Traders ki qualities
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ki qualities
    achy traders ko Forex business ki etni zeyada study aur practically trading ki learning karni chaye key un me beshumar qualities peda ho jaye, jo qualities achy traders me hona chaye wo ye hey,

    1. market ko watch karny se hi market ki movement ka andada advance me kar lena
    2. Loss ko recover karny me expert ban jana
    3. Risk management professional tareeqy se karna

    Esi qualities ki waja se traders market me kesi sorat me loss nahi karta hay aur hamesha apni achi qualities ki waja se kamyab rehta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ki qualities

    is forum main hamain quilty ko behtr banna ho ga tab hi hum achy say trade karien gay aur hamain is k bary main practice kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main information achi ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur har jeet tou sath sath hti hai so hamain markt main perform karny main bi asnai ho saky gi
    • #3 Collapse

      Re: Traders ki qualities

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men acha trader pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karta hey aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karta hey aur phir lalach aur jald bazi se kam nhi leta hey aur small lot k sath trading karta hey aur kam profit pe compromise kar leta hey
      • #4 Collapse

        Re: Traders ki qualities

        Many types of a good qualities Forex trader good trader koi bhi risk Nahin Leta Hamesha acchi kamyabi ke liye Apne mind ko Hamesha positive rakhkar kam Karta Hai Forex Main Jab Bhi Hamara mind Agar positive Hoga To Hamen acchi kamyabi Milegi Agar Hamara mind Agar positive Nahin Hoga Agar negative hoga to Fir Ham acchi kamyabi Nahin Le Sakte Forex all world mein famous Hai Jitna Jyada Achcha hai yahan per kam Ham kar sakte hain aur sakte hain aur Hamare liye Hota Hai Apne mind ko active Rakhna aur acchi Tarah Se Kam karna achha knowledge se kam karna experience se kam karna Hamare liye very very important Hota Hai Aur Is Tarah Achcha prapt bhi Ham aasani se Lete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Traders ki qualities

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          achy traders ko Forex business ki etni zeyada study aur practically trading ki learning karni chaye key un me beshumar qualities peda ho jaye, jo qualities achy traders me hona chaye wo ye hey,

          1. market ko watch karny se hi market ki movement ka andada advance me kar lena
          2. Loss ko recover karny me expert ban jana
          3. Risk management professional tareeqy se karna

          Esi qualities ki waja se traders market me kesi sorat me loss nahi karta hay aur hamesha apni achi qualities ki waja se kamyab rehta hay.
          G haan doat forex mein jo kamyb trader hote hain woh humesha apni in quality ko improve karna buhat zyada zaroori hai is se hum kamyab hona chaiye trader ko apni quality or quantity ko improve karna buhat zyada important hota hai aur hum kamyab hote hain is se humen buhat zyada faida hota hai aur forex market mein buhat zyada kamyab hone ke liye apni working capacity ko increased karna buhat zaroori hota ha
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Traders ki qualities

            Aik acha trader apni ghaltiyan samne rakh ke trade kare to wo kamyab ho sakta ha aur forex se apna mustaqbil bana sakta ha

            اب آن لائن

            Working...
            X