New members ko trading kab start ker dena chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New members ko trading kab start ker dena chahiye ?

    Forex trading mein new member ko chahie ki woh trading se pahle apne experience our knowledge ko increase Karen aur Forex mein jab inke pass acha experience aur acha knowledge hota hai tabhi Forex main inko trading karni chahie jisse forex main woh achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye Forex mein agar new member ke pass acha experience our knowledge nahin hai to iske liye demo account ko use Karen aur zyada se zyada demo account per practice Karen aur zyada se zyada Forex mein apna time invest Karen jisse in ka experience aur knowledge increased hoga jisse forex main woh acha work kar sakte hain aur jald hi ek ache trader ban sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New members ko trading kab start ker dena chahiye ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
      Aise members ke jo forex per new hai unko trading karne ke liye bhi kafi jyada experience hona chahie aur yah experience on members ko kitne jada mein hasil ho jata hai aur vah kitna time ke bad hi koi bhi trade open kar sakte hain aur har ek member hi apna experience is bare mein share karen
      New member ko trade start karne ke liye pahle trade karne ke bare mein acchi Tarah Maloom Arthshastra Karni Hogi aur uske bad ped Karni Hogi isliye Hamen chahie ke Forex mein jo new member Shamil hote hain Jahan join hote hain unko acchi Tarah Sab experience share Karen.
      • #18 Collapse

        Re: New members ko trading kab start ker dena chahiye ?

        forex forum mein new members ko trade start karny se pehly agr vo bonus k through trade karna chahty hein tu unhein 4 to 5 months bonus account k sath regular base pr demo ko bhi deny chaheye practise k daily practise hi hmein expert bna sakti hai is k sath vo senior k journels ko bhi read karty rahein r un ki trading strategies ko bhi practise karty rahein demo pr us k baad vo real acount mein khud se trade krein tb un ki trade un ko axha profit de gi r vo axha earn kr skein gy,..
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: New members ko trading kab start ker dena chahiye ?

          Is trade k undr new membr ko pehle to kafi tim dena prta ha ku k us k pas koi tjurba nai hota aaur agr wo membr is pe zyada se zyada tim lgae ga to boht jld tjurba hasil kr k boht aaage tk ja skta ha
          Mugar aik shrt ye ha k use kam imandary mehnat aur lagun se krna hoga

          اب آن لائن

          Working...
          X