nahi Karen gay aur apna waqt waste karen gay tou kabhi bhi kamyab nahi ho saken gay agar kamyab hona chaty han tou apna free time forex ko den aur yahan se profit hasil karen ye time ka best use ha
                    • #11 Collapse

                      Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                      g han dear ap thk keh rhy hen apko apny wqt ki qdar krni chahye wqt aik ahm hisa hy insan ki zindgi ka insan ki eski qdar krky es men wo sb kuch hasil krskta hy jo wo apni zindgi men krna chahta hy to so hmen apny wqt ko qeemti ky sath sath eski qadar bhe krni chahye aur esko achi trh sy use krna chahye tb he es men kamyabi hasil krskty hen
                      • #12 Collapse

                        Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                        Je bilkul agar ap forex trading ma successful trader banana chahtay hain to apnay time ko kabhi bhi waste na karain, q k jo apnay time ko waste karta ha phr future ma time osay zaya kar deta ha, is lye apnay time fazool activities ma waste mat karain, balke forex ko ashi trah se learn karain, is ki ashi tarh se trading practice karain, is forum ko ziadah time dain q k agar ham apnay waqt k thek use karain gay to ham lazmi is ma kamyab houn gay aur ham ashi earning kar saktay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                          Asslam o alikum all member ap tmam ny note kia hoga k aksr log apny time ko waste kr daity hain or apny wqt ki bilkul hi qadr nhi krty tu wo zaleel or khuar hoty rhty hain.iss lye hm sb ko wqt ki qadar krni chaye or apny ko kisi achy kaam m spend krna chaye jis sy hmy faiada milly or hm apny lye kch kr skein.
                          • #14 Collapse

                            Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                            G han hmain waqt ki qadar karni chahaiy kun k jo log waqt ki qadar nahi karty waqt unn ko bhut peechy chor ddta hy aur wo log waqt ko apni muthi main nahi kar sakty kunkh waqt rait ki manned hathon sy phisal jata hy aur ham hath malty rehy jaty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: waqth ke qadar karay tho he acha faida hoga.

                              Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex maineast ki qadar krny chahay hamain forex forum main acha aur high quality Walla kam krna chahay q k forex aik acha business hy yeh dunya ka international online business hy hamain forex forum main mahnat sy kam krna chahay aur acha bonus hasel krna chahay hamain dil laga k kam Ken chahay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X