Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ye to dost hai ager knowledge k bagheer our demo account practice k bagheer direct real account main trading kertnay wla pher us main loss hi kerta hai to humean us k oper control kerna ho ga our siekh k trade real main start kerna ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      may dear friend ma to ap sab ko yahi kahna cahta hu ager ap ko loss hu b jay to dil chota mat kary as may agy bahrny ki kahosesh karni cahyea apni galti ko relazed karo k ap nay kanh sa galti ki as ko kahtan karny ki kahoseh karni cahyea awor as ma jiitni b hu mahnat karni cahyea
      • #33 Collapse

        Loss maaat yad delawo bhot loss kar chuki ho main par us timr main froum main nhe thi aaab kafi samjh gai ho froum ko kafi read kiya kafi information yaha say mili is liye aaab loss ka koi chances he nhr b qk yaha kafi zaheeen log mile hain mujhy
        • #34 Collapse

          g han esy traders jo without planing or market ko analysis nahi karty or luck k pase par trades open kar lety hey esy traders ko bad me bahot afoos hota hay magar ko kabi ye nahi sochty k jo trading me us se mistakes howi hey us se hi agar ko learning kar lety to wo har dafa loss se bach sakty hey
          • #35 Collapse

            Yah my trading fellow forex main ager apny capital ko safe kerna hai to pher ap ko us ko learn ker k he our demo practice k bad he jo live main work start kerta hai usi ko us main acha profit easily milta hai our loss say wo trader safe rheta hai
            • #36 Collapse

              Forex trading business ko agr ap log baghair experience aur learning k baghair karain gay aur forex trading business ko baghair planning k karain gay tu is traha forex trading business mein loss hi ho ga is traha ap forex trading se profit nhi earn karain gay loss hi ho ga aur profit tab ho ga jab ap forex trading business ko soch samjh kar aur learning kar k karain gay is traha hi forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han
              • #37 Collapse

                sir baat ya ha kay koi bhi bussniess ho loss or profit chalta rheta ha lakin agar apky pas experince hota ha to hi ap forex ma earning kr sakty ha lakin forex ma apko lalch nai krni chahiye qk usay apko loss bhi ho sakta ha or forex ma apko demo account ma bhi tarde krni chahiye
                • #38 Collapse

                  sir baat ya ha kay forex ma agar apko loss ho jata ha to koi baat nai ha qk forex aek risky bussniess ha hamay loss bhi ho sakta ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye or apko us loss say seakhna chahiye kay apko loss q hoa ha takay wo ap again mistakes nai kr saky
                  • #39 Collapse

                    Forex trading business ko kabhi bhi knewledge aur learning k baghair nhi karna cahaiye kiok learning knewledge aur experience k baghair trading kartay han tu is se loss hi ho ga profit nhi is liye apni investment tab hi karni cahaiye jab forex trading business mein learning knewledge aur experience ho
                    • #40 Collapse

                      bilkul agr dunya ka koi bhi bussiness kiya jay to us men loss aor profit to hota hy.agr us bussiness k bary men koi experience na ho admi us ko ye soch kr start kr dy k men is bussiness men jald he bhot si eaning kr k bhot bra bussiness men bno ga.jb k us ka is men experience nh hota.isliye hr ussy uski ummed k khilaf result milta hy.ye uski mind kaily harmful ho sakta hy.
                      • #41 Collapse

                        ager koi trader only luck k asre per trading kerta hay aur us ko loss ho jata hay to us k mind par bad asrat to hotay hain aur wo trading ko chore data hay ya phir again luck ko azmane ki try kertay hay is lie i think humain only luck k asre per trade ni kerni chahie belke is ko learn ker k phir trade kerni chahie.
                        • #42 Collapse

                          Forex trading business ko kabhi bhi knewledge experience aur learning k baghair nhi karna cahaiye learning knewledge experience k baghair apni investment se trading karain gay tu loss hi ho ga is liye pehly forex trading business ki learning hasil karna cahaiye aur knewledge experience hasil kar k phr hi investment karni cahaiye takay loss se bach sakain
                          • #43 Collapse

                            bhai ya bat zahir hai kah ap jab bina knowledge kah trade karta hain ya ap bina knowledge kah is market ko analysis karta hain tab apko loss he ata hai is mein apko sab sa phla setup yahe lana parta hai kah market ko sekhin jab ap market ko sekh jata hain tabhe ap is mein acha sa acha work kar skta hain tab ap is mein loss ni kar skta hain.
                            • #44 Collapse

                              Dear loss aur profit dono he market ka hisaa hai ab ye tu ap pe depend kart ahai k ap kese es busines smai kam kar k acha fada hasil karo gy jaise jaise ap apni trading ko behtar banao gy ap ko reward b acha hasil hota jaye ga soo ap ko mehant k sath he kam karna ho ga aur ap acha earn kar skte ho soo ap ko mehnat karni ho gii aur phr kam karna ho ga...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Jo beginners hotay hein unko loss hota hai jab wo forex main tarding start kartay hein kyun kay knowledge ki kami aor experinece he reason hotay hein jis ki waja say unko loss ka samna karna parta hai yehe agar ap kay pas acha expeirinece ho to scene kuch aor he hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X