Forex par loss hone ki wajah.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex par loss hone ki wajah.
    Assalam o Alikum! dear members forex par loss hone ki wajah yehi hoti hai ke ham log apni trade karne se pehle market ko analyse nahi karte or trade kar dete hain to iss se hamein loss ho jata hai kion ke bagair market ko analyse kiye hamein market ki movement kia nahi malom hota iss liye jab bhi trade karen to market ko analyse kar ke hi karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex par loss hone ki wajah.

    Forex market Mein nuksan hone ki bahut sari wajohat Hain Kuchh To aapane a apni post Mein Hamare Sath Hare ki hain aur kuchh Main Apne taraf se bhi aapke sath share karna Chahunga Sabse Badi vajah Hamara lalach Hai lalaj Ki vajah se Hamen bahut nuksan Hota Hai Uske alava Agar hamare pass Achcha Na Lage Aur Achcha experience Nahin hoga to tab bhi Hamen nuksan hi hoga aur Sabse Badi Baat yah hai ki Hamen trading karne se pahle analysis karna chahie Kyunki Lal Seth ke bagair trading ka Hamesha nuksan hota hai aur yah Sabse Badi vision Hai nuksan hone ki
    • #3 Collapse

      Re: Forex par loss hone ki wajah.

      is forum main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main bi trader banay say aphly is k rules ko mind main rakhna hog a tab hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain market main bi tradr banay say pahly is k bary main exprience ho ga tba hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucess hon gay
      • #4 Collapse

        Re: Forex par loss hone ki wajah.

        Suraj Palace Sone Ki Sabse Badi market ki trains Ko Na Dekhna Hai To bahut se log Aise Aaj Inko market ke trains ke samarthak nahin aati aur vah Chauth ko samajh Nahin Sakte Hota Hai aapko chahie ki aap acchi plan hai Karachi pilane ke jarie Yahi aap kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex par loss hone ki wajah.

          Forex mein loss hone ki sabse badi vajah yah hai ki ham Forex ke rules ko mind mein nahin rakhte jaldbazi karte Hain lalach karte Hain To hamen nuksan hota Haihamen soch samajhkar imandari ke sath kam karna chahie tabhi Ham is mein kamyabi Hasil kar sakte hain hamen apne loss ko recover karna chahie hamare pass achcha experience hoga tabhi Ham trade kar payenge
          • #6 Collapse

            Re: Forex par loss hone ki wajah.

            Agar Ham kam karte hue Koi mistake Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega Hamen nuksan ke bad Dobara Nahin chahie Hamen Sabar karna hoga aur Hamen mistakes ko avoid Kar Ke market Mein kaam karna chahie Hamen analyses ka istemal karna hoga aur Hamen take profit ko istemal karna hoga free Ham nuksan ko khatm karke Kamyab Ho Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Forex par loss hone ki wajah.

              Assalam walekum Forex per loss hone Ki Sabse Badi vajah jaldbazi Hai Hamen chahie ki Ham 2 3 month bilkul trading ko touch Bhi Na Karen balke demo per practice Karte Rahen aur aisa koi bhi nahin Karega Aisa Nahin Karega to unko loss hi hoga isliye Hamare liye behtar hai ki ham acche se trade Karen aur acchi earning aur learning Karen lazer iski vajah yahi hai ki koi bhai Bhai market ko focus nahin kar paate aur is market ko samajhna bahut Mushkil hota hai Sabse pahle market ko Samjha Jaaye FIR loss Ko khatm Kiya Ja sakta hai
              Do it before other will do!
              • #8 Collapse

                Re: Forex par loss hone ki wajah.

                Ji dear friend Forex Mein loss hone ki Bahut Si causes Hain first of all To Hamen start Mein Itni experience Nahin Hota jitni Zyada ham trade start kar dete Hain Jab Ham untraiend Hote Hain To Hamen lot size bhi bahut kam use karna chahie lekin Hamare bahut se Aise new traders Hote Hain Jo Jyada profit kamane Mein par Jaate Hain jinki vajah Se loss hota hai dusra ham market ko acchi Tarah analysis Nahin Karte isliye bhi loss ho jata hai Iske alava demo account per practice Nahin Karte Jiski vajah Se loss ho sakta hai Mazid Ham lalach Bhi Karte Hain Jo Keh Nahin Karna chahie Agar ine Baton per Ham acchi Tarah Amal Kar Le Tu Ham Kafi had Tak Forex trading Mein loss se batch sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex par loss hone ki wajah.

                  Forex par loss honay ki wajah:
                  1) market ko analyse kye bahair entry lena, jaldbazi se kaam lena
                  2) trend k against trading karna
                  3) stop loss aur take profit ko use na karna
                  4) big lot size ko use karna
                  5) apnay emotions pe control na karna
                  6) apni trading skills ko improve na karna
                  7) apni mistakes se learn na karna
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex par loss hone ki wajah.

                    forex trading ma loss ki wajah insan ki khud ki ghaltiya hoti ha is liye kabhi be apni ghalti ka bhouj kisi or par na daalo kyu ka yaha se kisi be insna ki buzdili ki andaza hota ha is liye dosto kabhi be apni life ka kisi be step par apna dil chota na karo or disheart hona chor do kyu ka is am nuqsan sirf or sirf insna ka khud ka hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex par loss hone ki wajah.

                      mere bhai forex forum main loss ki kai ziyaada wajoohaat ho sakti hain jessy forex business ka knowledge na hona .
                      forex business main market ka experience na hona
                      forex business main senior members say guidelines na lenaa
                      oae market ka trend ko follow na kana
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex par loss hone ki wajah.

                        Assalam.o.alaikum. aapane bahut hi acchi baat ki hai main aapki baat se Raazi. Hoon ke Pakistan mein Na Kami Ki Sabse Bari vajah yah hai ki jo log is business ko Apna to lete hain lekin ismein Apne mukmmal Waqt Nahin Dete vah samajhte Hain Ki yah Ek Aam Sa busnuss hy lekin unhen yah Maloom nahin hai ki Hamen is business mein bhi time Dena padta hai aur yah business time dene Sahi successful hota hai isliye yah km is Mein Apna Achcha Se Achcha Den tabhi Hamen Kamyab trader Ban sakte hain.
                        $#@#i Khan
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex par loss hone ki wajah.

                          Forex pe loss hone ki waja mind ka disturb hona aur experience ka na hona hi sab se bari waja ha agar trader banna ha to apna mind clear karen aur aik achi soch create kar ke trade karen to kamyabi hi kamyabi ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex par loss hone ki wajah.

                            aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum pr loss hony ki sab sy barri waja hmary pass knowledge ar experience ki kammi h.agr hum mhnt kren ar Pakistan forex forum k barry mn knowledge ar experience gain kren to hum loss ko kafi hadd tk kamm kr skty hn.acha experience gain krny ka sub sy best way demo account pr practic krna h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex par loss hone ki wajah.

                              Los ho jane ki sabse mahaan bajaya hai ki is tarah se members ko apna account says manage nahin karna aata aur isi vajah se hi number ko last ho jata hai kyunki vah isko jyada serious lekar kam nahin karte aur kafi members aise hain jinke pass trading se related jyada achcha experience bhi nahin hota aur tabhi loss ho jata hai Members ke liye a loss se bachkar trading karna bahut hi jyada jaruri hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X